loss nahi hoga tu khud ki qabliaat ka kesy pta chaly ga?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss nahi hoga tu khud ki qabliaat ka kesy pta chaly ga?
    all dear forex mambers jesa k hum sub janty hain k forex main hmain sub ko he loss hota hai or pta bhi nahi chlta hai jub k mera khyal hai k jub hmain loss hota hai tu os main bhi hmary liye kuj bahtr hota hai q k jub loss hota hai tu hmain ilm ho jata hai k hmari trading main kis chez ki akmi hai or hmain amzeed kiya sikhny ki zarort hai..or aghr yahi loss kam se kam ho tu es ka mtalb yah hota hai k hum achy trador ban chuky hain kiya khyal hai apka?:1f60b::1f63b:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss nahi hoga tu khud ki qabliaat ka kesy pta chaly ga?

    G Han bilkul AP ki baat saheh hy trading main Kam krty how AP ko chahay k Dil sy Kam krain r ek accha experience hasil kr k ek ka.yab trade kr k ek accha profit Hasil krny ki koshish krain AP ki mehnat krain AP ki mehnat r lagan AP ko Kamyab trader banati hy.
    🌼 Never Give Up 🌼
    • #3 Collapse

      Re: loss nahi hoga tu khud ki qabliaat ka kesy pta chaly ga?

      G Han ye bat thek ha agr HM apni abilities kO pehnchana cahhty hn tOu hmain ismain khud se Analysis krna cahhye agr hm khud se Kuch nai seekhen Gy aur practice nai kren Gy tOy hamin learning nai haSil hOgi aur HM Acha profit BHI earn nai krskty hn isliy zrori ha trading main apna experience gain krny k bad hi trading kren
      • #4 Collapse

        Re: loss nahi hoga tu khud ki qabliaat ka kesy pta chaly ga?

        Asslam o alaikum dear forex member g bilkul jab tk hamain loss nhi hogaa to profit ka aur hamaray rxperience kaa kese pata chalegaa is liye hamain chaiye ke hm apnny exprrince ko increases karain aur achha trade open krnee ki koshish karain ...
        Visit My Profile
        • #5 Collapse

          Re: loss nahi hoga tu khud ki qabliaat ka kesy pta chaly ga?

          dear member apki bat thek hai loss humko bhot kuch sekhata hai jis se humko apni mistake ko darust karne ka moka milta hai kis wajha se loss howa usko recover kasy karna ha iska hum experience ho jata hai hum apni mistake dhod kar loss ko recover kar lety hai as hi humri qabliaat ka pata lagta hai.
          Mehnat Me Azmat hai
          • #6 Collapse

            Re: loss nahi hoga tu khud ki qabliaat ka kesy pta chaly ga?

            yes thek kaha hai ap ne agr hume lose nai hoga tu hume apni qabiliyat ka kese pta chale ga is main lose se hi hum faida hasil kr sakte hein hume is main kameyab hone k liye dialy menat krte rehna hota ha jitna acha hum is business main work krein gey utni hi jaldi kameyab ho sakte hein
            • #7 Collapse

              Re: loss nahi hoga tu khud ki qabliaat ka kesy pta chaly ga?

              G bhai sahi kaha ap ny hmain apni galtiyu say hi sabaq sekhna chaheay agr hum apni galtiyu say nhi seekhy gy to bhari nuqsan uthain gay or axa trader banany ky liay yeh zaror hy ky hum apni mistakes sy sekhain ta ky kamyab trader bn sakain
              • #8 Collapse

                Re: loss nahi hoga tu khud ki qabliaat ka kesy pta chaly ga?

                g han jab hamain loss hota hai to hamain pata chal jata hai ke ham main kis cheez ki kami hai our loss hamain batata hai ke hamain kis cheez ko improve karne ki zrorat hoti hai jab ham mistakes se seekhian ge to hamain loss par kabo pane ka moqa mile ga.
                • #9 Collapse

                  Re: loss nahi hoga tu khud ki qabliaat ka kesy pta chaly ga?

                  As-salamu alaykum Forex mein agar aapko prapt hota hai to yah aapki information knowledge and experience ki vajah se hota hai ismain aapki Kismat Ka Koi Amal Nahin Hai agar aap proper experience Lekar trade open Karenge aur information ko analyse Karke he trade Karenge to aapko bahut jyada profit ho sakta hai agar aap bagair Kisi information aur experience ke trading Karenge to aapko loss ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: loss nahi hoga tu khud ki qabliaat ka kesy pta chaly ga?

                    Dost loss he trader ko ehsas delata hai aur ager hum ek nazriye se dekhen tu loss acha hai short time ke liye. aur loss hamein ek lesson de jata hai ager hum ise sahe tareeky se samjhen. kyn ke jub tk ap ko loss nahe hoga tb tk ap trading ko series nahe lo gye trading ek risky business hai jis ko hamesha series lena chahye aur is mein soch samjh kr kam krna chahye. aur apne skills mazeed improve krne chahye tb ja kr ap apne ap ko ek qabil trader bana pao gye..
                    • #11 Collapse

                      Re: loss nahi hoga tu khud ki qabliaat ka kesy pta chaly ga?

                      Asslam O Alikum dear all forex member,
                      forex business mein loss or profits hasil hona business ka hisa hy es liye hamin ager profits mil skta hy to loss bhe mil skta hy es liye ager loss hamin hota hy to hamin apni kabliyat ka ptta lage ga ke ham kitna mehnat se work kerte han or trading kerne mein kabil han ya nahi es liye loss hone par khud ka zror jiza lein ke ham se mistakes akhir kha hove hy tab khud ko sudhrne ka ptta lge ga
                      • #12 Collapse

                        Re: loss nahi hoga tu khud ki qabliaat ka kesy pta chaly ga?

                        G han dear members apne she kha hy jb loss nhe ho ga hum kud ke qabliat ka kase pta lage ga hume kud ke qabliat ka pta chal jye ga apne mehnat aur lagan se jb hum thode mehnat kar rhy hoty hy to hume pta chal jata hy hum loss hone wale hy aur jb hum zada mehnat kar rhy hoty hy to hume kud ke qabliat ka pta chal jata hy ye kud pr depend hota hy
                        • #13 Collapse

                          Re: loss nahi hoga tu khud ki qabliaat ka kesy pta chaly ga?

                          Assalam o Alikum dear members of forex.
                          G dear ap teak bat kh rhy hein, hum koi sa b bussiness krty hein to us, ma up and down clta rhta h, kbj hmein profit hota h to kbi hmein apni kisi glti ki wja sa loss b ho jata h, but hmein naumeed r gsbrana bilkul b nai ciye hmein agr loss hota h to apni ki hoi glti ka pta clta h r acy tradwrs woi hoty hein to k un galtiyon sa seekty hein r dobara wo galti nai krty to dafinitly wo ak kimyab business man bnn jaty hein.
                          • #14 Collapse

                            Re: loss nahi hoga tu khud ki qabliaat ka kesy pta chaly ga?

                            Forex mai wesy to acha hai k sab kamyabi se trade karen per per hum se galti bhi ho jati hai jis ki waja se loss hota hai per Ye bat to theak ki hai jab tak loss nahi hota humy apni galati ka pata hi nahi lagta r jab galati ka pata lagta hai to hum koshish kerty hain k wo loss dobara se na ho mean k loss ka hona bhi humy learning deta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss nahi hoga tu khud ki qabliaat ka kesy pta chaly ga?

                              Loss any sy insaan k knowledge ka pta chalta hy Markeet men loss aata rehta hy uss sorat mn dil choya na karein loss sy hi seekhen acha work mazid achyy trah sy karein ach kaam hi achaa trader bnatyy hein Pakistan forex trading business a good business...
                              Acha bonus ka target ho aik good success hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X