Had Sy Zaida Atimad Lalach ko Dawat Daita Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1546 Collapse

    forex main jab koi b trading krta hai to us ko is main profot hota hai lakin us ko kbi b apny ap ko perfect nhi smjhna cchhye
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1547 Collapse

      jab kbi ap ko 2 sy 3 bar profit ho jata hai to ap relax ho jate hain or mhnat k sth kam nhi krte is overconfidence k sth ap ka loss ho jata hai
         
      • #1548 Collapse

        forex amin ap ko apny skills or talent ko use krna hota hai na k ap apny ap main over confident hon or apna hi loss kr lyn
           
        • #1549 Collapse

          trading main kam krny k liye ap k ander confidence ka hona zrori hai is sy ap kamyab hote hain lakin overconfidence k sth ap ka loss ho jata hai
           
          • #1550 Collapse

            yeah definately when there is a greed there is a overconfidence and it is not good for this work if you dont have patience.It needs your patience.
            • #1551 Collapse

              jeb tek uss keey bareey meey knowledge naa ho uss ko ser injaam nahi dainaa chahyee forex work keey liyee aap jitnaa iss ko time deey geey aur iss meey invest kareey geey uss kaa aap ko untnaa hi ziadaa benefit hotaa heey trade keey liyee jo best timing heey wo heey jeb market open hoti heey aur iss meey teezi kaa rujhaan hotaa heey
              • #1552 Collapse

                G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se garee karta hn is business me hmen kabhi bhi over confidence k sath kam nahi karna chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hm agr over confidence k sath kam karty hain tu wo greed ko le ata haa
                • #1553 Collapse

                  har business aur work ma poora aitamad sa kam karna chahia/ jahan ap apna kam sa mutmain nahi hon ga samjha jai ga ka ap ko apni salahiat par aitamad nahi ha wahin ap nakam ho jain ga aur loss uthain ga. is lia har kam pora aitamad aur sabar o sakoon sa karna chahia. forex ma bhi trade laga kar pora sabar sa us ka close hona ka wait karna chahia.
                  • #1554 Collapse

                    overconfidence hamin is main hony ki zaort be nahi karni chiye ye tu hamri enemy hai hamin is say jitna ho saky dor rahna chiye wo hi hamry liye faida mand hai hamin is main bs kam apnimehnat or lagan say karna chiye
                    • #1555 Collapse

                      forex trading aik online business hay orr issko kernay ya trade laganay kay liyea experience or confidence kaa hoona zaroori hay over confidence hoona loss ka bais banta hay..
                       
                      • #1556 Collapse

                        yes forex trading aik online business hay issko aap jitna zaida time doo gay utna hee aapka greed berrhta jayega orr overconfidence also invite greed..
                         
                        • #1557 Collapse

                          Mery khyal sa ap theak keh rahy ha over confidence greedness ko tarjhee dyti ha hamy chaye k ham over confidence sa bachy aur sahi meno mai trading ko samjhy
                           
                          • #1558 Collapse

                            without a doubt the accurate self confidence is incredibly excellent in any sort of organization however when it evolves into in excess of self confidence it is extremely bad for Forex currency trading.
                            • #1559 Collapse

                              aap nay theek kaha k aap ko is main greed ni karna chahiye is say aap ko is main loss hota hai or aap is main say profit gain ni kar sakty ho is liay is main greed bilkul ni karna chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1560 Collapse

                                hmm bilkul hume over confident nahi hona chaiye hume soch smjh ke kam karna chaiye market ke hisaab se sb kuch smjh ke trade karni chaiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X