loss hony ki waja say preshan nahi hona chaiy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss hony ki waja say preshan nahi hona chaiy.
    loss aur profit business ka ak boht aham hesa hay .loss hony waja say humain preshan nahi hona chaiy balky humain is say acha sabik hasil karna chaiy kia yeh theak hay.....
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han humain loss hony ki waja say preshan nahi hona chay q k loss aur profit business ka ak boht aham hesa hay agr humain is forum main profit hasil hota hay to humain is forum main say kabi kabi loss bhe ho sakta hay is laiy ap loss hony ki waja saky preshan na ho balky say say kam karty rahy next time apko is forum main say boht acha profit hasil ho ga....
     
    • #3 Collapse

      right bro
      jub bhi hamaean loss hota hai tu hum bhot ziada pershan hoty hain lakin humean sber karna cheay or treading ko chorna nai chaeay bal k es sy lesson hasil; karna chaeaey ku k ye aik bhot acha business hai ap apni mistake sy bhot khoch sekh sakty ho
      • #4 Collapse

        ji haan dear aapnay bhut hi achi baat ki hay kay jis ko loss hojata hai wo pareshaan hojatay hain and trading ko chore dayaty hain isi liye mai aap say yahi kehnaa chaaho ge kay loss honay ki wajah say pareshaan nahi honaa chaiye balkay is say aapko or sabaq sikhnaa chaiye or mahnat learnng karni chaiye takay aap agay barh saken haar nahi manni chaiye
        • #5 Collapse

          g han bhai jan aap theek keh rahy hen men ap ki bat sy agree akrta hn forex trading busiesss men agr ap success hasil krna chahty he to preshan nahi hona chahiy jo preshan nai hota wo successful hota hy
          • #6 Collapse

            loss hony ki waja say preshan nahi hona chay balky humain will be say acha sabik hasil karna chaiy kia yeh theak hay. aur agle martaba goood earning ka koshish keya karay by by ....
            • #7 Collapse

              hello dear you are saying right if we are facing a huge loss my dear then we should not need to become a hasitaion person we need to understand our mistake and take lesson by our mistake my dear so then we can become a good trader my dear ....
              • #8 Collapse

                ji haan sir profit or losss har buisness ka bohat aham hissa hai tradind me humey kabiii bhot profit milta hai kabhi loss ho jata hai to is baat per apko perashan hony ki zarrorat nahi y dono chize hum per depend karti hai so dont take tension or ziada se zida tawajah de
                • #9 Collapse

                  yes dear aap theek keh rahy hein main aap ki baat se mutaffiq hun, or bhaio loss/profit har businesska hissa hai, duniya mein aisa koi business he nhi hai, jis mein ye donu loss/profit sath sath na chalty ho, so hamein es baat se pareshan nhi hona chahiye. or loss hony ki surat mein next achi stretgy hasil karni chahiye, ku ke insan nuqsan se he sabaq seekhta hai, ok
                  • #10 Collapse

                    Its natural thing that if traders are facing loss and losse all their capital in this business so surely they worry and tense, they should to dont take tension or try to recover his loosing money in his next trade in this business.
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: imi58 پيغام ديکھيے
                      loss aur profit business ka ak boht aham hesa hay .loss hony waja say humain preshan nahi hona chaiy balky humain is say acha sabik hasil karna chaiy kia yeh theak hay.....
                      g han g han.... Agr ap ko forex mai kisi waja sy loss ho jay to ap ko pareshan nahi honay chaheyae balkay apni galti ko smjhna chaheyae or us sy sekhna chaheyae........
                      • #12 Collapse

                        Assalam O alaikum, main aap ki baat se agree hoon k loss honey per log bohat ziada upset ho jaatay hain aur phir se koi ghalat trade laga bethtay hain loss ko recover karnay k liay. Lekin Loss ho jaana bhi aap ke liay faaeda mand hai agar aap uss loss ki wajah ko note karen aur next uss se bachen.
                        • #13 Collapse

                          zarori nahe kay apko har business main ya trade pay profit he ho some times loss bhe ajata hai to humain worry nahe hona chahiye or kaam karty rehna chahiye taky hum apny loss ko jaldi he recover kar lain
                           
                          • #14 Collapse

                            Achi baat hae k loss hone ki surat mein preshan nahi hona chahiay kiun k na sirf forex mein bulk hamari aam zindgi mein bhi kisi bhi maslay ka hal preshan hone se nahi hota bul k ye preshani ap k masay ko double mushkil banati hae.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ji han bhai apki bat bhi thk he qk her bussnis me ham ager new hen tu pehle loss hi hota he jb tak hamen us ki pori knowede ho forex me bhi kch esa hi he qk forex tu ek riski bussnis he is me tu hamen kafi loss bhi ho sakhta he jb tk ham trading ko smjh na len

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X