Forex main greed ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    nhnn yaaar bilkul bhi nhnnn .. lalach buri bala hae tou ap lalach karkay kissi bhi kaam m kese kamyaab ho saktay hainn... forex main trading kartay waqt hamen greed se buhat dooor rehna chahyie kynk mostly yeh hamare loss ka nateja bhi banti hae...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      forex me greedy mat ho bcz forex hardworking hay agr aap forex mein aik success trader banna chatay hay tu aap forex ko ziyada say ziyada learn karay takay aap ka knowledge mein izafa ho is tarha ap aik achay trader ban jayn gayn aur future mein bhi forex say earning kar sakay gayn .
      • #78 Collapse

        no my dear greed se hume loss k siwa kuch hasil nahi hota so hume jitna ho sake greed se door rehna chahiye taa k hume loss face na karna pare forex me greed loss ki aik bht bari waja hai.
        • #79 Collapse

          we hedge and try to close the orders too early and the result is that we are not able to get the maximum benefit in true sense , so its an excellent facility , if properly utilized and this is very important especially for succeed.
          • #80 Collapse

            of course, forex trading business main greed se bachna chahey kun ke yeh business bahot sabar ke sath kiya jata hai aur jo bhi ratoo rat ameer hona chahte hai wo apna sab kuch is market main luta ka jata hai
            • #81 Collapse

              g han ap ki ye baat sai ha ke ye business me kam kr ke acha kam sak the hain lakin ap is buhat ziyad lalch kr the hain tu ap ko is usiness me loose bi hu sak tha ha is liye iskam ko lalch ke sath nai krna chaiye.
              • #82 Collapse

                Currency trading board of the investment accounts, there is not a trial. Thus the trade in live accounts and trade published by actual experience to write about. In currency trading for the achievements and the actual achievements in commerce and trade.
                • #83 Collapse

                  Assalam-O-Alaikum jii nahi bhai jan hum laluch kisi be business me karen gey to hum ko loss key siwa aur kuch nahi hasil hoga chahey wo forex trading ho ya aur koi be business aur laluch me aa kar hum apni investment be kho beth tey hen.
                  • #84 Collapse

                    dear the gread in forex for a trader is like a poison in milk. Greed is the biggest enemy of a trader. As we all know very well that in life a greedy person never can become successfu. Similarly in forex a greedy trader lose every thing that he depposit or he earn. He always remain empty pocket and empty hand.
                    • #85 Collapse

                      yeh aik kudarti see baat hay keh tamam traders greed rakhtay hain keh ziada say ziada kammaon thoray waqt main ziada kammaon yeh drust hay laikin hummain waqt kay motabik trading karni ho gi
                       
                      • #86 Collapse

                        hum nay yeh bhe note kea hay keh greed rakhnay wala trader kamyab bhe ho jaata hay wo apni greed ki wajah say trading main risk lay layta hay jis main os ko profit ho jaata hay
                           
                        • #87 Collapse

                          forex aik behtreen business hai jahan se hum achi earning k sath knowldge bhi hasil karte hain ye aik risky business hai jahan greed karna boht nuksan de hai iss liye iss se bachne me hi samjhdari hai.
                          • #88 Collapse

                            friends forex me greed boht buri bula hi is sey ap ko bachna chahey wo ap is tarh se bach sakty ho key ager ap trading kar ke os apni trade ko close nahi karo gey aor huge profit hasil karna chaho gey to ap lalich ke chaker me apna profit be kho detay ho aor los kar bethty ho ap ko is sey bachna chahy
                            • #89 Collapse

                              jee hen forex mein greed boht he mainay rakhta he greed say jitna ho saykay bachnaa chahye soch samaj kar money invest karne chahye or pehlay pehlay kaam money invest karna chahye jab tak kay apkoo forex kay bary mein experience nahe hota takay apko loss kaa samnaa naa karnaa parayy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                dear forex mein kamyabi k leyeh greed sy dor hona bht zarori hai hmy chahiyeh mehnat kry tub e kamyab ho skty hain hmy chahiyeh mmehnat kry zaida sy zaida tub e kamyabi mil
                                smti or world ka best kaam hai hmy chahiyeh mehnst

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X