forex trading me learning kiun nhi krte hain newbies ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading me learning kiun nhi krte hain newbies ?
    mera yeh sab members se old and new sab se yeh sawal hai ke ham is business ko learn krne me susti kiu kar lete hain or is ko seekhy bina kiun join kr lete hain phir jab loss hota hai to us ko apni galti man'ny ke bajaye broker per he q daal dete hain ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    wo is lia nai karte hain wo chaye hain k hum kam sa kam time ma rich ban jain is lia wo learning nai karte hain or dosra wo new hote hain uanai koi pata b nai hota ha k kia karna ha.
    • #3 Collapse

      sudti wo kerta hai jise loss kerna hota hai pehle acchi terha lern kero forex ko uss kay bad aap trade kero ager aap susti kero ge tu hamesa loss me jao ge aur aap ka sara balance 0 ho jai ga
      • #4 Collapse

        forex mein aap ko bus basic knweoldge ho practice jitni ziyda ho gee utna hi aap acha earn karo gy aap ka experince increase ho ga aur aap aik na aik din professional trader ban jaye gy only little effort karni parti hai is business mein pir aap kamyab ho jaye gy.
        • #5 Collapse

          newbies chahtey hain k wo ziada sey ziada kamen aur jald hi wo kama lain magar aisa hona mushkil kam hai ye to mumkin nahi hai.
          • #6 Collapse

            Yehi to problem he ham learning kie bina real trading ke lie kud padte he.Islie hame loss hojata he or then ham khud ki galt kehene ki jaga broker ko galat kehete he.Isilie pehele learning then practice then real trading.
             
            • #7 Collapse

              forex atdring me leanring bhutr eh iham cheez huty hai ju bhe tarder yah epr learnig kerta ghaui usko bht acha prift hasil huta hal
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadbilal پيغام ديکھيے
                mera yeh sab members se old and new sab se yeh sawal hai ke ham is business ko learn krne me susti kiu kar lete hain or is ko seekhy bina kiun join kr lete hain phir jab loss hota hai to us ko apni galti man'ny ke bajaye broker per he q daal dete hain ?







                salam to all members ma tu ye he kaho ga k forex trading business ma jo learning nai karta wo es business ma success hasil nai kar sakhta hai kiun k es business ma success hasil karna k liya zarori hai learning ki jye es business ki.
                 
                • #9 Collapse

                  dear wo khud ko master smjna start kr daity hain es leyeh mar kha jaty hain es kaam mein hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty hain or forex best kaam hai koi shak ni hai es mein or hmy mehnat krni chahiyeh zaida sy zaida
                   
                  • #10 Collapse

                    dear mere khiyal main wo sochtey hain keh hum raaton raat ameer ho sktey hain forex main dear mere khiyal main jo trader lalach main parr jay wo mere khiyal main forex main ziyada tar tik nhi paata hai
                    • #11 Collapse

                      well bhai njee forex me new byes jab aty hain tau unhen khawb dikhay jaty hain k bht paisa hy ya hy wo hy ... ap bss kaam karen ya ho ga wo ho ga ... iss trha new any waly learning ke bjay paisy par or apni kamai par zdaa concentratr karty hain
                      • #12 Collapse

                        dear ap ka question bohat acha hy or mere khiyaal main wo is liay itni learning nai karty wo shayad jaldi jaldi profit earn karna chahty hen is liay ziada learning nai karty hen
                        • #13 Collapse

                          dear wo khud ko master smjna start kr daity hain es leyeh mar kha jaty hain es kaam mein hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty hain or forex best kaam hai koi shak ni hai es mein or hmy mehnat krni chahiyeh zaida sy zaida
                             
                          • #14 Collapse

                            koi b business ko agar aap learning k without kartay ho to aap ko is say profit hasil ni ho ga is liay forex main b logo ko ziada loss isi waja say hota hai k wo is main learning nai kartay hain or loss ho jata hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Ye he hamary mistake ha ke ham ko achy earning chaye learning ke zarorat nahi samjaty or es waga se aksar Los kar ke forex ko acha nahi samjaty

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X