loss hony ki waja say preshan nahi hona chaiy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    forex ek risky business ha .is ma aksar loss b hojata ha.lekn agr ap loss karte ha.tu pereshan honi ki koi zarorat nai ha. ap ko chaiye k use knowledge hasil karenge aur next time use use karen.jab ap loss karte ha tu ap ko experience b hojata ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      forex trading aik world wide online business hay iss main loss bhe hay or profit bhe yeh aik highly risky business hay gee haan sahee kaha hay loss is part of business.
      • #243 Collapse

        g bilkul forex ki traidng mein insan ko loss hota rehta hai agar ap apni mistakes ko improve karty rahein gay to ap next time loss ni karein gay its best for you so hope for the best and let's do work.
        • #244 Collapse

          yes loss ki wja say preshan bilkul bhi nahi hona chahye business me loss aik aam bat hai so loss hony ki waja se disheart nahi hona chahye loss and profit are the part of business.
          • #245 Collapse

            han bhai loss aur profit to har business ka hisa hota ha magar jab forex ma apni mehnat ka paisa loss ma nikal jain to banda preshan to ho ga hi wasa bhi is line yani forex trading business ma aaj kal ghareeb log hi han jo ka thora loss bhi bardasht nahi kar sakta.
            • #246 Collapse

              g haan ager app ko loss ka samna karnay parh jay to is mai preshani wali baat nahi hooni chahye hay q k aisa hoota rehta hay ager app diheart hoo jain gay to trading nahi kar sakeeen gay is lye best yehi hay k ager loss ho gaya to next try kareen aur sooch samajh k kareen lss nahi hooga insha allah
              • #247 Collapse

                Loss hony ki waja say preshani nahi hona chaiya agar ap pakistan forex forum trading my agar ap pakistan for
                • #248 Collapse

                  G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me loss is business ka main hisa ha is business me loss hmen kabhi bhi ho skata ha isi liye loss k waqt hmen sbr se kam laina chahe is business me loss ki wajah se hmen dil chohta nahi krna chahe himat se kam laina chahe
                  • #249 Collapse

                    g ha bhai jaan main ap ke baat se agree karta hoin k hamain loss hony par afsos nai karna chaye blkay us se learning karni chaye than he hum loss ke waja se bhe acha profit gain kar sakty hain.
                    • #250 Collapse

                      dear ap ki baat bilkul sahi hai mai ap ki baat asy agree krta hoon,humein treading mein loss say drna nahi chiye,q k loss krey gy tu humein seekhny ka moqa mily ga k humari kis ghlti ki waja sy humein loss hus and hum future mein us ka khayal rkhey gay,is sy humein profit b ho ga and humara knowledge b increase ho jay ga.
                      • #251 Collapse

                        Loss to is business ka hissa hai is main ap ko pareshan hojata hai bunda kiyun ke itni mehnat ker ke ap apna account grow kerte hai then ap koloss hojata hai to ap apna capital bara karey then trading karey thanks
                         
                        • #252 Collapse

                          G han bilkul...jb hame loss hota haii tu hame cahye hum pareshan na ho balje loss hone ki waja ko dhonde...or us galti ko...sudahre...ta k ainda wo galti na kare hum...or loss se bache rahe
                          • #253 Collapse

                            a.salam.humain forex main loss hony py disheart ni hona chyie .balky humain apni galtion sy sabak seekna chyie .aur achi trading karni chyie .pni galtion sy sabk hasl akrny aur bad main wo galtian na karny.
                            • #254 Collapse

                              Forex business main loss kerne se ap ko kafi kuch seekhne ko milta hai lekin loss kerna bhi forex main mistake mana jata hai so aisi mistake hojati hai lekin bar bar hona ka mtlb ap ka account wash hona hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                Yes hamain loss ki tension nai leni chahiye balkay hamain us say sabak le kar agay kay baray main sochna chahiye kay agay loss ko kaisay kam kiya ja sakta ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X