Forex main greed ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    g bhai jaan apne baat to bhot he ache kahe hai waisay humay forex mai lalach b nhe karni chaiey is say mai samjta hu humara acount banned kardia jaye ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      jnab.,,,,,,,,,,,,,,,froxe main bhot greeed hai is main fadia be hota hai aur naqsan be bhot hota hai
       
      • #123 Collapse

        no dear hum forex main greed ker achi trading ni ker sektay kuin k greed her trader k lie enemy hota hai humain forex ko learn ker k and market ka analysis ker k trade kerni chahie aur trade kerte waqat greed ni kerna chahie.
        • #124 Collapse

          Is mamlay mien mien boht serious rehta houn ur greed jessi cheez se muje wese b nafrat he. wo is waja se ke mene kaafi gltiyan ki forex trading ke doran but ab mien mazeed in cheezoun se door hi rehna pasand krta houn.
          • #125 Collapse

            saalam bhai jee kaam koi bhi ho app ko us kaam mein appko laaluch nahi karni chahyia yaah app kaay liye acha hai nahi tu appko is mein loss ho ga ????????????????????????????????????????
               
            • #126 Collapse

              hargiz nahi greed is a curse , lalach sy jitna bhi ho door hi rehna chahie q k lalach buhat bori cheez hy or is sy hmesha nuksan hi hota hy , forex trading main apna pesa or apna qeemti waqat bachany k lie main yehi mashwara don ga k sabar sy kam lia jay or greedy na bana jay
              • #127 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: qamar1986 پيغام ديکھيے
                kya forex am greed kar k hum is se achi earning kar sakhty hain ???
                nahi forex me greed ker k ham is se achi earning nahi ker skte ha because greedy is a curse. or is se hame srif loss hi ho ga koi profit nahi so hame chehie k ham trading kerte waqat greed k sath kam na kere
                 
                • #128 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: amber123 پيغام ديکھيے
                  is baat main koi shak wali baat nahi hai k forex best business hai lakin agar isi kaam main hum lalch krain gy to humain loss hi ho ga
                  yes forex aik waqi best business ha jo easily gher bahthay hi ho jata ha or is se hame profit b hota ha but ager ham is me kisi kisam ki lalach kere ge to ham koi profit ni ho ga bs loss hi ho ga.
                     
                  • #129 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: hot پيغام ديکھيے
                    saalam bhai jee kaam koi bhi ho app ko us kaam mein appko laaluch nahi karni chahyia yaah app kaay liye acha hai nahi tu appko is mein loss ho ga ????????????????????????????????????????
                    ager ham koi b kam kere to ham wo kam dill se or hardworking k sath kerna chahie ager ham hardworking kere ge to ham hi profit ho ga or ager ham kahili ya greedy kere ge tu hame hi loss ho ga.
                       
                    • #130 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: aliiftikharbutt پيغام ديکھيے
                      hargiz nahi greed is a curse , lalach sy jitna bhi ho door hi rehna chahie q k lalach buhat bori cheez hy or is sy hmesha nuksan hi hota hy , forex trading main apna pesa or apna qeemti waqat bachany k lie main yehi mashwara don ga k sabar sy kam lia jay or greedy na bana jay
                      yes you are right greedy is a curse. lalach aik bht buri bala ha jo insan ko us waqt aati ha ja us k pass paise aa rhe ho tab wo insan sochta ha k qiu na kuch aisa kero k mere pass ziyada paise aa jai tab wo lalach kerta ha or phir usse nuksan uthana perta ha
                         
                      • #131 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: firstjanjua
                        haan jee forex main greed ka koi kaam naheen ahy humain chahye k hum is main kaam akrty howe greedy na hon q k is main greedy shakhs jaldi main mistakes kar dyta hay or is main loss kar dyta hay so humain is main greedy ho kar kaam naheen karna chahye
                        forex trading me greed k sath kabi b kam nahi ker na chahie q k greed insan ko andah bna deti ha jis ki wja se insan galtiyan ker deta ha or usse nuksan hota ha.
                           
                        • #132 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: farooq287 پيغام ديکھيے
                          meray khayal say aap gar forex may greed kartay ho to aap ka loss ho jata hay kyu kay market hamesha aap ka sath nahi deti aap ki aik trade to kamyab hoti hay lakin dosari nakam ho jati hay our phir aap ka loss ho jata hay.
                          first of all greed kisi b kam me nahi ker ni chahie chahay wo koi b kam q na ho wo aik alag baat ha k market ap ki aik trade ko kamyab kerti ha or dosri trade ko nahi kerti ager ap doseri trade me pahli wali trade ki trah kam kere ge to ap ki dosri trade b nakam ni ho gi.
                           
                          • #133 Collapse

                            sir baat ya ha kay ma apko yahi kaho ga kay agar ap forex pay tarding krty hy to apko grreed nai krn achahiye nai to apko loss bhi ho skata hy islay apko bs grred nai krna chahiye
                            • #134 Collapse

                              wesy to mahawry k mutabiq greed kerna bht buri bat h mager forex k trade mien her kesi ko greed kerna parta h chhye wo zayada greed kery ya kam ager zayada greed kery ga to profit ho ga to zayada ho ga or loss hwa to wo b zayada ho ga
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                g han forex mai greed to her koi karta hai or baz dafa app ko profit b milta hai or loss b ho jata hai .hamay chaheyah k hum forex mai greed na kiya karay kyu k lalach buri bala hai.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X