Mayoosi ki kia waja hoti ha???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mayoosi ki kia waja hoti ha???
    Dear mera yeh question ha keh forex trading main mayoosi maximum q aur kis lia hoti ha???
    Jahan tk main smjhta hn mayooosi is lia hoti ha hum aik to apny se uper waly ko observe kr rahy hoty hain aur dosra yeh keh jald bazi bht krty hain is lia koshish ki jaye un kamo se ruken jin ki waja se bad main bachtana pary. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mayoosi ki kia waja hoti ha???

    ji bhai ager hmara loss ho jay to us sy hum mayoos ho jaty hn or hmain yh soch ker bht ziyada afsos hota hy kh dosra hum sy bht agy nikal jaya hy nh bhai aisa nh kerna chahiay mayoosi gunah hy is sy ager hum baz ain gy to bhir hum agy berh sakin gy
    • #3 Collapse

      Re: Mayoosi ki kia waja hoti ha???

      Mayoosi ki Kia waja hoti hai bohat acha swal hai forex mein jab aap kaam krtay hai tu aap ko loss ho jata hai tu aap ko mayoosi hoti hai hai agar aap zayida mehnat say kaam kray gay tu aap ko kamyabi ho gi pr Aap ko loss nahi ho ga or na hi Aap ko mayoosi ho gi agar mehnat nahi kro gay tu loss tu ho ga or mayoosi bi ho gi
      • #4 Collapse

        Re: Mayoosi ki kia waja hoti ha???

        G Han dear ap ki baat Shai Hy es me hamesha mayoosi ki waja big loss ko dakh kar apna Dil haar jaana hoti Hy lekin agar AP ny aik proepr way Kay sath Kam kia Hy aur es me kaam krnye Kay leay apni pori effort ki Hy to kabhi mayoos na ho AP ko achi leanrign aur sabq milta Hy
        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
        • #5 Collapse

          Re: Mayoosi ki kia waja hoti ha???

          Loss hii mayosii kii wajha hay jab bandhaa lot laga raha hotaa hay too os kay khayal say whoo socha raha hota hay kay profit hasal hoo ga lakin jab os koo loss hota hay too whoo mayos hoo jata hay aur apna dill bhii dokha bathta hay lakin hamay asa nai karna chahiya hamay apnay loss say khucha sikhana chahiya is say hum fidhaa ya hoo ga kay hum achay trader ban jahay gay
          • #6 Collapse

            Re: Mayoosi ki kia waja hoti ha???

            Sabhi member se gujarish hai ki mayusi na Karen Apne dil se kam Karen Lagan se kam Karen tabhi aapko Ek Achcha profile milega. Forex mein likho Jaane data Aag Nahin Karenge to aapko bahut Achcha profit Milega aap ki mehnat jayaNahin Jayegi Shukriya
            • #7 Collapse

              Re: Mayoosi ki kia waja hoti ha???

              hello dear sir mayoos woi log hoty hen jinko khd py bharosa ni hota r wo loss k baad himmt har jaty hen r mayoos ho jaty hen k ab hum sy mazeed kam ni hoga lakin jo log khd py trust krty hen r hamesha ye sochty hen k is br loss ho gya to koi bt ni phr sy mehnt kren agli bar loss ni hoga r hota bhi esa ha unko loss hona bnd ho jata ha r unki earning start ho jati ha
              • #8 Collapse

                Re: Mayoosi ki kia waja hoti ha???

                Mayosi ki waja mery khyal sy ye hoti hy jb bnda koi bhi kaam pori dillagi sy kry r os ka faida koch khas na ho jaisy input bndy ki achi khasi ho r output osy satisfy na kry tu bndy ko mayoosi hoti hy q k jb bnda work kry ak chez ko proper time bhi dy os k bad os ka sila bndy ko na mily phir saf zahir hy mayosi tu hoti hy lakin wesy dekha jay tu mayoos hona nhy chye jb koi chez waqt p na mily ak na ak din os ka sila zror mil jata hy is liye kaha jataa hy mayoosi gunah hy
                • #9 Collapse

                  Re: Mayoosi ki kia waja hoti ha???

                  Dear mayoosi aek bohot Barra gunah hai aor dosto ham mayoosi tabhi hote hai jab ham mehnat karnaa chor dete hai aor ALLAH Pak par yaqeen khatam ho jaey hame chahiey keh ham mehnat ke saath kaam Kare aor ziadaa se ziadaa earning karne ki koshish karni chahiey...
                  PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                  • #10 Collapse

                    Re: Mayoosi ki kia waja hoti ha???

                    bhai jan forex main mayosi ki boht se wajohat hoti hain jin ki base par har mambers pareshan or mayoos ho jat hai jis trah se sub bari mayosi aj kal bonus k kam milny ki hai q k har mamber he mahnat krta hai aysa tu koi bhi nahi hai jo mahnat nahi kata hai laken boht se log bonus se mayoos hoty hain or es k wila loss hony ki wjah se hum sub mayoos ho jaty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Mayoosi ki kia waja hoti ha???

                      g han mayoosi ki bari wajah loss hoti ha kay jab ap mahnat kar rahay hon tou apko is ka sahi phel na mil rahaou apko mayoosi hi hoti ha lakin mayoos nahi hona chahiye balkay sabar se kaam kiya karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Mayoosi ki kia waja hoti ha???

                        es business main agr hm apna confidence loose kr dain to kbi b market main survive nhi kr skain gy Q k es business main tb tk hm stable reh skty hain jb tk market k trends ko follow na krain.agr to real account main hmain loss ho to hm mayoos ho jaty hain Q k hmy esy lgta hai k ab hm kaam nhi kr skty or na he earning kr skty hain.mgr mehnat krny se sb thek ho jata hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Mayoosi ki kia waja hoti ha???

                          Salaam Pakistan, jb apko Forex mai loss ho rha h to ap mayos ho jaty h, aur phr aur ziada apko loss hta h, mayos ni hna chahye agr aik bar loss ho b gea to next ap phly sy ziada mehnat kren aur acha kam kren ta k ap ko kamyabi mily aur ap mayos bilkul b na hn.
                          • #14 Collapse

                            Re: Mayoosi ki kia waja hoti ha???

                            mayoosi ki waja forex mein mayoosi ki waja trader ka loss hota hai jab trader ko trading karte huwe loss ata hai toh trader is loss hony ki waja se buhat zayda mayoos hojata hai magar trader ko is mein mayoos nae hona chaiye aur zayda mehnat karni chaiye tabhi trader is mein kamyab ho sakty hain aur forex mein mehnat karne wala trader kabhi mayoos nae hota aur forex mein hum sab ko zayda se zayda mehnat karni chaiye kyun k mehanti trader hi is mein kamyab hota hai humein is mein mehnat karne se buhat kuch seekhny ko milta hai aur trading mein humara experience bhi buhat bharta hai humeinnis mein mehmat karni chaiye or maayosi ko apne dil se nikal kar trading karni chaiye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mayoosi ki kia waja hoti ha???

                              Mayossi ki sub sy zyda waja losess hota ha or market ko condition ka still rhna hota ha agr aik person ko losss hota ha or market ki condition bhii same hi rhti ha wo bnda mayoos hojata ha or intrest lyna chor dyta ha.....

                              اب آن لائن

                              avatar Ayn
                              Working...
                              X