LOss Loss & loss ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    aapnay bhot achi thread ki hai aur mein aap say yehi kahoon ga kay aap ko demo account per practice karni chahiay kunkay aap kay pass knowledge aur experience dono hee kam hai jiss ki waja say aap ko loss hota hai aur aap yeh bhi kahoon ga kay aap apnay emotion ko bhi control karein aur lalach na karein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bhai jan forex trading business koi bacho ka khel nahi hy is business me success hasil krny ky liy ap ky pas knowledge or experience ka hona boht zarori hy bagher experience ky ap ko loss loss & loss o ga
      • #18 Collapse

        یقینی طور پر ایک تاجروں ٹریڈنگ سے پہلے جاننے کے کرنے کی ضرورت ہے کے طور پر .... کافی فاریکس حکمت عملی کبھی نہیں سمجھ جائے گا کیونکہ ہم نے ہمیشہ صرف کھو رہے ہیں کہ ... فوریکس تعلیم یافتہ کرنے کی تشویش ہے اور سیکھا اور توجہ
        • #19 Collapse

          trading me loss hony ki sb se barhi waja mery khyal me ye ho sakti hai k log phly kuch learn ni krty or bgair learning k he trading start kr lety hn to phr aise logo ko loss he to hona hota hai jb hume kuch pta he ni ho ga to hum profit kesy earn kren gy
          • #20 Collapse

            bhai wese to loss her bussness mein hai lekn forex hai woh buht turf market hai jis pe bagher khnowledge ke invest karna buht bary galti hai us lye trade ke moving ka pta bhy chale ge aur ap ko loss hi loss hoga us lye pahly sekhy phir invest kary
            • #21 Collapse

              Friends ap agar trading kowasay he tukay par he karain or is ka proper knowledge hasil na karain to ap ka is main sirf loss he loss milay ga or ap kois man profit nhe mil sakta is leya kay ya business bohat experience ,amgta ha.
              • #22 Collapse

                i think jha tk mera khayal he business me loss tb hota he jb insan kisi work ko importance nhi dyta hardworking nhi karta. is sorat me usy loss ka samna karna parta he. or is kam k liye knowledge experience hona must he. agr ye sub experience insan k pass nahi he. to phr us ka loss hi loss he.
                • #23 Collapse

                  loss hujana kamyabi ka he aik rasta he hain my dear but you don't have to become angry when you loss you need to learn from your loss and you have to share your loss with expert trader.
                  • #24 Collapse

                    bhai jan yeh forex ka hi kamal hai k buht se trader jab ek hi trade pe loss kr rahe hote hain to ddosri traf doosre traders ko earning b ho rahi hoti hai loss hamari ghalti or km knowledge ki waja se hota hai
                    • #25 Collapse

                      meray khayal may shuru may sab ka loss hota hay our aapko step by step pata chalta hay kay aap kya galti karrahay hay aik aap ko lalach nahi karni chahiye doosra aap ko apna profit kam karkhna chahiye our aap ko chahiye kay analyst ki report our economic calender dekh khar trading karay aap zaror kamyab hongay.
                      • #26 Collapse

                        loss aap ko tab hota hai jab aap market ko watch kiye bina trade laga dety hain aisy main aap ko bht sch samjh k trade lagani chahiye
                        • #27 Collapse

                          bhai loss loss hota hai yani muksan,,,,and yeh hamain tab hota hai jab hum lalch main a jaty hain ya apny emotions par control nai kar paty,,,ya market trend ko samjhy bagair he hum trade laga daty hain....
                          • #28 Collapse

                            is forum mainhamrass us waqat hota hay jab hum is forum k roules k muatbik kam nahi karty aur agr hum is frum k roukes k mautbik kam akrty hay to hum iorum n loss kiaybagir boht ac profit hasil kar sakty hay yeh forum online forum hay is main loss nahi ho sakta agr hum apni ghalti ko cover karty hay t
                            • #29 Collapse

                              yeh jo forex ki markett hia is me loss to ho hi jata hia expert traders say bi but agr
                              ap trend ko follow kren gy to ap loss say bach sakty hian and aapko must
                              market k pechy pechy chalna chaye na k market ko cross kren.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                frnds loss ki sub se badi waja he laalch jub hum starting me hi profit ka lalach kertay he or bna kisi exprnce k trading start kr daitay he or or bina kisi information k forx me trading krney se los hi hota he is ley zyda se zyda exprince gain kre thn trading kre

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X