greed vs loss (5)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    salam friend's main ap ki bat sy agree h0o or main b yehi kehna chahta houn k is main humain greed nahi krni chahiye q k humara luck is main har waqat hmara sath nahi deta is main humain loss b ho jata ha opr hum ko koi faida nai h0o ga so0o don't ...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      yer jee greed se hum ko her time me loss hi get hoha ha na ky hum ko koi profit ye ye ha hi eik bohot bari thing mare dost aur ab forex trading business ha hi ricky businss is me tu greed karni hi ni ha yer jee.
      • #63 Collapse

        greed ka forex trading main bohat nuqsaan hai or agar ham greed karte hain to is ki waja se hame kafi loss ho sakta hai is lie hame kabhi bhi greed ko trading main nahi karna chahie is se ham apna account khali kar sakte hain
        • #64 Collapse

          main b yehi kehna chahta houn k is main humain greed nahi krni chahiye q k humara luck is main har waqat hmara sath nahi deta is main humain loss b ho jata he isi liye humain is main ilam hasil krna chahiye or is main humain practice krni chahiye tabhi hum is main kamyab ho skty hain nahi to humain is main loss hi hota rahy ga:mad:
          • #65 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: sabzwari پيغام ديکھيے
            The power of greed is too much to resist and I have proven that many times over. Once greed starts to dominate your senses then expect margin call to follow. Better to learn how to control greed first before you lose your trading account.
            dear bro Through greed we will get loss all the time in this business because greed is our enemy.All the greedy traders are fail in this business because they want to become rich in short time but this not a money making machine for us.............!!!!!!!!!!!!??????????
            • #66 Collapse

              asalam u aliakum dear loss or greedy jo ha wo aik alag allg cheezien ha jis p hamein khud hi control karna parta ha or jo traders zahda l chaker maa greedy karty ha wo loss majaty ha dear friends jo bi ho mein yaa kaho gi k greedy sy door raho.
               
              • #67 Collapse

                mein yaa kaho gi k greedy or loss 2no hi alag a;g chzein ha jis say ham bachna chahiey or is p hamein khud ho control karna parta ha agr ap chahty ho k apko forex bussiness maa success mily to ap ko greedy ni hona vhahiey thankssssssssssss
                 
                • #68 Collapse

                  greed ko ap bilkul bhool jayen kyun kay yeh eak aesi cheez hai jo apka sub kuch lay doobti hai is liye apko chahiye kay is ko bhool lar ap real work karen jo apko faida bhi day ga aor apkay kaam mein barkat bhi hogi
                   
                  • #69 Collapse

                    greed ik bohat harful cheez hai forex buisness me....might be possible jab hum greed karty hain to hamen loss bhi ho skata hai is lai haemn forex me greed nahi karna chahiay balkay jitna apny paas hai usi pe satisfy ho jana chahiay...
                    • #70 Collapse

                      jee jee janaab aap ki baat bilkul theek hai trading kartay huye hamain laalach nahin karna chahiye laalach aisi buri cheez hai bohot buri balaa hai jo hamain kaamyaab honay say rokti hai loss isi wajah say hotay hain
                      • #71 Collapse

                        Greed hamara account wash karwa sakti hay.. Hamen is say har waqt bachna chaiye.. Hamein greed ka khyal b apny dimagh mein nhe aaney dena chaiye..
                        • #72 Collapse

                          greed ap ko loss sey nahi bacha sakti hai aur is sey ap ko loss ho hi jata hai q k ye jab ham karetye hain to ham ziada profit ka lalach kar baith'tey hain.
                          • #73 Collapse

                            sir baat ya ha kay agar ap greed krty hy to apko loss hi loss ho ga dono aek hi chs hy lakin ma apko yahi kaho ga kay ae acha tarder banay kay liye apko bs mhenat krni chahiye tab hi ap kamiyab ho saty hy or aek acha inan bhi ban skaty h
                            • #74 Collapse

                              haan bhai ajn yh baat sch hy kiyo ky jab hum greeding krty haiye to hmy loss a jaat hy kiyo ky laach buri bala hy isliye hmy thora thora ky ky profit and trading krni cahiye ager aap ek achy trader banan cahty haiye to
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                greedy bilkul nahi hona chayie aur forex ko mein bahot pasand karta hon because yeh aik acha business hay aur is mein ap unlimited money made kar saktay hay lekin is mein loss bhi ho sakta hay isi liye pehly ap ko market analysis bhi karni hogi takay ap forex say achi earning kar lo aur worldwide hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X