Loss ki waja s forex ko mat choro...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki waja s forex ko mat choro...
    My dear forex friends loss or profit dono business ka hisa hoty hein or forex bhi ik business hy is liy jab bhi loss ho to sumjhy hum s koi mistake howi hy jis ki waja s loss howa hy is liy apni on mistakes ko improve krein or himat na harein to zror hum kamyab ho gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki waja s forex ko mat choro...

    dear friend profit aur loss business ka hissa hota ha agr apko forex trading mn loss ho jay to loss ki waja preshan ho kr forex trading ko mut chhoren bslkay loss ki waja tlash kren aur us ghalti ko door kren aur pehlay sa ziada mehnat kr k kamyabi hasil kren
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki waja s forex ko mat choro...

      Loss ki waja s forex ko mat chooro gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too ager aap ko loss bhi hota hay too bhi aap ko forex ki nai choorna chahay kun ky loss bhi business ka hissa hay.
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki waja s forex ko mat choro...

        Aap nay theek kaha forex main jab loss hota hai tu aap loss ki say forex ko nahi chorna chaiy Aap ko Himat say kaam karna chaiy taka aap ko kamyabi ho agar aap loss say parshan hon gay or business ko chor datay hai tu aap kabi kamyab nahi ho saktay iss Lia aap ko loss ki waja say kbi nahi chorna chaiy Aap ko Himat say kaam kry gay tu aap ko kamyabi ho jay gi
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki waja s forex ko mat choro...

          Aapki baat sahee ha k profit aur loss forex ka hissa hain. Loss ki waja se forex ko chorna nahi chaheye. Bs apni ghaltio ki nishandahi karain aur dobara wo ghaltian na karain. Es se rafta rafta loss me kami aaegi aur profit bahyar se bahtar hota jaiga.
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki waja s forex ko mat choro...

            Loss ki waja se trading chorna bewokofi hai jo log samjhdar hoty hein woh loss ko apni taqat bnaty hein uski waja find krty hein us k bad usko control krty hein phr us reason ko repeat nhi krty yeh hoti hai aik mehnat krny wali ki lagan jis mein woh kuch time k bad kamyabi hasil kr leta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki waja s forex ko mat choro...

              Assalam o Alikum dear members...
              G bilkul glti ensaan sa e hoti h r forex trading ma loss b hmari kisi glti ki wja sa o jata h but es ka ye mtlb ni k hum dil haar kr bath jein r forex ko cor dein hmein ciye k hum apni galtiyon sa seekein r forex ma mehnet krein ta k hm monafa kama sqein.
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki waja s forex ko mat choro...

                g bilkul bhai jan ap ki bat bilkul thek hy akser member forex trading main profit ho tu kush hoty han or ager loss ho jye tu pher koch forex chor dety han tu koch dil laga kar pher kam ni karty ye ghalt bat hy loss tu business main hota rehta hy is main dill chota na karen blke datt kar mehnat karen
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ki waja s forex ko mat choro...

                  g haan hamah kabhi be loss ke waja say forex trading ko nahee chordna chahiay kionka ye koi asaan business nahee hay jis may hamah start may he acha profit hona start ho jaaye is mah kuch time lagtha hah is liay hamah ziada mehnath karnw chahiay our apnay experiance our knowledge ko gain karnay par tawaju dena chahiay
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ki waja s forex ko mat choro...

                    Aslam o alikom dosto kya hal chal hy or ap ki bat theq hy k forex main jo log kam kr rhy hain on kly zarori hy k wo forex main is bat ko zhin main rkhin ky wo forex main los ki waja sy is ko nain chorin blky is ko bhtr krnin ki koshesh krain
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki waja s forex ko mat choro...

                      My dear friends agr forex trading main humain loss ho jaiy to loss ko daikh kr gahbrana nahi chahiay kyon k profit aur loss business ka hisa hain agr humain loss hota hy to profit bhi boht acha hota hy isi liay humain apny loss ko recover krny k liay apni mistakes ka solution find krna chahiay aur strong planning k sath dobara real account main trading krni chahiay jo loog apni mistakes ko ignore kr daity hain un members ko forex trading main bar bar loss hota hy jis ki waja say un ka account bhi wash ho jata hy isi liay forex business main work krny waly kisi bhi members ko apni mistakes ko ignore nahi krna chahiay balky apni galtion say seekhna chahiay forex business main wohi loog successful business man bnty hain jo apni galtion say sekhty hain aur kamyabi hasil krty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ki waja s forex ko mat choro...

                        Dear friend ap theek kah rahy hain k hamai loss ki wagah sy hum ko forex main kam ko nahi chorna.chahay hamain ziada sy ziada kam krna chahay hum ko loss ki wagah sy forex chorna nahi chahay
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ki waja s forex ko mat choro...

                          jee han bhai ap ne bohat he achi baat shair ki hai hmen kabhi loss ho bhi jae to hemen dilbardashta nia hona chahiye bal k aik new azam k sath mareket main dobara in hon or apni un ghaltiyon k made nazar raakhty hue dobara trading karen apni ghaltyon se achi tarah seeekhaen or dobara woh ghaltyaan na karen to ap aik din zarroor is main kamyaab honge
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ki waja s forex ko mat choro...

                            jee han bhai ap ne bohat he achi baat shair ki hai hmen kabhi loss ho bhi jae to hemen dilbardashta nia hona chahiye bal k aik new azam k sath mareket main dobara in hon or apni un ghaltiyon k made nazar raakhty hue dobara trading karen apni ghaltyon se achi tarah seeekhaen or dobara woh ghaltyaan na karen to ap aik din zarroor is main kamyaab honge or acha profit earrn kar saken ge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ki waja s forex ko mat choro...

                              G ha bahut hi achy bat share ki hy apny hamein loss ki wja sy ik to kesi aur per blame nhe karna chaye aur na hi kesi aur ko blame karna chaye aur na hi wo busienss chorna chaye kun ky loss ky bad hi hamry kamyabi aur mehnat ka sila hota hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X