greed vs loss (5)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greed vs loss (5)
    The power of greed is too much to resist and I have proven that many times over. Once greed starts to dominate your senses then expect margin call to follow. Better to learn how to control greed first before you lose your trading account.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    greed aur loss do alag alag cheezen hain hum ko chahye k loss ko control kare aur apnay greed ko samjhe aur sayh me he kam ko karty chalay jae k is tarha say hum ko nuksan na ho sake.
    • #3 Collapse

      dear ap ko forex ar jab thorsprofit mil raha hotahi to is ko leave kar ap jab bohot earn karnay ki koshish mai beth hotay han to ap ki greed hai or jab ap esa kar loss kar bethta hain to yai ap ka loss hai
      • #4 Collapse

        g han bhai jan main b yehi kehna chahta houn k is main humain greed nahi krni chahiye q k humara luck is main har waqat hmara sath nahi deta is main humain loss b ho jata he isi liye humain is main ilam hasil krna chahiye or is main humain practice krni chahiye tabhi hum is main kamyab ho skty hain nahi to humain is main loss hi hota rahy ga :(
        • #5 Collapse

          Through greed we will get loss all the time in this business because greed is our enemy.All the greedy traders are fail in this business because they want to become rich in short time but this not a money making machine for us.
          • #6 Collapse

            Assalmualikum..Bhai loss and profits are the part of bussienss,...is mein jo jitna hardwork krta hai utna hi usko profit hota hai.......bhai jab koi forex trading mein kaam krta hai to usko chahye k ye baat dyhan mein rkh ly k jitna ziada hum is mein greed krien gy utna ziada humien is mein loss hoga....forex trading k ilawa or bhi jitny bussienss hoty hein un mein b loss or profit to chalta rehta ahi....
            • #7 Collapse

              When we become greedy then we can lose money in the market. So always trade with good technical skills then we can make good profit in the market. Always trade with patience then we can make good profit in the market.
              • #8 Collapse

                g han agr ap is forum main ziyada lalch karty hay to apko is forum main boht ziyada loss ho sakta hay is liay agr ap is forum main loss say abchna chaty hay to apko is forum main sabr say kam akrna chaiy ta k apko is forum main loss na ho aur ap is forum main say boht acha profit hasil kar saky aur ap is forum main profit hasil kar k kamyab ho saky...
                • #9 Collapse

                  zada k chakar main hm apna nuksan kar lety hain is liye lalach ka koi faida nhi hy sakoon sy kam karain or koshish karain k jitna bhi kam ho usko sahi trh sy kiya jaye na k zada k chakar main hm apny jaiz bonus sy bhi hath dho betahin
                  • #10 Collapse

                    dear yeh aik aisa business hai is me b her business ki trha zara b lalach kren gy to jo kch hasil key hoga wo b nai rhy ga is liye hmen greed ko zra b is kam me nai lyna chaiye ...
                    • #11 Collapse

                      greed aur loss aik dosre ke samne nahi ate balke ye aik sath hi ate ahin kyon ke agar ap ne greed kiya to ap ko loss ho skta hai is liye is se bachain ap thora earn kr lain lekin loss na krain kis din earning na ho to bhi khair hai
                      • #12 Collapse

                        jab bi insan greed karta ha wo loss kar jata mara aik dost na 7 lakh ka account liya lalch kar ka wo sab kuch loss kar jaya aur us na us ka bad o kam hi nai kiya ajj tak g is liya lalcch nai karni chahya g.
                        • #13 Collapse

                          dear mre kheyal se greed ak asi cheez ya action h jo traders ko especially in forex trading kbi b dhoka de skti h or loss ki janib le ja skti h. ye bt hr koi achy se janta h k greed ka koi kam ni h forex trading mein
                          • #14 Collapse

                            theek kehtay hain aap greed aap ka sub se bara dushman hai forex trading main aur is k sath sath aap ko apnay emotions ka bhi khyaal rakhna parta hai k wo bhi bekaboo na ho jain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              you are right dear brother forex trading may loss tak hota hai jub greed enter hota hai mind may dear brother or who tab hota hai jub insan k pass pesa na ho our first time esay business may enter ho tu who gambling karta hai dear brother

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X