LOss Loss & loss ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Dear bro jab tk ham is ko achi tarah sy read or learn nai kary gay ham ko tab tk is man loss hi hota rahy ga or ham kuch bi nai krsaky gay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      bhai loss ap ki apni kotahiyon ki waja se hota hai ap ko itna knowlege ni hota or ap baray risk lete hain jis ki waja se ap ko loss ka samna karna parhta hai ap k pass na he experiance hota hai na he knowlege is k bawajod bhe ap trading per lagay hote hain isi liye ap se guzarish hai k knowlege hasil karain or loss se bchain
       
      • #63 Collapse

        g han jab koi new aur untraned banda kam karay ga to us ko sirt aik e problem ho gi loss loss aut sirt loss. pahlay training lo phir ap trading karo.
        • #64 Collapse

          loss is waja say hota hay kah agar hum forex ka knowledge hasil kiay bahair forex trading me kam kartay han.is waja say loss he loss hota hay.is liay forex kay real account me trading karnay say pehlay forex ka knowledge hasil kia jaiay aur demo per practice ki jaiay tu pher loss nahi ho ga.
          • #65 Collapse

            loss har business ka hisa hai. har business mein jesay profit hota hai esay hi loss bi hota hai. yahan tak mera khayal hai forex trading business mein loss ki sub say bari wajah hamara greed pan hota hai. or bins sochay samjhe trade laga dena ye bi loss ki reason hain.
            • #66 Collapse

              loss aap ko hota hia aur forex aik good business hay aur hardworking say aap success hasil kar saktay hay aap ko chayie kay forex ko learn kary takay aap ka knowledge increase ho yeh aik acha business hay aap is say unlimited money made kar saktay hay mein chata hon kay aap forex ko learn kary .
              • #67 Collapse

                iski koe aik wja nae hoti bht sari wajoohat kki bina pr hota hai somtimes toa kbhi hmari ghalti ki wja say aesa hota hai or kbhi kabhar kuch situations market main aesi aa jati hain jis say hmara loss ho jata hai or kbhi kbhar naturally aesa ho jata hai
                • #68 Collapse

                  Forex trading min weise to buhat sare log shamil ho rahe hin aur wo log profit bhi le rahe hin aur apni life ko behtar bhi bana rahe hin magar time guzarne k sath sath humain ye bhi andaza ho jata he k hum loss se keise bachin aur profit keise hasil karin ye to mumkin hi nahi he har trade profit min ho magar hum loss wali trade ko kam aur profit wali trades ko barha sakte hin.
                  • #69 Collapse

                    Assalam - u - alaikum bhai jaan jee jab bhi aap kisi post ko baar baar answer de or is post ke answer me koi bhi galt word likh de to aap loss me jaa sakte ho thanks for question
                    • #70 Collapse

                      I believe that loss is a part of this business and it is very common to see people loss in forex but the problem with loss is that the percentage of those losing in forex is very high and that is why i encourage people that they must trade carefully and also apply the right money management
                      • #71 Collapse

                        dear loss ki sabsy bari waja ye hai k apko knowledge nahi hai or experience ki bh kami hai. ap apni knowledge or skills me behtri lao apko loss nahi hoga
                        • #72 Collapse

                          bhai jan forex trading business men profit earn krny ky liy boht zayada hard work krni parti hy just luck base pr profit nahi hota gr ap ko loss h ra hy to koi mssal nahi hy profit or loss to business ka hissa hota hy is liy bar bar koshish kren kamyabi mily gi
                          • #73 Collapse

                            salam bhai g loss ki sub se bari waja over confidence hai jab insan ka cofidence he khatm ho jay to banday ko sirf loss he hota hai basis ki or waja yeh hai k knowlege ki kami jab banday k pass knowlege he na ho to us ne kon sa profit earn karna hai agar hamain loss se bchna hai to confidnce apne andar paida karna ho ga or ziada se ziada knowlege hasil karna ho ga
                             
                            • #74 Collapse

                              jise loss ziyada hota hai oska matlb hai k os k pas forex k bare me knowledge boht kam hai aur agr ham demo par kuch months tak practice kare to ham apna loss dobara se recover kar sakte hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                assalam o alaikum g han bhai jan forex m eloss is liye hota hai agr hum forex k osolon ko folow nahin krte ya phir hum lalach krte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X