95% people fail in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    asslam good morning dear friend weyse to dekhne mea to same ha magar ap demo account pa kam kar ke isse profit ko earn nhe kar sakte ha jab ke real pa ap withdraw kara sakte ha kam kar ke bilkul
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      The trading business weve certainly does everywhere capital's important for traders. because if you do not wear big capital would expect to profit big too. moreover wants profit much by short time
      • #438 Collapse

        salam bhaijee kaam koi bhi ho jaab taak app us kaam ki planning nahi kartay app us mein kaamyaab nahi ho saktay is liye planning bauth zaroori hai or 95%fail kese hain forex main mughe yaqeen nhi ho rha...
           
        • #439 Collapse

          hi every one trading main say news trading zyada and quickly market trend ko change karti hay so sub traders ko chaye kay wo analysis ko bhe lazmi check kia karian but news ko zayda follow karna chaye shukriya........
           
          • #440 Collapse

            G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn is business me bht se log kamayb nahi ho paty hain us ki wjaah ye ha k ye aik bht risky business ha or is business me hmen bht zyada loss hota ha jis ki wajah se log is business me har maan jaty hain
            • #441 Collapse

              Mai app se agree karta ho k forex mai 95% log loss kartay hai kye k aik time aisa ata hai jab log money management karna bhol jatay haai or greed karny lagtay hai hum aghar without planning koye b kam karay gay to loss hi go ga.
              • #442 Collapse

                dear g han app ne bilkul thek kaha hai forex ek aesa business ha jis mein humen bohat he achay knowledge aur experience ki zaroort hoti ha warna log is business mein se nakam ho jate hen aur unko loss ho jata hai
                • #443 Collapse

                  ne janab is tahran ke koe b bat ne hai is main tohry say log fail hain wpo b jo log baghair knowladge k kam karty hain wo 50% han
                  • #444 Collapse

                    aslamualekum dosto waki forex mehnat talb kam ay aur ham mehnat karna nahe chahte is leae he to 95% lag is leae fail ho jate han main bhe new hon aur mehnat kar raha hon.
                    • #445 Collapse

                      Main nay toa aesa kuch observe NAE kea k bht ziada log I'd main fail hotay hain in fact main nay toa jitnay log BH is field main daikhay hain WO isko full time BH adopt kar chukay hain .
                      • #446 Collapse

                        70% trader fail hota hain and forex mein sab sy acha demo account hai jis par hum is ki practice kartay hain aur is tarah hum is business ko samaj patay hain aur yeh bohat acha hai aur is business ki achay sy practice hoti hai 1 month tak is ki practice kiya kary yeh acha hai aur aik achay trade ban saktay ho aap.
                        • #447 Collapse

                          Aaalam alaikum brother ua bat waqae qabil fiqar ha ka yaha aksar log fail han is ke man waja yahee samagh ma aate ha ka wo knowledhe nahi gain kr patay jald baze ma trading krna suru krtay han.
                          • #448 Collapse

                            dear friends and Brothers salam to all .,.,,.,,.,. dear guys 95 percent is liye fail ho jaty hain kay un ka reason yeh hain kay woh greedy bohat zaiyda ho jaty hain lalach main aaa jty hain jis ki bina py woh fail ho jaty hain hardwork nai hoty hain
                            • #449 Collapse

                              bhi yeh sirf ap ki hi observation nahin hai sub ki hi hai aur yeh bilkul haqeeqat hai kai is market main 95 percent loss hi kartay hain aur un main say aik main bhi hon jo lagatar loss per loss karwai ja raha hon but ab mujhay is market say nafrat hoti ja rahi hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                mjy is k baary me ilm to nai hai per aisa ho bhi sakta hai aur is ki waja sirf aur sirf logo ki mistakes ki waja sy ho ra hai is ki sab sy bari waja ye hai log phly learning nai karty , senior sy guidence nai lyty aur demo account practice nai kartu jis ki waja sy loss ki ratio me izafa ho ra hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X