What is the main reason of loss
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    loss hony ka main reason ye hy k agr ap greed kren gy ya phr market ko dekhy bagher trade kren gy to loss aaskta hy agr market dekh kr kren gy tb he loss sy bach skty hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Forex main loss ki bari waja negative thinking hai aur jab hamary pass market strategy nahi ho gi to hum loss hi karinge aur profit kaisy ho ga. Lehaza market main first achi strategy adopt karen to successful ho sakte hain.
      • #63 Collapse

        Yes sahi kaha hai aapne , forex trading ma loss kerne ki kafi wajuhat ho saktin hain , jese kay basic rules na pata hona , forex ki lack knowledge, demo ki practice na kerna , or experience na hona , in tmam ya in se ksi ak ki waja se bhi ap trading ma loss kr skte ho
        • #64 Collapse

          meray khayal se main reason jo hai loss ka woh greed hai kiu kay loss ki aur koe wajah nahi ho sakte hai forex mein jitna hum greed kar kay trade karen gay itna hum nuqsan he karain gay ager hum loss se bachna chahtay hain to hum ko knowlege gain karna hoga.
          • #65 Collapse

            assalam o alaikum g bhai jan loss ki waja aksar ye bhi hai k hum lalach krte haian ya phir hum se koi na koi mistake ho jati hai ya koi forex ka rols folow nahin hota
            • #66 Collapse

              friends mere kheyal se forex forum me loss ki sb se bari waja ye hai k hamare pas forex k knowledge ka na hona ... q k hum tb tk kisi kam me kasmiyab ni ho skty jb tk os kam ka hamary pas knowledge na ho or hamen ye pta na ho k krna kese hai or hum loss hi khaty hn .........
              • #67 Collapse

                assalam-o-alikum...
                dear...
                in forex the main reasons of lose are greed....
                time limitation ...
                no experience ....
                wrong posting
                • #68 Collapse

                  trading me loss ki buhat si reasons ho sakti hyn but trading me loss ki main reason lack of knowledge or experience hy is ke bina aap perfect or successfull trading nae kar sakty
                  • #69 Collapse

                    reason loss ki aik he hai wo hai humara greed krna or humai is par qabo krna hota hai forex ki working k doran or agar hum is ko control kar gye phr hum 80 percent forex ki wroking par kamyab ho gye or planning bnao learning kro or emotion ko control kro phir ap achi earning krnai lago gai forex sai.
                    • #70 Collapse

                      bhai jaan forex trading main loss ke bahoot se reason hain jaisy knowledge ka na hona sl and tp na lagana market ka analysis na kerna time pe entry and exit na krrna greed kerna etc .in sub baato k khas khayal rakhy you will gain success in forex trading.
                      • #71 Collapse

                        is main boht say log kam kar kay achi earning hasil karty hain magr humain practice kar kay achy say kam karna ho ga jis say loss km ho ga is main loss ki kafi wja ho sakti hay kay humain market main pratice nai ho learning nai ho or lack of knowledge sya market main kam karny main kafi loss ho skata hay hard work kar kay kam karna ho ga
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #72 Collapse

                          trader ko loss kay main reasons ko smjhna hai trader ko market main fail nhi hona hai trader ko understand sy trading krna hai market kay movement ko smjhna hai aor trading main profit aor loss ko smjhna hai trader ko proper knowledge ho trading main trader ko perfect trading karna hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X