Greed ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed ?
    Greed se kasye bacha jkha sakhta ah kya koi muje aisa member bta skhta ha jis ko acha expericne ha ???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yar is ke lie hame mind ko fresh kar ke trade karni chahie kun jab ham mind ko free kar ke kam karen ge tan ham apne greed ko khatam kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Agar hum ne is market main profit karna chahte hain to greed ko chorna chahiye aur without greed hum is market main kafi profit kar sakte hain. Aur agar greedy ho kar trading karenge to hum loss hi karinge. Aur is tarah se successful ho sakte hain.
      • #4 Collapse

        dear greed ko hum 100% khtam to nai kar sakty hain lakin mare khyal se is main hum is ko control zarur kar sakty hain is ko kam kar sakty hain lakin yeh har insan k andar he hota hai..
        • #5 Collapse

          bhai jan greed ko kahatm karna or na khatam karna ye to hamary upar depend karta h or waise b laluch buri bala h jis ki waja se hum profit b loss kar jaty hen.
          • #6 Collapse

            dear ap ne bilkul ak acha question kia hy wo is lie ke jab ap forex pe trading start karte hain to ap ko sab se pehle time risk laina chahye us ke bad nahi laina chahye r lalach ap ko nahi karni chahye
            • #7 Collapse

              hello and salam to all greed se bachne k lie apko chahy k ap small order laga k ap take profit aur stop loss laga k trade close ker do ya to thora loss hoga ya phir thora profit,
              • #8 Collapse

                dear esi ly to kha jata hy k lalch buri bla hy agr ap forex ma es lalch say kam kren gay k ap ratoon rat ameer ho jahen to phrto forex ap ko kabi b kamyabi ni day skty blky ulta ap time he wast kren gay
                • #9 Collapse

                  Greed se bachnay kay liay mairay khayal main sub se best tareeka ye hay kay aap apnay liay aik daily ka target rakkay. or jub target pe puhunch ja'ay to phir mazeed trade na karay or phir kisi achay market trend ka wait karay.
                  • #10 Collapse

                    jo log trading mein greed se kaam lety hain un logon ko lose zaroor hota hai q k wo soch samajh kar trading nai karty or un k dil mein ziada pesy earn karny ka khayal hota hai
                    • #11 Collapse

                      Just app apnay emotions pay control kar lain gy to ap greed pay bhe control hasil kr lain gay agar ap easa krny main kamyaab nahe hotay to ap forex main kabhe professional trader nahe ban sagty hain.
                      • #12 Collapse

                        Bhai forex main greed ki wja sa hi loss hota hay iss per qaboo pa lia jay to trading kamayab ho skti hay.Greed per control kerna ka ley mone management ki basic ka aana zroory hay trader kay pass money management ka knowldege ho to wo greed nahi kera ga or na hi loss ho ga.
                        • #13 Collapse

                          if we want to become a trader we have to be prepared mentally and psychology. because a lot of traders who do not prepare for it they only rely on the analysis and management alone. so that at the time of loss there are some traders who can not accept the incident.
                          • #14 Collapse

                            greed boot hi bori cheez ha hum jtina zeda greed akrte hian uttna hi zeda loss karte hian is lia mara maswra ha k k kam sa kam greed kia jay too zeda best ha warna loss hi ho ga or kuch b nai dear.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Nahain bai meray khiyal main aisa koee tariqa nahain hai jis say greed say bucha ja koee frorex greed k baghair ker he nahain sakta. Forex trading greed say he start hoti hai. zahir hai ager koee trading kerta hai to us k andar money ki greed hoti hai to trading start kerta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X