loss hony ki waja say preshan nahi hona chaiy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    yes you are right loss is part of any business as well in forex there is also a chance of loss just you have to make your strAtegy about minimize your loss factor and when you face then loss learn form you lacking and be aware of that of lacking in forward.....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      g bro ap theak keh rahe hai but ye to hamari fitrat hai aur jab loss hota hai to pareshani to hoti hai na but hame us se zror seekhna chahiye aur sabr se kaam le kar next trade karni chahiye
      • #78 Collapse

        ya hama sabak sekhana k lya he hota ha is lya hama is sa waqya ma hi sabak sekkhna chahya ta k ham aynda k lya kuch acha kar sakan. aur loss itna zayada b nai karna chahya k ham dobara kuch karna k qabil hi na rahan.
        • #79 Collapse

          loss hony ki waja say preshan nahi hona chaiy.

          Forex trading min loss bhi he aur profit bhi hum loss bhi karte hin aur hum profit bhi agar hum lag kar trading karte hin to hum kafi bari earning bhi kar sakte hin humari malomat aur humari information humin es business min hamesha hi kamyabi deiti he. Hum Loss se parshan na hon aur sochin k hum se kiya mistake hue he jis ki wajah se hum ne loss le liya he.
          • #80 Collapse

            yes dear mein ap ki baat se mutafiq hoon buht se trader sirf naffa hi earn krna chahte but hamein reality ko mana chahiye forex ek business jis ap ko naffa b buht ho ga but kabhi loss b ho sakta hai
            • #81 Collapse

              g han apki baat ghalt nahi hai kahi logon se mein ne pucha ke ap forex karte ho to jwab mein uno ne kaha ke han yar forex shuru ki thi but hume itna loss ho giya to hum ne chor di forex ek risky business hai or apko loss se dar ke is chorna nahi chahiye
              • #82 Collapse

                business meih jab hum trading kraty han to 2 he to kam hotay han 1 to loss or 2osra porfat sb sy phaly to loss ka zikar hota hy bad meih porfoat ka or loss honay ki wja sy kabrrna nahi.
                • #83 Collapse

                  loss hony ki waja say ap ko pareshan nahi hna chayie aur ap ko success honay key liye mehnat karni paray gi kio kay yeh aik risky business bhi hay is mein ap apna balance loss kar saktay hay ager ap loss say bachna chatay hay tu forex ko ziyada time day and learning mein time spend karay then ap shayad aik good trader ban jao gay aur achi earning kr lo gayn .
                   
                  • #84 Collapse

                    yes, forex trading men loss hone ki sorat men humen preshan nhi hona chaye because loss or profit business k sath sath hote hen business men jahan loss hota hai wahan profit b ho sakta hai Or preshan hone se humara loss wapas to nahi aa jae ga bulkay loss hone ki sorat men humen points note karne chaye k humen loss when kaise or kun howa next time in mistakes ko detect or correct karna chaye
                    • #85 Collapse

                      Trading main loss ke waga se tension na lo balke es se learn karo ke Yeh Q howa sabak hasil Karen
                      • #86 Collapse

                        brother ap ne sahi kaha hai k loss ir profit dono business ka hisa hotay hain is main kabi loss our kabi profit mil jata hai hamain chaiay k her hall main khush rain.
                        • #87 Collapse

                          mere khyal main to loss hone se bande ko pareshan ni hona chaye bal k us kam main ki gai galti k anaylsis karni chahaye k galti kahan pe hoi he or aynda us se mohtat rehna chaye
                          • #88 Collapse

                            loss ho tu sad na hn and aap ko chaiye ky aap forex mein effort kary aur loss har business ka part hai aur aap ko loss forex mein ho ga aap mistakes sy khuch learn kary aur is sy aap ka experince auto increase ho ga aur yeh bohat acha hai is tarah aap aik professional trader ban saktay hain.
                            • #89 Collapse

                              Dunya kay har business main profit loss to hota he hay. or jo log forex ko business samajh kay kartay hay unhay loss ki waja se paraishan nahi hona chahiay. Apni mistakes se seekh kar dobara se nayay jazbay kay sath planning karni chahiay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                trdaing krty waqt stress bikul nai leni chahiye. is se hmay aur zada loss ho sakta hai. parsahni ki halat mein koi b kaam kiya jaye toh woh kaam theek se nai ho pata q k hmra dimag sahi tarha se kaam nai krta. thora himat se kaam lena chahiye aur apni galtiyo seekhna chahoye takay agay loss kaam se kaam ho sakay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X