Some times Forex make us sad (6)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    dear mai apne baat karo tu muzha kafe dafa loss howa hai per mai yahe jata ho ka agar app wrong trade ker ty hai tu app ko es say sekna hoga aur next time kafe ache trade ker ka apna loss ko recover ker na hoga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      G bhai ap sahi keh rahy hain par humain forex k bary main learning kar k he es par km karna chaye agar hum wasay he bina learning kiye ya phir bina demo pay kam kiye es pay kon karain gy phir lose b ho ga aur agar lose ho ga to zahiri c baat hai hum sad b hon gi so be care full
      • #168 Collapse

        jee bhai app ne bilkul theek kha hai bhai boht time asa hota hai jab hum apni hud ki mistake ki waja se loss ker date hain aur yah he wo waja hai jiss ki waja se hum sad ho jate hain iss leya main to yah khun gi k jo be ho jaye hume giveup nai kerna cahiya aur try try again kerna chahiya :)
        • #169 Collapse

          ziayada tar log jab bhi trade lagaty hai to wo kuch bhi souch smajh kar nhi karty hai balky aisy hi trade laga lyty hai jis sy in ko loss ho jata hai or wo es loss ko bardasht nhi kar sakty hai jiski waja sy in ka mod sadnes ho jata hai
          • #170 Collapse

            G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn ye aik asa business ha jis se hmen kabhi kabhi sad b hona parta ha kyun k ye aik asa business ha jis me hmen loss bht hota ha isi liye hmen chahye k hm is business me loss k waqt emotions cantrol rkhyn
            • #171 Collapse

              first time forex all indicators in windows.* eih chiral auxiliary trading could even make groggy but yet do not understand ama ane ane indicator display it ..* haduh ... funny also made himself dizzy anyway.
                 
              • #172 Collapse

                Forex trading main baz okat hamrey trade loss main chaley jatey ha or is say ha bohat parshan hotayhain or ham sad b ho jatay hain . lakaintradingmain hamain kbi b hope ko chorna nhe chheya is leya kay is man kisi b time kuch b ho sakta ha .
                • #173 Collapse

                  dear mood depend karta hy ap k profit aur loss pe agar ap loss karo gy tu zahir hy ap sad ho jao gy q k ap ne loss kiya ap ki investment waste ho gii but ap agar profit earn karo gy tu na chahte hoye b ap khush ho jao gy,,,
                  • #174 Collapse

                    yes i agree with yu k forex k trade mien kabi kabi hum sad b ho jaty hien q k jab hamain loss hota h to hum acha feel ni ker rahy hoty es lye sad sad feel kerty hien
                    • #175 Collapse

                      I agree with you that some times it can make us sad and around 95% newbie trader get losses in every month form this business so we should be careful and keep follow a good money management in this business so that we can not get any big loss .
                       
                      • #176 Collapse

                        Yeh sub key sath hota hy keh sometime forex trading aap ki sochon sey hat ka loss deti hy. Forex market buhat risky hoti hy aur sometime hum buhat confident key sath trading kartey hain aur stop loss use nahi kartey. Lekan market main tezi ki waja sey aik dam sey hamara sara balance zaya ho jata hy aur hum disappoint ho jatey hain. Lekan hamain chaheye keh hum apney aap ko strong rakhain aur yaqeen rakhain keh aaj loss howa hy kal itna profit bhi ho sakta hy.
                        • #177 Collapse

                          zyada tr sadness tb hi hoti ha jb loss hota ha ya phir profit kmaya hi nhi jata. or is duniya ki haqeeqat ha k koi insaan tb hi sad ho skta ha jb wo tension mein ho, tension k begair koi b sad nhi hota. or tension forex mein profit or loss ki hoti ha.
                          • #178 Collapse

                            Main aksar loss mein jane wali trades ke profit mein aane ka wait karta hoon lekin woh mazeed loss mein chali jati hain. Ab main stop loss use karta hoon.
                            • #179 Collapse

                              g han bhai aap ne sahi kaha k hamare pass forex trading me knowledge or experice kam hota hai. jis ki wagah se traading k doran hamen loss hota hai or is waga se ham sad ho jate hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Yes definatly it will dissapoint some time.But har bussinees main esa hota hai.Lazmi nahi pa hmessa scuccess kik tarf jain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X