"I am afraid of loss"
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    loss se kisko der ni lgta jo isan is per investment kerta h usko zada khuf hoga k forex m loss na ho jayte forex m loss ka sab ki der hota h lekin loss ko koi koi bardsht kerte han or koi ni ker skte or forex ko chor dete hon bus forex ko ache se smjhna chaye tab hi hum is per kam ker skte han
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      sab ko dar lagta hai loss se lakin jo uss dar per kabu hasil ker sekta hai uss ka next step profit aur profit aur profit hota hai ager hum apne fear per kabu hasil kerna sekh lain ise he to experience khte hai aur ise leya to experience zaroori hai :)
      • #78 Collapse

        nhe bhai jaan humay forex trading mai kabi darna neh chaiey ye aik bhot he zabardast busienss hai and is mai success gain karni hoti hai is mai humay shuru shuru mai kafi mehnat karni parti hai is mai apko mehnat say he success gain hoti hai and ap usi waja say daily basis per araam say profit b hasil kar sakte ha
        • #79 Collapse

          ap agar lose kren ge to apke paass backup bonus hona chahie jo apke lose ko cover kre aur is ke lie apko sabar k sath trading krni hota h itne jaldi earn ka sochen ge to lose hone k chance zyada ho jatehen
          • #80 Collapse

            Every one fears to lose his money here in the trade market because it is quite sure that nobody at all likes to be losing their money here in their trades in the trade market.All of us are traders and we all want to be making good sum of money in our trades and we do not want to lose so surely all of us fear to lose.But we should not fear to lose too much here because we are just not showing that we are confident to make profits here.
            • #81 Collapse

              dear jab app ka dil ma dar ho ga ka app forex ma loss na kar dae to pher app acha trader nah ban sakta is lia forex ma confidence bi zada zoori hay taka app acha sa confidence sa trade karien taka app ko forex ma loss na ho
              • #82 Collapse

                Losses and Profit are dependent to each other.If there is a loss then there will be profit.None kind of business are only profit.As like as here the trader trades and there is no rules that he will get only losses or only profit.So, nothing to fear about loss.
                • #83 Collapse

                  loss hota hay is market main agr hum is main order ko place karty hain to is kay do chances hoty hain aik to is main kabhi profit ho sakta hay agr profit nai b hota hay to is main loss ho jat hay is main fear feel nai karna ho ga kun kay agr hum is main fear feel karty hain to koi b kam nai kar sakty hain forex to kia hum kahain or b kam nai kar sakty hn
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #84 Collapse

                    Faida or nuksan to her business ka hisa hy mery bhai hum apni har sy he to seekhty hy liken ziyda lalach ki waja sy ziyada nuksan ka andisha b barh jata and slow and steady wins the race
                    • #85 Collapse

                      Jee han humain Forex main loss se afraid ni rekhna chahie kuin k ye aik business hay aur her business main profit aur loss dono hotay hain ager hum is business ko learn ker k aur is ka experience hasil ker k is ko start krain to hum is main successful ho sektay hain.
                      • #86 Collapse

                        loss se ghabrana nahi chaiye forex trading main ap agar loss say bachna chahtay hein to apko chhaiye ap log apni learning ko itna strong kar lein ta kay apko loss ka samna karna he na paray is liye ap articles ko read karen aor ap youtube per videos dekhein ta kay apkay knowledge main izafa ho tabi ap loss se bacho gay
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #87 Collapse

                          Re: &quot;I am afraid of loss&quot;

                          forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota hamy loss ky bad zada thence nahi hona chahey hamy ache learning hasial kar ky apne galtiy ko avoid kar ky mahnet ky sat or market ky rules ky mutabik kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X