Loss ki Wajaaa se FoRex ko chornay ki Ghalti Na kaRen....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss ki Wajaaa se FoRex ko chornay ki Ghalti Na kaRen....

    Dunia men buisness koi b ho wo koi always arooj per chl jAta hy achii mehnat hi achii kamyaabi ki aik zamanat hy good work kia karien phirr buisness acha chalye ga forex good business for every one iss lye day nd Ni8 Forex mn work kia karein iss sy hamen kamyaabi zror mily gi achi Trading b sath buisness m kia kRo phr preshani nhi ho gi aor achii trade sy acha bonuss hasil kia jAta hy khoob mehnat karein kamyaab hum easily ho hayen gy good hi bonus achii wish hotii hy achii wish pori karny kalye achii trade laga kar good bonus hasil ho jay tu eid ho giii
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss ki Wajaaa se FoRex ko chornay ki Ghalti Na kaRen....

      Forex trading ek online business hai aur her business main loss aur profit hota hai. start main ager apko real account per loss houwa tu ap emotional mat hon blke ye dkahian galti ap ne ki hai ap ne demo per full practice nahi ki ap lalich main aker thore se knowledge k sath khud ko professional samj kar real per work karne aagy ho. is lia apko chahia k ap pahly demo per practice karian aur apni mistakes ko cover karian.
      • #18 Collapse

        Re: Loss ki Wajaaa se FoRex ko chornay ki Ghalti Na kaRen....

        aap nay bilkul theek kaha forex ko jab hum join krtay hain tu hum ko ya bat bi mind main rhakni cheay hum ko profit bi hota hai business main or loss bi hota hain tu hum ko business ko loss hona pr chorna nahi chaey hum ko or zaiyada mehnat say kaam kar ka ka acha profit hasal karna chaey agar hum losa hona pr chor daty hai tu hum ko kabi kamyab nahi ho sakta kisi kaam main bi
        • #19 Collapse

          Re: Loss ki Wajaaa se FoRex ko chornay ki Ghalti Na kaRen....

          Forex ko kabhi na chhorrein thorra boht loss to expert traders ko b ho jata hai is liye kabhi b apny loss se emotional na hon aur fori loss cover karny k chakar mein barray lot size set na karein aik expert kabhi b apny loss se nhi ghabrata bal'k wo market ki movement ko samajhnay ki koshish karta hai aur market ko analyse kar k apni trade ko open karta hai
          • #20 Collapse

            Re: Loss ki Wajaaa se FoRex ko chornay ki Ghalti Na kaRen....

            Loss say sikhay aur apnay miyar ko bahatar bana kii koshs karhay aur sikhay takay ap ko mostakbil may fidha ho aur ap ak achay terder ban jahay hamay hii is say fidha hay forex ko kisi hal may na choray ya hamay sab khuch hay loss bhi hamarii khuch galtiyoo ki wajha say hota hay aur hum apnii galtiii ka gosa forexx par nikaltay hay aur forex ko chor daytay hay
            • #21 Collapse

              Re: Loss ki Wajaaa se FoRex ko chornay ki Ghalti Na kaRen....

              g ha g forex main hamy loss ho jany ka waja say chor nh dana chahy ham forex main agr loss ka waja say chor day gay to ham kabhi bh kamiyb nh ho sakty hain hamy forex main kamiyb hony ka lay loss ko hatm karna ho ga ham jab forex main mhant kary gay to ham say loss bh khatm ho jay ga our ham khud say apni life ko best bna sakty hain
              • #22 Collapse

                Re: Loss ki Wajaaa se FoRex ko chornay ki Ghalti Na kaRen....

                Hamay forex man loss hamari apni galtiyu say hi hota hay loss Kay liya ham forex kk blame nahi kar saktay ager ham kaam sahi say nahi kartay ya lalach man a kar galti kartay han or hamay loss hota hay to ye hamari pahli galti hoti hay or ager ham forex ko loss ki waja say chor day to ye hamari dosru galti hoti hay is liya hamay chaiye Kay ham pahlay to galti karay hi na dhiyan say or knowledge or experience say kam karay lakin ager galti ho b jay or loss ho to forex ko na chory balky mazeed mehnat lagan say kaam karay ta Kay apnay loss ko recover kar sakay
                • #23 Collapse

                  Re: Loss ki Wajaaa se FoRex ko chornay ki Ghalti Na kaRen....

                  Profit and loss business ka hissa hain jahan hm trade sy profit earn krty hain wahin kabhi kabhar hmen loss ka samna b krna prta hai lakin iska mtlb yeh ni k loss hony ki sorat main firex ko chor diya jaye blky hmen chahiye k zyada mehnat sy kaam krna shuru kr dyn ta k next time loss sy bcha ja sky
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss ki Wajaaa se FoRex ko chornay ki Ghalti Na kaRen....

                    Forex KY kam mei means KY Forex trading mei loss or profit Tu hota rehta hai.or loss ko Dekh Kar kam ko Nahi chorna chahiye kue KY es tarha ap kam Nahi Kar saktye .
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss ki Wajaaa se FoRex ko chornay ki Ghalti Na kaRen....

                      G bhai g apna bilkul thek kaha hy hamin ager forex forum pa loss ho jta hy to hamin forex pa kam karna chiay aur mazeed megnat karni chiay hamin forex ka kam chorna nh chiy balkih aur mehnt karni chiy aur kuch earn karna chiay
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss ki Wajaaa se FoRex ko chornay ki Ghalti Na kaRen....

                        Asslam U Alikum friends..
                        dear business chye koe b ho is m ups and downs sath sath hote hn to jb hm apne kise b business jis m hmn loss ho jsta h to is ko n chorte to y forex ak online business h to is m agr loss ho jae to is ko b sirf is waja s n chorna chye q k is k bhot s benefits hn is m hm log kise or job k tarha bound n hote apni marzee s jb jee chye kam krte hn or b bhot s hn to hmn loss k surat m or mahnat kr k profit earn krn chye

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X