forex trading me learning kiun nhi krte hain newbies ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    is k bary main mujhy nahi pata hay jnab...tarding aik bohat he acha bsueinss hay jnab,,is main kaam kar k kafi zyada mza bhi ata hay sub hi k liye best job hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      well my dear friend, aap nay theek kaha hai, meray khayal say ye sub say aasan tarika hota hai kay apni ghalti kisi aur kay sar pey daal do isleay bohat say loag Forex ko learn karnay kay baad practically working karnay kay bajaey directly Forex mein real trading start kar detay hain aur losses ki surat mein sara blame broker pey daal detay hain...
      • #48 Collapse

        Learning key leye mehnat karni parti hy aur hr koi mehnat sey ji churata hy aur us ki yehi koshish hoti hy keh baghair hath payoon hilaye income milti hy, aisa nahi hota aur aisey traders ko loss honey lagta hy aur woh forex ko blame kartey hain. Agar hum forex sey income hasil karna chahtey hain to mehnat to krni ho gi aur is ko achi tarah learn karna ho ga, tabhi hum is main kamyabi hasil kar saktey hain.
        • #49 Collapse

          trading kerneey keey lihaaz seey aap keey pass jitna knowledge aur experience hoota heey aap ussi hisaab seey trading kertaay heey jitni dair tekk aap forex keey bareey meey trading kernaa complete jaan nahi jaateey newbies ko forex keey bareey meey knowledge and experience liyee begair trades nahi lagani chahyee
          • #50 Collapse

            Yes apne bilkul hi sahi kaha new bies forex ki learning kie bager hi trading karne lagjate he.Or jese unhe loss hota he to jimedar broker ko dete he.Islue hame forex trading karnese pehele forex ki achha se learning karna chahie.
             
            • #51 Collapse

              Yar sabar say kam laina chahye, agar ham aik dam say trading start kar dain gay to ham nai kar payan gay, har new member ko chahye ke pehlay trading ko achi tarha say learn kay., is kay har option ko samajh lay , phri trding start karay to us ko bohat faida ho ga, agar aisa nai karay ga to us kay liye trading karna bohat mushkil ho ga,
              • #52 Collapse

                bhai new traders iss leya forex trading main learning nai kerte kun k un logo ko over confidence ka kera kaat jata hai jiss ki waja se wo log learning nai kerte lakin jase akk do bar un logo ko loss hota hai to phir yah to wo log iss business se give up ker date hain yah phir wo larning start ker date hain :)
                • #53 Collapse

                  newbies ko lgta hy k wo greed se he profit earn ker lengy so unko loss hojata hy aur wo kafi bura kam kert ahin aur unko boht zyad aloss hojata hy so apko chaye hy k app acha kaam karein.,.
                  • #54 Collapse

                    mra khyaal aia hy k newbie demo pay precice pay hak jay hain. . .real rade krna zaroori ho jata hy in times main inrest paida karny k liye. . .or mra khyaal hy k first time trade main loss he hota hy mushkil hy profit kmaana first time invest kr k.. . .is liye newbie mostly loss krwa laity hain. . .
                    • #55 Collapse

                      Assalam-O-Alaikum ap to bhai jan learning ki bat kartey hen yaha to jin ko terminals ko use karna nahi ata wo demo account me practice be nahi karta aur bs ye samjhtey hen key investment kar li hey ab bs dollars ana shuro ho jaen gey.
                      • #56 Collapse

                        dear insan juldi baz hota hy or Forex me her koi chata hy k wo juld se juld Forex bussens me trading kery jes ki waja se wo proper Forex learning nahi kerty hane to us sort me un ko Forex me loss ho jata hy jo k total un ki mistake ki waja se hota hy is me broker ki koi galti nahi hoti hy is leyia agr ham Forex me acha kam kerna chaty hane to Forex trading kerne se pahly hame Forex ko achai tarha learning kerne chayia or demo account pe Forex trading ki practice kerne chayia
                        • #57 Collapse

                          bhai jaan new traders ko bohat he jaldi hoti hai and issi liye wo is main mehnat nai karty bas is main lalach main a jaty hain and jab tak hamary pass learning nai ho ge tab tak hum yaha se success nai ho sakty.
                          • #58 Collapse

                            wo can be lia nai karte hain wo chaye hain okay sound kam sa kam time mother rich prohibit jain can be lia wo finding out nai karte hain or perhaps dosra wo completely new hote hain uanai koi pata b nai hota haya okay kia karna haya.
                            • #59 Collapse

                              G janab forex mai learning is liyay nai krty hy newbies ky liyay bcxz hamy bht kuch seekhata hy phly so demo mai account mai ap ko bht kuch hasil hota hy so ap ko yay sab kuch hota hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Asslam o Alikum to all friends meri sb dosto se guzarosh hy k meny forex newly join kia hy or me trade kerny se dr raha ho kindly mjhy koi aesa method bta de jis se mjhy loss kam or profit zyada ho ta k me be khof ho k trade ker sako kindly tell em the method

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X