Greed ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    well my dear friend, meray khayal sa kisi bhi tarhan ki bad situations ko handle karnay aur uss mein say nikalnay kay leay humein uss kaam ki sahi say learning karna hoti hai jiss ki waja say hum har tarhan ki situations ko easily handle kar saktay hain aur manage kar saktay hain...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      greed aik asi bemari hai jo k her trader main mojod hoti hai or is se koi b nai bach sakta ye hamare loss ka sabab b banti hai hum ko puri koshish karni chahiye k hum is se jitna zayda se zayda bach saken bachna chahiye
      • #48 Collapse

        lalach aik buri bala hai ar is ki saza zarur milti isi lia is sy bachba bohat zaruri hai aur koshish ki jaye dusro ko bhi is sy bachaya jaye ta k ap bhi is mehfooz rahy aur market bhi.
        • #49 Collapse

          greed to har insan ki nature hai but agr ap ya soch kr kre ke greed krny se ap ko loss ko ga iss se better small profit hi hai.to ap trading mh greed ni kro gy other wise ap ko loss ho sakta hai more profit ke chakar mh
          • #50 Collapse

            forex trading main app ki sub say bari dushman greed hai app ko jab b loss hota hai app ki greed ki waja say hota ahi
            • #51 Collapse

              lalach buri bala hai humen forex trading men lalach nhi karna chaye humen forex men daily ek target k mutabiq trade karni chaye or os target se ziada trade nhi karni chaye chahe kuch b ho phr hum greed se bach sakte hen warna hum lalach karte karte hum profit b ganwa bethtey hain
              • #52 Collapse

                bhai greedy koi tool ya virus nai hota hay bilkay insan khud ko agr control kary to wo greedy say bach sakta hay kuinkay emotions and greedy 2 aisy factors hain jis ki vaja say traders ka bohat zyada loss ho jata hay aur some time account bhe wash ho jaty hain
                • #53 Collapse

                  dear forex aik riski business hy agar aap is main lalach krain gy to aap ko kafi loss ho sakta hy is leyh humain lalach sy bachna chayeh is k leyeh hum agar apny zehn main kam profit ka target rakhain aur phir us ko hasil krny pr apni trade close kr dain to hum aik safe aur greed free trade kr k earning kr sakty hain
                  • #54 Collapse

                    jee dear bilkul sahi kaha apne keh 100% perxent khatam nhi ho sakti lakkin ager hum apni daily ki average rakh ley to hum greed sey bach sakte hai.humien daily ker average rakh ker trade karna chahiye takeh hum zyada profit hasil karne ke chakar mey loss na ker baithe/
                    • #55 Collapse

                      we are human so in our nature of greed of money but when we are understand greed is not good for yourself when we leave it ends get more things
                      • #56 Collapse

                        ap ko is k lya plan karna chahya k aj k din mana itna earn karna ha. misal k tor par agr mara pas 200$ hon to mara target hota ha k mana in ko ak month ma pura karna ha aur is ko withdraw karwa lana ha aur is k bad kam ko thora sa barha data hun
                        • #57 Collapse

                          dear brother greed ik bahot hi kharab bemari hai jo ham sab logon main hai or is waja se ham bar bar apna loss ker rahy hain s se bachain.
                          • #58 Collapse

                            salam bhai jee app agar forex mein kaamyaab hona chahtay hain tu app ko forex mein laaluch chorni paray ge nahi tu app ko loss ho ga
                            • #59 Collapse

                              Agr hum greed k bgair Forex pr trading karian gain to ye hmare liye bohat profitable sabit ho g agr nhi to hmara bohat loss kerwae gi. so earning k liye greed k bgair trading kerni chahye. baki twadi merzi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Janab lalach se koi nahi Bach sakta jab tak ke wo apnay aap se ahad na kar Le or us ahad per kaim bhi rahay trading me lalach aag se khelna he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X