Had Sy Zaida Atimad Lalach ko Dawat Daita Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1486 Collapse

    g ha ap ki bat bukkul tak hai k forex trading ma greed karne sa sarf our sarf loss hi hota hai forex trading ma greed kar ne sa loss hi hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1487 Collapse

      dear g han bilkul mein ap say agree karta hun overconfidence greed ko invite karat hy kyun k overconfidence mein ham bohat si aisi mistakes kar bethty hain jis ka hamain bad mein pta lagta hy aur bohat afsos hota hy
      • #1488 Collapse

        forex ak world wide international level par kiya jany wala sab se best online business hai our ye bht profitable ha ham is se aghr bethy hoy hi bht achi earning kar skaty hai
         
        • #1489 Collapse

          yeah accumulate aal the balcne adn then un ko over confidance se trade kro waoo mean 100% loss hai
          pehly socho r phir kro trade r phir dekhna kitna milta hai r jitna mily ga us se bt aagy jao gy r jab jao gy r kuch mily ga r phir maza b aye ga
          • #1490 Collapse

            mere dost Min apko yeh khana chahon ga ke forex trading ke world ke andar gredd apko hurt karta ha na sirf apke profit ko deamage karta ha balke yah apke capital ko bhe distrub karta ha.
            • #1491 Collapse

              friend mai ap kai es post kai sath agree karta hoo kai forex trading mai overconfidence greed ko invite karta aor greed say loss ho ga hamy chahyie kai ham overconfidence say trading na kary
              • #1492 Collapse

                bilkul agree sir overconfidence invite greed kunke ap ka over confidence ap ko hamesha loss ki traf le jata hea. is liye ap avoide karean is say. and bea aman of profit able...
                • #1493 Collapse

                  han g ye b thk bat khi ha k over confidence greed ko e dawat deatr ha jis ko apne kam pe pura etmad ne ha wo greed ne kre ga or limit me reh kr kam kare ga so care se chalna e better hta ha
                  • #1494 Collapse

                    jee bhai jan aap ne bilkul sahi kaha hai forex me hamy bht mind se kam karna chahiye kiu ke ye bht risky our difficult business hai our is me laalach tu har giz nhi karni cahhiye
                     
                    • #1495 Collapse

                      G han app ne sahi kaha ha is business me hmen kabhi bhi overconfidence k sath kam nahi karna chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hm agr over confidence k sth km kart yahin tu hm is business me lalach ko le aty hain isi lie hmen is business me over confidence se kam nahi karna chahye
                      • #1496 Collapse

                        mere dost mein apko forex market ki key andar yeh advise karon ga ke ap ka forex mein confidenca hona ahce bat ha but overconfidence hona bhut bura ha aur yeh acha nahe ha.
                        • #1497 Collapse

                          dear i thinks main ap ki is baat se agre ho overconfidence main insan jb ata hai to use hamesha nuqsan he hota hai...............................................
                          • #1498 Collapse

                            forex mein kaam kartay howay kosis karay confidence se kaam karay es mein jaldbazi aur greedy na karay ap ku forex mein loose he loose ho ga aur daily market ku watch karay
                             
                            • #1499 Collapse

                              yes my dear over confidence kisi cheez me bhi ho dangerous hi hota hai so hume khud ko over confidence nahi karna chahiye balke patience aur positive confidence k sath trading karni chahiye taa k loss se bach saken.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1500 Collapse

                                han dost ap na sahi sawal kia ha aur ma tou ya hi samgu ga ka ham koi b forex ka ilawa bussiness kr lain hamay confidence ki boat zarorat hoti ha aur tb hi ham kr sakty hain aur earning kr sakty hain aur jb ya bat ho ka ham overconfidence ho jay tou is ma koi faida nhi ha kiu ka is waqt ham loss hi krty hain.....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X