Some times Forex make us sad (6)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    jab hum bari khushi say positivley attitude k sath trade kerty hain lekin yeh trade wrong direction mein chali jati hai to hum forex say ukta jaty hain or hum sad ho jaty hain baz dafa los pay loss honay say bhe aisa hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      ap ne sahi kaha jab ham planing kar k trading karte hain or phir against move ker jaye to bohat dukh hota hai lekin phir main to yahi sochta hu k ye sab trading ka hissa hai or dobara trading karta hu.
      • #198 Collapse

        Jab aapko lagta he k aap musalsal loss ki position me jarahe hain to pjir aapko STOP LOSS k option ko select krna chahiye take aap loss ki aak limit ko muqarar kr sakain or aap aak had tak loss ko bear krte hain us se zyada loss apko nahi hota.
        • #199 Collapse

          forex say hamay sad nahi hna chayie it is depend on us aur mein satisfied hon kiyon kay yeh aik worldwide business ha is mein tu earn krny ki bhi koi limit nahi hay isi liye mein kisi aur business ko prefer nahi karta hon sirf apna dhiyan forex par rakhta hay aur mein is say bhot ziyada profit make kar leta hon yeh aik lifetime business hay aur great business hay sab kay liye
          • #200 Collapse

            dear brother.......yeh baat bilkul thek hai aur main es baat sey agree b kerta ho k forex trading business baaz dafa sad ker deta hai aur es ki wja greed hai jo k hum ker jaty hai .
            • #201 Collapse

              Yes my dear kabhi kabhi pakistan forex forum trading my zada lose ki vaja sy insan bhot sad ho jata hy or phar
              • #202 Collapse

                don't hope too much in forex trading because this business can gives sadness for you. forex is too hard and most difficult. you can lose more money and be poor quickly because of forex business. need longtime and more process to get success in forex
                • #203 Collapse

                  jab kabhi hum is business mein without knowledge and experience ke enter hotey hain aur hamen loss hota he to hum bohot hi zaaiada sad ho jatey hain keh hamen is business ne loss kar diya hey but hamen achi learning happy bhi kar sakti hey.
                  • #204 Collapse

                    han kabhi bhi jab hamein forex ka koi bu sawal mh ata hai to hum boht hi said ho jaty hai jsi sy hum forex per koi bh sawal ka jawab nh dy sakty hai or asni sy kam bhi nh kar sakty hai es lyi cahye ky ap fresh mind sy kam ly
                     
                    • #205 Collapse

                      g hn g forex pe buht se kam ase hote hn jo apko buht tention dete hn ager ap is ko smjh jate hn tab hi ap is m kasmyb ho kste hn forex aik buht hi acha business ap is m tention na lo blke ALLAH ka nam le ke kam kro
                       
                      • #206 Collapse

                        forex me sad hone ki zarurat nhi hai aap ko kiun ke forex ke business me sad banda tab he hota hai jab us ko is business ke rules ka pata nhi ho kiun ke rules ke hisaab se kaam kara jaye to loss bhi kam hota hai or trading sahi chalti rehti hai .
                        • #207 Collapse

                          Yes some times forex makes us so sad as it is.very cruel business..
                          Jb kbi wrong trading sy account orr jata ha tu bht taklef hoti ha or dil sad ho jata ha k ye kya hoa.
                          • #208 Collapse

                            Ap ko is mien kabhi bhi sad nahi hona chahye or na he hopeless hona chahye ap yahan per earnings karney key liye hain or ap ka final destination yeh he hona chahye key ap ney yahan sey earnings karni hain baqi loss wagera to chalta rehta hai us sey pareshan honey ki zarorat nahi hoti hai.
                            • #209 Collapse

                              yes bilkul shi kaha ap ne ,, kabi kabi forex me jab hamara lot loss kar jaiye to ham kafi sad ho jate hay .. lekin koi bat ni trading me to loss and profit hota rehta hay ..ap ihtiyaat sa or itmenan sa trading kia kare to ap ka loss ni hoga ..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                salam bhai g. Forex main sadness ho ya kisi or businesses main kabi kabar tu esa muwaqy aty he hain lykin unky leye jo apni galtiyun sy b kuch nai sekhty . ye b haqeeqat h k profit ka maza tb he ata hain jab candidate loss bear kar k next aya ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X