What is the main reason of loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    The main reason is that :- the new person is really not know the the thing how to perform the work and not awareness about the main idea...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      ji haan forex me loss ke bot se reason hote hain maslann kam information less practice or in me se main wajah ye hain ko wo lalach karte hain or over confident hote hain ye sab humare liye loss ke main resons hain
      • #18 Collapse

        bhai jan men ap ki bat samjh gaya hoon ap ye pooch rahy he ky forex trading business men loss ki main reason kia hy to bhai jan loss ki main reason ye hy ky log luck base pr trade start kr dety hen or greed or emotional trading krty hen
        • #19 Collapse

          jahan tak iss kaam main loss ka sawaal ha to iss main loss ke main reasons hoten hen ke kuch log iss kaam pr concnetrate nahi krtey aur wo iss kaam ko bhi easy letey hen jis ki waja se un ko loss ka saamna krna parta ha lekin jab wo iss kaam main apna loss kr letey hen phir jaa kr un ko thori akal aati ha lekin tab wakt guzar chuka hota ha
          • #20 Collapse

            is ka main reason ye hai k log bagair practice or knowledge ka hi trade start ker data hain.. or phr unhe loss uthana perta hai.. asa nahi kerna chahiya hai ... insan ko jub be trade start kerni ho us se pehle full info lai k kia wo thek se trade ker raha hai to usa loss nahi ho ga...
            • #21 Collapse

              loss ka main reason aap sy honay wali mistakes hain aur forex aik comfortable business hai aur aap ko is mein confident hona chaiye aur aap ko smart money make karnay ky liye discpline ko follow karna chaiye aur aap ko over confident bi aap ko is mein risk mein daal sakta hia so is business mein aap smart money earn kary.
              • #22 Collapse

                main reason of loss greedy high leverage hey aur ap kay aik achay trader ban saktay hay aap ko chayie kay forex ko achi tarha say learn karay takay aap ka knowledge increase ho au raap forex say unlimited money made kar saktay hay yeh aik lifetime business ha aur woplrdiwdse busines bi hay .
                • #23 Collapse

                  Loss hone ka sub se main reason hai traders mein greed ziada hona or bohat se traders is greed se apne account wash kerwa lete hain or yeh sub se dangerous mistake hai must greed ko trading mein avoid kere nai to yeh destroy ker dey gi accounts ko.
                  • #24 Collapse

                    salam bhai g loss ki main waja knowlege ki kami jab knowlege ni hoga to loss ka dar har waqt rahay ga isi liye jitna ho sakay apna knowlege increase karo is se ap ka apna benefit hai baz log samjhte hain k hum bina knowlege k kar lain gay trading lakin un ko nakami ka samna karna parhta hai
                    • #25 Collapse

                      dear friends forex trading me loss ki sb se main reson less knowledge or more less experience hai . agr ap k pas forex k mutalik knowledge ni hai to b ap loss me ho or agr ap k pas experience ni hai to b ap loss me hi ja rhy ho but but agr ap k pas knowledge or experience dono hn to ap se success full person forex trading me koi ni hai .
                      • #26 Collapse

                        dear friends bhai jan men ap ki bat samjh gaya hoon ap ye pooch rahy he ky FOREX TRADING BUSINESS men loss ki main reason kia hy to bhai jan loss ki main reason ye hy ky log luck base pr trade start kr dety hen....................................
                        • #27 Collapse

                          salam, bro jab hum market ka analysis kiay bina trade krtey hain tu ye loss ka sabab banti hai, is k sath sath some times hum profit main hotey hain bus zada ki lalach ki waja se trade loss main chali jati hai, bus in chezion ka khyal rakain
                          • #28 Collapse

                            koi bhi kaam start karte hai to wo tab he loss daita hai kaam jab apko us kaam ka knowledge na ho,aik to apke pas knowledge na ho or dusra ap lalach mey karo to tab bhi wo loss de sakta hai.is liye humein positive soch rakh ker or knowledge rakh ker kaam krna chahoye
                            • #29 Collapse

                              Forex trading jitni Profitable hay utna hi Riski bhi hay. Es mayn Trading k liay achha khasa knowledge aur experience chahiay . Agar koi mamooli sa trading karnay ko mahir samjhay aur market k ups down ko achhi trah na samajhta ho to woh Loss hi karay ga.Loss ki wajah slake of Trading knowledge aur lalach may a kar jald bazi say faisla karna hota hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Forex trading aik karobar he es min hum jeise jeise understanding kar leite hin to hum kafi bari earning bhi kar skate hin aur hum loss bhi karte hin to hum apni ghalation ki wajah se hum agar apni ghalation ki theek reasons ko understand kar k kafi bari earning bhi kar sakte hin. Ghaltion se sabaq seikhna bhi zarori he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X