loss hony ki waja say preshan nahi hona chaiy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Yes right we should not lose heart due to any loss, that loss is the part of the forex trading business, but we do not fear about any loss, loss teaches us good lesson and we can gain great knowledge and experience due our loss and we can earn more and more from it.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      loss hona trade main koi bari bat ni hai jiss terha app ko loss hota hai es terha profit b ho sakta hai hum ko or tention ni lani chahiye
      • #18 Collapse

        ji mein ap sa agree karti ho hamay loss ki waja sa prashan nehi hona chye aur stop loss use karna chye aur small profit ko accept karna chye . aur apni mistakes aur loss sa learn karna chye
        • #19 Collapse

          bilkul lose hony ke wejha sy preshan ni hona chayh belkain dekh jahain kha ghelti ke hain or next time us ghelti sy bucha jahain phir ae ap lose sy buch sktain hain yeh akh acha way hain lose asy buchny ka or main ap ko bth dhon ap ko is my preshan ni hona chayh ager ap is my preshan hon gyh to ap is my kam ni ker sktain ku ky ap phir buht se ghelt trade lga dyh gyh is my.
          • #20 Collapse

            Agar app ko loss ho gay to is may gabrany ki zarorat nahi hay app is may dobar kosah karn
            • #21 Collapse

              Exactly loss ki soorat men pareshan bilkul bhi nhi hona chaheye blke mazeed mehnt krni chaheye ta k jo kuch apne lost kia hy wo bhi recover kr len or mazeed bhi earning kr sken.
              • #22 Collapse

                yes knowledge forex meey success keey bohet hi great power ki terhaa kaam kertaa heey forex ki requirement heey aur iss keey rule keey mutabiq hum kaam kareey geey tu hum ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa jitnaa forex keey bareey meey knowledge hasil kareey geey aur time keey lihaaz seey jitna experience hoo gaa utnaa hi aap ko benefit heey
                • #23 Collapse

                  ap nay thk kha hai kabhi b forex me loss ki waja say preshan nahi hona chahye hume chahye k hum apnay loss ko recover kare aur is kam ko kare k bad me hume kuch is ki samjh ajae aur hum apnay losses say seekhen aur kam ko kare.
                  • #24 Collapse

                    g han loss hamare business ka hissa hai iss liye aghar forex trading mai loss ho jaye to tention na le q k ho sakta hai k iss mai hamari galti ho iss liye apni galti ko sahi karne ki koshish karain .
                     
                    • #25 Collapse

                      yes dear haar jeet her business ka important part hota hai iss mai itna preshan hone ki koi zarorat nahi hai balke ye janane ki koshish karain k iss loss ki waja kiya hai.
                         
                      • #26 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: saria7i9
                        oht aham y iyiyuiyhesa hay y iyiy.loss hony waja sa yui yui yy humain preshan nahi iyu iyu i hona chaiy balky humain will be say acha sabik hasil karna chaiy kia yeh
                        dear g han aap theek keh rahy hen men ap ki bat sy agree akrta hn forex trading busiesss men agr ap success hasil krna chahty he to preshan nahi hona chahiy jo preshan nai hota wo successful hota hy:)
                        • #27 Collapse

                          g han janab business main loss ho jaye to preshan na houn ye koi khas masla nahi hai q k aisa to her business mai hota hai iss k liye jab bhi aap trading karain to fresh mind se karain q k theek dimag se theek kaam hote hai.
                           
                          • #28 Collapse

                            forex main loss aik bohat common cheez hai. humein forex mian apni har trade main bhi loss ho sakta hai aur aksar kuch time wait karney sey hamara loss profit main bhi change ho sakta hai.
                            • #29 Collapse

                              G JAnab Boaht hi Achaw Sawal Pucha Hai Apne IS Post Se Bohat Se Logo Ko Un kay NAmaloom sawalaat k JAwab Mil GAye Hogay OR Mere Khayal MAin forex Trading Do Cheezon PAr KAm KRta HAi Aik Loss Aik profit Q kay ye aik business hai to behtar hain kay Agar loss ho to us galti ko samajh kar usay gureiz kren or phir practice kr kay phir se trading kraen ap zarur kamyab hongay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Loss aik aisi cheez he k insan khud bakhud is me pareshan hota he lekin us ko hony waly loss ki wajh abhi wo khud hi hota he is liye agra wo is me soch samajh ker trading kery ga to kabhi bhi us ko loss nai hoga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X