Loss ki waja se himmat ko barhaen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss ki waja se himmat ko barhaen.

    ji haan boss aapki baat bilkul theek hai agar hamen Forex Mein loss Ho jaaye to hamen ghabrana nahin chahie balki himmat se kam Lena chahie aur next achcha kam karke achcha profit Hasil karna chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss ki waja se himmat ko barhaen.

      g hn bosssagar ap ko pak forax man lossss a gya ha to bilkol mt ghbryn ku ka ya forax ka ak hisa ha bs ap sabrr sa kam lan r zyada mhnt kran
      pakistan Zindabad
      • #18 Collapse

        Re: Loss ki waja se himmat ko barhaen.

        Ji han ap ki bat theek Hai agr k hi bhi hamein loss ho jaey to hamein himat Nahi harni chaheye or apni himat ko barhana chaheye or apny knowledge or apni information sy apny loss ko recover krny ki koshish krni chaheye
        • #19 Collapse

          Re: Loss ki waja se himmat ko barhaen.

          Dear ap ki bat bilkul sae h hamin himat ni harni chihey chahy koi bhi busnes ho hamin hamesha mahnat aur lagan k sath kam karna chihye forex main kabhi agr hamin trading main loss ay bhi jata h tw hamin chihye k koshish karin aur apni pahly ki gai mistake ko dobara na hony dain aur acha work kar k acha profit hasil karin
           
          • #20 Collapse

            Re: Loss ki waja se himmat ko barhaen.

            Los ki vajah se Hamen Himmat Ko Badhana chahie aur profit ki vajah se bhi Hamen Apna Himmat Ko Badhana chahie Taki Ham Aage trade kar sakte hain Agar Hamen loss Ho To Hamen emotional kabhi bhi nahin Hona chahie Agar Hamen emotional Ho Jaenge To Hamen Aage trade karna Nahin aaega aur ham trade ko bhul Jaenge bahut hi jyada Apne dimag ko emotional bhi kar denge
            Click On Name And Visit My Journal
            Naseer953 Trading Journal
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Loss ki waja se himmat ko barhaen.

              g haan yeh baat bilkul theak hein loss ki waja sy humen ur zayda apne andar bgimmast ko bharna chahye heinb tak k hgumen agar next trime loss be ho jaye to hum himmat rakhein hum bilkul disharet na hun phir humen zayda masla nhi hota h

              اب آن لائن

              Working...
              X