Had Sy Zaida Atimad Lalach ko Dawat Daita Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #751 Collapse

    kisi bhi insaan mai ye ek khoob kehle ya khami kehle ke ager usko koi kamiyabi milne lagh jaye to woh samjhne lagta hai ke bs mujeh sab kuch agaya lekin aisa nhi hai apko relax hoker trading karni chayeh
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #752 Collapse

      yes it is true that when you trade by over confidence never concentrate and mistakes then you have to loss and you loose your emotions and over trade and by greed ti make you failure if market goes more against it finish you account
      • #753 Collapse

        yes humaray ander confidence hona chahiay per itna zayada nahi kay aap had say zayada apnay aap ko samjhnay lag jao or ghalt lot size use kena shuru kerdo or zayada trades ope kerna shuru kerdo jo aap ki berdash say bhi bahir ho kiu kay aisa kernay say aap ka account wash ho skta hai
        • #754 Collapse

          ji haan bilkul jab kabi insan trading karta hai ager wo ye smjhta hai k mai sab kuch kar sakta hoon mujhe sab aata hai trading mai ye us ka over confidence hai aur is se us k zehan mai lalch b aa sakti hai jo us ko ek ne ek din le doobay gi jo k ek dukh ki baaat hai
          • #755 Collapse

            Forex trading karny k liye self confidence ka hona bhe bohat zaruri hy is liye ap ko chaye k khud par yakeen rakhy lakin overconfidence nai hona chaye is k se ap ko loss ho sakta hy and overconfidence se hum lalch main a jaty hain....
            • #756 Collapse

              bilkul thk kaha aapne, aik acha trader hai hi wo jo apni strategy ko follow krta rahe aur over confident na ho, kion aesa krne se wo apna business me loss krdeta hai jisse wo aik trader nhi bun pata, tou aap complete learning aur confidence k saath is business ko aage lekr chalen.
              • #757 Collapse

                ce is very good in any type of business but when it turns into over confidence, it is very bad for Forex trading, and its invite greed and greed is really hhyal main to over trading aik acha treat hay any experience
                ko increase Erny key air is KO AP greening nail keg sky bilk ay over
                trading say AP ki skills and ma
                 
                • #758 Collapse

                  ji haan bilkul sahi kaha app nay k jab humary under over confident honay ka garor ajaye to hum main lalaach ajati hai or hum ye samjhny lagty hain k ab hum ko kisi cheez ki zarorat nahi hai na hi learning ki na practice ki or na hi kuch sekhnay ki tab hum nuksan ki taraf jaty chaly jaty hain or pechy rah jaty hain...
                  • #759 Collapse

                    bilkul kabi kabi hamari trade profit main ja rahi hoti hai aur ham ziada profit chaker mian loss kerwa bethte hain ye boht galt hai hame aik strategy k mutabik trade lagani chahiye aur closs kerni chahiye.
                    • #760 Collapse

                      g ahn dost apny bilkul theek kaha....forex trading main wohi shaks kamyab ho sakta hai jo hemesha apny aap ko qabo main rakhy kabhi bhi over confidence nai ho warna usko bhut ziyada mushkil ho sakti hai......
                      • #761 Collapse

                        When we are doing trading in live account we have need to control our over confidence because it's generate high loss for us and that's not good point for us.
                           
                        • #762 Collapse

                          yes dear you are right forex mai agr ham overconfidence hojate hain to is ka matlab hai k hamen greed invite kar rahi hai is liye forex mai kabhi bhi overconfidence nahi hona chahye or hamesha learning karte rahna chahye....
                           
                          • #763 Collapse

                            Ji han jab bhi ap market mai over confident hu jayen gay tu matlab ap aik pair se jitna earn kar chuke hain us par over trading start kar dein gay aur ap ko yehi lagay ga kay ap ko har dafa profit huga laikin jaisa kay market apna trend reverse karti hai tu phir ap ko greed ki waja se loss hu jaye ga.
                            • #764 Collapse

                              main aap ki iss baat se agree karta ho kyun k jab bhi hum over confidence hota hain tu hum greedy ho jata hain kyun k jab main forex mein start mein aya tha tu main ne bhut profit ko take ki thi aur main jis ki waja se overconfidence ho ga tha aur muj ko bhut ziada loss dekh para tha iss liya forex mein over confidence kabi bhi nahi hona chaya.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #765 Collapse

                                Jab doso ham trading main over confidence ho jatay hainto pher ham apnaygreed kodawat datay hain or ham pher or zayada lalach karnay lag partay hain . or pher is wajha sayham apna loss b kartay hain is leya hamain trading main over confidence ho kar trading nhe karney chheya .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X