Mayoosi ki kia waja hoti ha???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Mayoosi ki kia waja hoti ha???

    Salamz Dear friends mayoosi aksar traders ko tab aati hai jab nakami naseeb hoti hai isliye dears nakami se kabhi mayoos na hon ku ke koshish kamyabi ku kunji hotinhai or koshish karne walon ki kabhi haar nahi hoti jitna hosakr try karo or behtar se try karo wakay koshisb karne waloon ki kabhi haar nahi hoti mayoosi gunah hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Mayoosi ki kia waja hoti ha???

      Bilkul Sar aisa hi hai Jab Ham soche samjhe Aur Bgair knowledge or experience ke trading Karte Hain To Hamen trade Mein loss hota hai To Ham bhaiyon so Jaate Hain isliye agar aap mehnat Karenge aur acchi trade karne ki koshish Karenge to aap kabhi bhi mayusi Ka Shikar Nahin Honge aur aapko Har trade Mein Achcha profit milega
      • #18 Collapse

        Re: Mayoosi ki kia waja hoti ha???

        assalamu alaykum

        g mayoosi ki sab say bari waja khud pay kam atemaad hona hota hai agr nakami ho jaye to aksar yeh tasawar kar lete hain kay is kay baad wo kamiyab ho hi nahi sakty sab say pehlay mehnat karain aur ALLAH pay rizk ka mamala rakh dain InSHALLAH rab dene wala hai aur nakami hi ap ko seekti hai kamiyabi to ap ko fahida to deti hai majr usi mainn rehna hi seekati hai explore karnay kay chances kam hoty hain

        Thanks
        • #19 Collapse

          Re: Mayoosi ki kia waja hoti ha???

          Ji ha Mai usse ki bahut sari Baju Hath ho sakti hai agar aap Forex mein baat kar rahe hain mayusi ki to aana Aana Ek mayusi ki vajah ho sakti hai aur trade Mein Mayawati ki vajah loss ho sakti hai Jab Ham mein galat trade open kar lete hain To usmein Hamen loss hota hai aur Pass Ho Jata Hai jisse hamen bhi hoti hai
          • #20 Collapse

            Re: Mayoosi ki kia waja hoti ha???

            اصل پيغام ارسال کردہ از: rizwan5560 پيغام ديکھيے
            Dear mera yeh question ha keh forex trading main mayoosi maximum q aur kis lia hoti ha???
            Jahan tk main smjhta hn mayooosi is lia hoti ha hum aik to apny se uper waly ko observe kr rahy hoty hain aur dosra yeh keh jald bazi bht krty hain is lia koshish ki jaye un kamo se ruken jin ki waja se bad main bachtana pary. Thanks
            Jab Ham trade Karte Hain To Hamari Har trade laws Mein Jaati Hai To Insan mayus ho jata hai ki pata nahin mujhe Fark karna ka aaega ya nahin To Hamen chahie guys ke yahan bilkul Bhi mayus Na Ho Agar Ham mayus hokar kam Karenge To Ham Kamyab Nahin ho sakte isliye Hamen chahie ki Ham active hokar kam Karen aur ful confidence ke sath kam Karen Ge toh Inshallah Hamen kamyabi Jarur Hasil Hogi yah Mera Dil Kahta Hai rakhte din ke liye.
            • #21 Collapse

              Re: Mayoosi ki kia waja hoti ha???

              Mahossi insan ko us wqat hoti hai in insan chahy hai k m ny jitna mehant ki hai usko mutiq input haisal ho agr input usko saifit na kry tu insan mahoss ho jta hai.
              • #22 Collapse

                Re: Mayoosi ki kia waja hoti ha???

                Mayousi hamen apny kamoun ki vaja sy hoti hy jb ham apna kam acha nai karty hamen loss ponchta hy tou phar hamen mayousi hoti hy ham jb trade lagaty hn tou ham jetna profit cha rahy hoty hn tou hamen voh nai milta hy tou eski vaja sy phar hamen mayoushi hoti hy ham kam karty hn phar hamen apny khavasish ky moutabik reward nai milta hy tou hamen mayoushi hoti hy jo bhi ho jesa bhi ho hamen apny kam ki limit ko kam nai karna chiy belky hamen ushy tez karty jana chiy.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Mayoosi ki kia waja hoti ha???

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: rizwan5560 پيغام ديکھيے
                  Dear mera yeh question ha keh forex trading main mayoosi maximum q aur kis lia hoti ha???
                  Jahan tk main smjhta hn mayooosi is lia hoti ha hum aik to apny se uper waly ko observe kr rahy hoty hain aur dosra yeh keh jald bazi bht krty hain is lia koshish ki jaye un kamo se ruken jin ki waja se bad main bachtana pary. Thanks
                  Yes my dear Forex member aapki baat bilkul theek hai Hamen Forex trading se mayusi Hamari apni hi mistake ki vajah Se Hoti Hai Agar Ham Forex trading Mein Soch samajh kar aur Sabar ke sath trading Karen To Hamen isase bahut jyada fayda hoga aur ham khushhal Jindagi Gujar Sakenge aur Hamen Forex trading ke Tamam rules ko bhi follow karna chahie FIR hi Ham Forex trading ke Business mein kamyabi Hasil kar sakte hain Shukriya

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X