Loss ki waja s forex ko mat choro...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss ki waja s forex ko mat choro...

    Jab hamy is my loss hota hy to us ki wja sy hamaya uy akam naia chorna chiya hamaya mhnata k sath hamaya agy barhna chiya our hamaya is my sahi trha sy agy barh k sahi mhanata k stah hamaya kam krna chiya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss ki waja s forex ko mat choro...

      Dear friend loss Sab Ko hota hai law Se Hone Wali mistake Ko Dekhkar learning Karen na ke business Ko Chhod den..
      • #18 Collapse

        Re: Loss ki waja s forex ko mat choro...

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Zubair852 پيغام ديکھيے
        My dear forex friends loss or profit dono business ka hisa hoty hein or forex bhi ik business hy is liy jab bhi loss ho to sumjhy hum s koi mistake howi hy jis ki waja s loss howa hy is liy apni on mistakes ko improve krein or himat na harein to zror hum kamyab ho gy
        Ji han Sar bilkul loss ya profit to part of business hai Hamen sirf loss ki vajah se bilkul bhi e Forex Ko Nahin chhodana chahie Kyunki Aisa karne se aap kabhi bhi ismein kamyabi Hasil nahin kar Payenge Agar Ham ismein Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen loss ki wajah Dhoondne chahie
        • #19 Collapse

          Re: Loss ki waja s forex ko mat choro...

          Asliam u alikum
          How are you all members
          Ksy ha sab
          Her business ma up down hoty rhty ha ese
          Tra forex ma be kbi orofit hota ha or kbi loss
          Es lea forex ma ksi trade per agr loss ho jy to
          Forex ko chrona ni ha
          • #20 Collapse

            Re: Loss ki waja s forex ko mat choro...

            Akser log forex trading ko sirf is wjah se chorr jaty hain kiu k shuru shuru main unko loss ho jata hai aur woh is loss se seekhnay ki bajaye disappointed ho jaty hain aur phr forex trading ko fraud smjh lety hain yaa unko lgta hai forex trading hmesah loss he deta hai profit nehi
            • #21 Collapse

              Re: Loss ki waja s forex ko mat choro...

              g bai loss hony ki surat mi discourage ni hona chye forex ko ni chorna chye blky insan apni galtion sy sekh kr hi expert or professional bnta hi
              • #22 Collapse

                Re: Loss ki waja s forex ko mat choro...

                ji Hai Sar aapane bilkul sahi kaha hai Hamen loss ko dekh kar Apne Forex Ko Nahin chhodana chahie Agar Ham isko Chhod Denge To Ham Kuchh Bhi Nahin kar Sakenge aur Hamen Koi Aur job Bhi Nahin Mil Sakta To Hamen chahie ki Ham isko Los ki vajah Se Kabhi Bhi Na chhode
                • #23 Collapse

                  Re: Loss ki waja s forex ko mat choro...

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Zubair852 پيغام ديکھيے
                  My dear forex friends loss or profit dono business ka hisa hoty hein or forex bhi ik business hy is liy jab bhi loss ho to sumjhy hum s koi mistake howi hy jis ki waja s loss howa hy is liy apni on mistakes ko improve krein or himat na harein to zror hum kamyab ho gy
                  Agar trading Karke Kisi Ko loss Ho Jaaye to usko breastfeeding ko left nahin karna chahie balke trading karne se sikhana chahie aur wrong decision Jo avoid karna chahie aur Hamesha acche se acche trading karne ke trike aani chahie
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss ki waja s forex ko mat choro...

                    Asalamu Alaikum.
                    Jee bilkul loss ki waja humari khud ki galti hoti hain is liay give up karny k bajye apni galtiyo say sehkna chaia loss ki waja jaan kar dubra wo hee galti karny sy ignore kary loss kis waja sy hoa Q hoa ye sub note kar k next achi trade achy analysis or last mistake ko yad rahk kar open kary
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss ki waja s forex ko mat choro...

                      Loss her business ka hissa hota hai isliye Agar kabhi hamen Forex trading Mein loss Ho Jaaye To Hamen trading Nahin chhodana chahie balki Hamen hardworking karne ki koshish Karni chahie aur Hamen apni mistakes identify Karke unko improve karne ki koshish Karni chahie Taki next time Hamen profit Ho
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss ki waja s forex ko mat choro...

                        Lose ke wajah sy kabi bi forex ko ni chorna chiay agar ap ko lose hua Hy to ya ap ka liay bura waqat tha .lose ke wajah sy kabi bi forex ko ni chorna chiay .lose ke wajah ya Hy ka log is kam ko sikhy bagir he shrow Kar daty hayn .or unko lose ho gata hy.is liay is kam ko kahin sy Sikh Kar karna chiay tab hi to him kamayab ho sakty hayn
                        • #27 Collapse

                          Re: Loss ki waja s forex ko mat choro...

                          ji han bhai buzdil log ho forex ko chor daity hn bhai loss to business ka hisa hy ap ko is sy mayoos nh hona chahiay kuch members ager loss ho jay to wh forex ko bura bhala keh ker chor daity hn lakin bhai aisa to nh kerna chahiay ap ko loss hony sy mayoos nh hona chahiay bulkh us ko bht juld improve kerna chahiay kamyab whi hn jo kh loss ko bht juld improve kerty hn or apny kam main lgy rehty hn
                          • #28 Collapse

                            Re: Loss ki waja s forex ko mat choro...

                            janab ap nay theek kaha hai kai humay is makret main kabhi bhi loss ki waja say darna cnahin chahiyay balkay yeh sochna chahiyay kai hum agar is market main loss nai karain gay tu kabhi is market ki technicalities ko samajh bhi nai payn gay tu mairay khiyakl say humay jo loss hota Hay humay us say learning karni chahiyay.
                            • #29 Collapse

                              Re: Loss ki waja s forex ko mat choro...

                              donon hote hain Agar iski vajah se Humne Forex Ko Chhod Diya Jaaye Ham donon second per kam kar rahe hain yah apni investment mein donon mein Hamen nuksan hai vah isliye Kyunki jab tak hamare pass knowledge Nahin Hogi lost to Hota Hi Rahega aap pahle knowledge Hasil Karen experience aapke pass Hona chahie kam se kam do teen Sal Ka Uske bad hi aapko Yahan per profit Hoga Nahin to acchi baat hai aapko Los hi hota rahega
                              Click On Name And Visit My Journal
                              Naseer953 Trading Journal
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Loss ki waja s forex ko mat choro...

                                How are you frnd me umeed krta ho ap SB thk ho gy g bulkul forex business me loss hony ki wja sy forex business ko ni chorna chiya yeh business me loss ho Jana profit ho Jana yeh business ka part hota hy is sy prynshan ni hona chiya

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X