loss nahi hoga tu khud ki qabliaat ka kesy pta chaly ga?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: loss nahi hoga tu khud ki qabliaat ka kesy pta chaly ga?

    ji bhai ap ki bat theek hy ager loss na ho ga to hmain apni mistake ka ilm nh ho ga hum agy nh berh sakin gy bhai ap ko chahiay kh loss sy mayoos na hon bulkh is sy hmain kamyabi milti hy bhaio loss hi hmari kamyabi ka pehla step hy hmain apni mistake ko behter kerny ka muka mil jata hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: loss nahi hoga tu khud ki qabliaat ka kesy pta chaly ga?

      Yes dear good post and positive thinking,Dear member agr humin loss ni hoga tu humin market ki ups and downs ka ni pata chala ga islea agr humian loss hota ha tu huamian us loss sa kuch seekhna chahea or us loss ki waja talash krne chahea ka kis waja sa loss hoa or us ghlait ko dibara ni dohranan chahea.
      • #18 Collapse

        Re: loss nahi hoga tu khud ki qabliaat ka kesy pta chaly ga?

        bilkul dear apne sahi or ehem.baat share ki hai loss se hum seekhte hen or khud par yakeen barhta hai dears fkrex me he humara hosla barhta hai or hum seekhte hen ke ainda hum aisi ghalti na karen jisse hume loss hua hota hai dears loss ke baad he profit milta hai haarayge nahi to jeetege kese jeet to haar ke baad ati hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: loss nahi hoga tu khud ki qabliaat ka kesy pta chaly ga?

          Bahut achi bat share ki hai ap ne forex aik risky business hai jis main prft k sath hamein loss bhi hota hai is liye forex main hamein loss ko dekh kar pareshaan nahi hona chahiye balke himmat our hosle k sath forex main work karna chahiye our forex main jab hab hamein loss hota hai to is se hamein ye pata chahta hai k hamara pas experience our knowledge kam hai our forex main loss se learn karna chahye

          اب آن لائن

          Working...
          X