"I am afraid of loss"
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    yer marey dost isi koi baat ni unhi hota ha jab koi insan new trading styart karta ha in forex trading business marery khyal me jab ap trading me zada time spend karo gay tu yer phari ni ho ga mare dost ap ky sath
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: fxguru پيغام ديکھيے
      Fear is a great problem in this business.We cannot happily trade in this market with fear.We can remove our fear if we do not take any high risk.I believe that if we have money management plan and we have ability to take loss ratio then we should use stop loss and trade without fear.At first we should not start this business with huge amount because it is the main reason of fear.At first small target is better.
      In my opninion hmain loss se afraid nae hona chahiye,,forex main jb hm aate hain to hmain pata hona chahiye k forex main loss bhi hota hai or profit bhi hota hai,,wo log jo forex main darte hain wo kbhi bhi success hasil nae kr skte,,agr loss ho jae to pareshn nae hona chahiye balky apni mistakes se learn krna chahiye,,loss ap ko bht sikha jata hai,,forex main loss se afraid na hoon...
      • #33 Collapse

        Yes of course you are say the right that fear and greedy is the main problem in the Forex market. We are work in the Forex market then we are fully control these things and se are success full trader.
        • #34 Collapse

          agar ap ko forex aata hay tu aap ko loss say darna nahi chahiya or agar apa ko forex nahi aata hay tu aap ko es may loss honay say dar lagay ga tu bahtar hay kay ap forex ko sikh lo.
          • #35 Collapse

            dekhen ji har trader hi is lose se dartehy k is mey unhey kahin lose nahojye is k liye ap achi tarha mehnat karen or apni trading ko bilkul apni grip mey lelen then ja k ap is trading mey achi tarha kam kar saktey hen or is se achi tarha faida bhi utha saktey hen . Thanks.
            • #36 Collapse

              ager hum uss ko jaldi meey trades work kertaay hai uss seey definitely loss hi ho ga forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa forex keey bareey meey knowledge and experience liyee begair trades nahi lagani chahyee
              • #37 Collapse

                It is very good for you to trade well when you are in this business so that a lone will help you to make good money so be very focus at all times
                • #38 Collapse

                  aslamoalikum mare bhi jan hr bus nis mn risk to hota he ha agr hme loss ho bhe jata ha to afsos karne ke b jay hm ak bar phir or zyada mahnat kran ta ka human age apni munzil mil jay hm age studnt hn to ani fee pori trahn ca pay kr skayn hme risk lane ca darna ni chaye bhka mahnatt kran or dubra earn kran or apne akrajat pori trahn ca pay kran
                  • #39 Collapse

                    dear yeh aik business hey aur bohot hi piyara business he is mein hamen afradi hone ki koi zarurat nahin hey hamrey pas to is business ko learn karne keliye alot of opportunities hein aur hum isko achi trha sey learn karne ke bad hi isko join kar saktey hain.
                    • #40 Collapse

                      Dear loss or risk to hr trha k business mai involve hota hai lakin iska matlab ye nhi k hum koi b business na kray.other businesses ki trha forex trading b 1 real online most successful business hai or is business mai profit b milta hai or loss b.or agr hmay loss ho jata hai to hmay himmat nhi harni chahiye blkay apni mistake ko complete krtay huway apnay loss ko recover krnay ki poori koshish krni chahiye.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #41 Collapse

                        "do good and have good" , simply be honest and keep your eyes open, you will never be cheated.
                        • #42 Collapse

                          dear es business ki baat ki jay tu yaha agar app wrong trade laga ty hai tu es say app ko kafe loss ka sapna ker na par sakta hai agar app proper analysis ker ka trend ko samaj ty howa stop loss ka sath trade karan tu umed hai fida hoga.
                          • #43 Collapse

                            aap ko is main loss say afraid honay ki koi zarorat nai hi is main aap bonus say trade kar rahay ho to aap ko fresh mind k sath is main trade karni chahiye is say aap ko loss nai ho ga
                            • #44 Collapse

                              forex trading kai is business main earning kai sath sath risk bi hota hai oor usi risk ki wja say hamaray saari ki saari investment zaya ho jati hai my dear friends mera aap ko yahi mashwara hai ka aap kabi bi trading kartay time risk mat lain is main aap hi ka loss ho ga .Jab bi trade karain poori analysis kar kai karain otherwisw wait karain ..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                nahi bahi agar ap kamiyab trader ban'na chahte ahin to apko chahiye ke ap losses se na daren,kiunke agar ap loss se darenge to apko kabhi bhi is mein profit nahi hoga aur ap is mein kabhi bhi kamiyab nahi hosakte,aur na hi achi earning haasil kar sakte hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X