Loss ki waja se himmat ko barhaen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki waja se himmat ko barhaen.
    Dear members koi bhi karobar ho log loss hony pa mayoos ho jaty hain aur unki himmat jawab daina shuru ho jati ha balkeh hona yeh chaye keh loss hony pa apna hosla buland kren aur us effort ko jari rakhen aur loss ko bilkul bhi mind pa sawar na kren.profit aur loss har karobar ka hissa ha is lia na profit ko ziada dimagh pa charhaen aur na he loss ki tension lain balkeh cool rahen aur patience k sath trading ko jari rakhen. Thanks dear members.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki waja se himmat ko barhaen.

    dear friend profit aur loss business ka hissa hota ha keun k trading mn kbi profit to kbi loss hota rehta ha agr apko forex trading mn loss ho jay to preshan ho kr himat naen harni chayay balkay pehlay sa ziada mehnat kr k forex trading mn kamyabi hasil krni chayay
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki waja se himmat ko barhaen.

      g han loss ki wajah se himat ko barhaen agar apko loss hota ha tou ap is ko himat se face karty han tou jaab agli baar apko kabhi loss hota ha tou apki himat kafi bhar gayi hoti ha aur ap loss ko bohat himat se face kar ke khatam kar dety han
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki waja se himmat ko barhaen.

        yes loss ki waja se himat nhi harna chahye loss hone par matam manane se kahi guna ziada behtr hai k ap uski waja janen or usko kam krni ki kosish karen lekin yahan ulta hota hai k log loss se itna mayoos hojate hain k forex market ko hi bura bhala kehne lagte hain.
        Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
        :1f4af:
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki waja se himmat ko barhaen.

          Dear baat ya hay k profit aur lose bussniss ka hassa hotay hain aur instaforex trading aak aasa bussniss hay jis main lose hona bhot aam si baat hay iss,laya instaforex trading main lose ki waja sa dil bardashta ho kar instaforex trading ko chor nahi dana chaya balkay thori himmat rakhni chaya kyun k lose k sath profit be hota hay
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki waja se himmat ko barhaen.

            G bilkul humein forex mein loss hony ki waja se apni himmat ko bharana chaiye aur mehnat aur himnat se forex mein kam karna chaiye kyun k mehnat aur himmat ki waja se hi hum forex mein kamyab trader bante hain aur forex sab member ko sirf loss hony per himmat kabhi nae harni chaiye jab is mein hum mehnat karte hain aur himmat se kam karte hain tab hi hum is mein kamyabi hasil karte hain aur forex mein tamat member apni mehnat se hi bonus hasil karte hain aur mehnat se hi agye bharte hain aur himmat nae harte
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki waja se himmat ko barhaen.

              G han forex trading main loss hony per humain himat nahi harni chahiay, kyon k loss say bhi humain boht kuch sekhny ko milta hy. Forex trading main sabhi loog start main mistakes krty hain, aur jaisy he woh apni mistakes ko khtm kr k dobara trading krty hain to boht acha profit hasil krty hain. forex trading main humain jin mistakes ki waja say loss hota hy, agr hum un ka solution find kr k dobara achi planning k sath trades lagain to hum kamyab trading kr k achi earning kr sakty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki waja se himmat ko barhaen.

                Dear ap na bhut hi achi bat ki h hamin chihye k koi bhi kam h tw us main agr loss bhi hota h tw us ko apni kamzori na bnaiyn bal k apni taqat bnaiynkhas tour per pakistan forex main q k pakistan forex hamesha mahnat per depand karta h jitni mahnat karo gay kamyabi mily gi agr loss hota h tw koshish aur taiz kar dain aur mahnat ziyda karin ta k next month is sy bhi ziyda profit hasil karin
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ki waja se himmat ko barhaen.

                  apko apne himmat ko barhana hoga agar ap apne himmat ko barhane may kamyab hojate hain tu ap kamyab hasil be karsakty hain loss ke waja sy apko apne under himmat ko bohat zeyada barhana hoga tub ap behteer kam karsakty hain warna ya kam apko bohat mushkil lage ga aur ya kam waqe he mushkil kam hai himmat sy karsakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ki waja se himmat ko barhaen.

                    hamain is main himat har k nai confidence say hi trade karni ho gi tab hi hum run kar ksaty hain aur hamain market main planing karien gay tab hi hum kamyayb ho sakty hain aur hamain demo main practice kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain demo main practice karni ho gi tab hi hum run akr skaty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki waja se himmat ko barhaen.

                      Bahut achi bat share ki hai ap ne forex main hamein himmat nahi harni chahiye forex trading aik risky business hai jis main profit k sath hamein loss bhi hota hai our forex trading main loss ko dekh kar hamein pareshaan nahi hona chahye balke himmat our hosle k sath forex main work karna chahiye our forex main apni mehnat jari rakhni chahiye jis se forex main hum kamyab ho sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ki waja se himmat ko barhaen.

                        bhai jan ap ny bilkul sahi kah hai forex trading main loss hona aik yakini amal hai es liye ahr hum forex main loss hota hai tu kbhi bhi himat nahi harni chahye q k jub hum himat har jaty hain tu hum mayoos bhi ho jaty hain or loss bhi zyda hony lag jata hai es liye apko kbhi bhi forex se mayoos nahi hona chahye jub ap mayosi ki traf jaty hain tu ap kamyb bhi nahi ho paty
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ki waja se himmat ko barhaen.

                          Los her business Kaisa hota hai isliye loss hone per Hamen Kabhi ghabrana Nahin chahie aur na hi Apne Himmat ko Aana chahie Hamen aur Jyada Himmat se twerking karne ki koshish Karni chahie aur apne doston ko bhi recover karne ki koshish Karni
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ki waja se himmat ko barhaen.

                            Bro ap ki bat se mukamal agree krta hon loss hone se mayoos mat huwen balke apna hosla aur bulund karain aur apni mistake ko realize karain kya wajah thi jo ap ko loss huwa hai aur apna effort apni mistake ko sudharne mein lagain. mehnat ko jari rakhen aur new strategy banaye os per kam karain yad rakhen koishsish krne wala kabhe nakam nahe hota. ye bat apne zehan mein dail lain. ap yaqeenan profit he earn karain gyen..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ki waja se himmat ko barhaen.

                              ji han agar ham ko loss ho jayai to ham ko apney business sey backout nahi karna chahi hai balkey hamyai chahe hai k ham aoni ghaltiun sey koch sekhey taaky mostakbil main ham dobara in ghltiyun ko reapte na karyai jin ghaltiun ki waja sey ab ham ko loss bhoktna par rhaa hai .
                              information for Beginners
                              Complete Forex Knowledge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X