Loss ki Wajaaa se FoRex ko chornay ki Ghalti Na kaRen....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki Wajaaa se FoRex ko chornay ki Ghalti Na kaRen....
    FoRex Main aksar LoGon Ko Jab loss hoTaaa Hai Yaaa unKaaa account Wash Hotaaa hai to woh FoRex Main kaaam KaRnaa chOr Detay Hain Jab k LoGon ko Chaahiye k FoRex Main oR zyaada meHnat se kaam KaRen or AccoUnt wash Bhi Ho JaaEy to Or Zyaada Mehnat KaR k Achaaa Bonus HaasiL KaR k doBaara trading Start KaR den...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki Wajaaa se FoRex ko chornay ki Ghalti Na kaRen....

    Gee haan bilkul theek kaha forex main jab loss hota hai tu aap ko forex ko chorna nahi chaiy aap ko loss ka samna karna chaiy tab aap ko kamyabi ho gi agar aap chor datay hai tu aap ko nakaami hi hoti hai iss Lia aap ko Himat say kaam kray gay tu aap ko kamyabi ho gi
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki Wajaaa se FoRex ko chornay ki Ghalti Na kaRen....

      dear ap nay correcy swal kia hay agar ham ko loss bhi ho jay kisi bhi kam main specially forex main bhi phar bhi ham ko chye k ham is main parshean nah hon is main ham ko chye k ham more say more hard work kar k khud ko improve karnay ki try karein is main ham ko kabhi bhi hemat nahi harna chye agar ham nay success ko hasil karna hay to .
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki Wajaaa se FoRex ko chornay ki Ghalti Na kaRen....

        g friend agr apko forex k start ma problems ho rhi hain aur ap ko loss ho raha ha to apna dil chota na karain aur isay chornay ki koshish na karain, mehnat jari rakahin aur continuly kam kartay rahain apnay knowledge aur experience ko improve aur increase karain, aik time aisa ae ga jb ap forex trading k expert bn k acha profit gain kar rahay hon gay
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki Wajaaa se FoRex ko chornay ki Ghalti Na kaRen....

          Asslam o aalikum
          G han bhai ap ki baat thik hy min ap ki baat ko samjhta hon ka pkistan pk forex ik aisa business hy is min los bhi hota hy aur profit bhi hota hybm is lia hamin yeh jarna chaye agr hamin loss hota hy to hamin forex ko chorna nahin chaye balke is min face to face is min dat kar ziyada sy ziyada mhenat karni chaye hamin jitna ho saky is ko ziyada sy ,iyada time da kar apny ap ko acha aur kamyaan insan bnai jis sy him forex min achy sy kamyaab ho sakin.
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki Wajaaa se FoRex ko chornay ki Ghalti Na kaRen....

            Asslam o Alaikum ghan brother bilkul thk kha main ap ki bat say agree hn agr koi forex ko loss any ki wja say chorta hy tu wo kbii koi business thk say jr hi nii skta ku k business tu koi bhii hn us main loss hota hy loss hony pay business ko chorny ya preshn hony ki bjy us gltii say seekh jr mazeed mahant karna chye jas say next time dubra loss na ay bilky kamyabii hi mily...
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki Wajaaa se FoRex ko chornay ki Ghalti Na kaRen....

              Dear friend kuch new member asay bhi hoty hain jin ko forex main pahly bar loss ka samna karna parta hy aur woh apna acount wash kar dety hain aur pher woh forex main kambnahi karty dear as busn3s main nakami k bad bohot bary kameyabi hy agar ap as main mahnat karna nahi chorty
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki Wajaaa se FoRex ko chornay ki Ghalti Na kaRen....

                Los Sabko hota hai loss se hone wale mistake Ko Dekhe learning Karen Kamyab Bane kabhi bhi Forex Ko Mat Chhodo..
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ki Wajaaa se FoRex ko chornay ki Ghalti Na kaRen....

                  jo forex ko loss ki waja se chorta hai wo bahoot bari bewakoofi karta hai kyu k agr hum loss se dar k bhag gay to hum is main kabhi b kamyab nahi ho skain gay hume chahye k hum is main dill laga k kam karain aur apny loss ko cover karny ki kosish kaarin aur sub se phly hume apny andar himmat paida karni chahye apny loss ko brdasht karny k liye kyu k jab tak hum loss ko bardasht nahi karin gy agy nhai jaa sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ki Wajaaa se FoRex ko chornay ki Ghalti Na kaRen....

                    Friends bilkul theek kah Rahe Hain ki agar Hamen loss hota hai To Hamen Forex ko chorna ki kabhi bhi Galti na Karen Agar ham log Sone per Forex Ko Chhod Denge To Hamen bahut bura feel Hoga isliye Hamen loss hone per bilkul bhi Forex Ko Nahin chhodana chahie balki Hame aur Jyada mehnat Karke Achcha profit Hasil kar lena chahie profit donon is business ka hissa hai kabhi Mel hota hai, profit Hamen bilkul bhi tension Nahin leni chahie Milke Main Apni kam karna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki Wajaaa se FoRex ko chornay ki Ghalti Na kaRen....

                      Los Har Kaam Ka Aisa Hota Hai Jo Sone per Hamen trading karne Nahin honi chahie Hamen chahie ki ham log ko recover Karen Hamen Jyada Se Jyada hard working Karni chahie aur losses ko recover karne ki koshish Karni chahie
                      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                      PLEASE VISIT HERE
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ki Wajaaa se FoRex ko chornay ki Ghalti Na kaRen....

                        han g dear maine bhe kai members ko dekha hae jin ko jab loss hota hae to wo apne loss ko bear nhe kar sakte hain or forex ko chore dete hain wo is main give yup kar jate hain to isi liye hamen cahiye ke hum is main mehnat karen take hum is amin kamayb be ho saken or is main hum ache earning bhe hasil kar saken q ke loss to hota he rehta hae is main
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ki Wajaaa se FoRex ko chornay ki Ghalti Na kaRen....

                          gee han bhai ap ne thek kaha ha lose ki waja se hume is business ko chor nai dena chaiye hume is business ka face krna lazmi ha is main hum jitna acha work krein jitni achi menat krein gey utni hi jaldi hum kameyab be ho sakte hein is business se
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ki Wajaaa se FoRex ko chornay ki Ghalti Na kaRen....

                            han bilkul ham lopgo ko kabhi be forex wagra ko loss ki waja sa na chorna chayia ku ka ham log agr is ko loss ki waja sa chorta ha to matlab ka ham log har man laghta ha is liya ham logo ko kabhi be fail accepet nai karna chayia bilka ham logo ko agr failure milta ha to ham logo ko chayia ka ham log is sa be learn karta howa agya jata rahya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ki Wajaaa se FoRex ko chornay ki Ghalti Na kaRen....

                              bhai ager hmain forex trading main loss ho jay to forex ko chorna nh chahiay bulkh hmain is main mazeed kam kerna chahiay or ager hmara bonus kam aya hy to hmain bhi nh chorna chahiay is main hmari apni hi mistakes hoti hn kuch members forex walon ko bura bhala kehty hn lakin bhai aisa ghalat hy hmain apni mistakes per ghor kerna chahiay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X