why analysis fail??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: why analysis fail??

    Dear members forex market Samandar Ki Tarah hai isliye aapko usmein Sabar ke sath Apna analysis karna hota hai aur jo log analysis Mein scales rakhte Hain Vahi log acchi earning aur trading kar sakte hain isliye Hamesha aapko chahie ki acchi e analysis ke liye market news market ki movement ko check Karte Hue aapko apni earning ke liye analysis Jarur karna chahie Jo log analysis per focus karte hain Vahi kamyabi Hasil karte hain analysis Mein Aapki tawajha ka na Hona AP k analysis r trade dinon k liy loss ka sabab banati Hy.
    🌼 Never Give Up 🌼
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: why analysis fail??

      analysis fail honey k do bary reason hai .
      1.analysis fail honey ki first wajah k ap analysis karny main kahi na kahi mistake kar dety hain ya to ap k pass ziada knowledge or experince nahi hota hai forex ka or ap jo analysis karty hai wo pori trha sey accurate nahi hota jis ki wajah sey ap ka analysis fail ho jata hai or ap ko nuqsan ka smana karna parta hai
      2.analysis fail honey ki dosri bari wajah yeh hai k ap koi long term k lia traide lagty hain analysis key bad long term main ap ka jo target pip hoti hai wo 500 tak hoti hai or kse trha market apny hadf tak nahi punchiti hai or koi big news ajati hai jis ki wajah sey marekts ap k against move kar jati hai or aise sort main bhe ap ka analysis fail ho skata hai.
      jab bhe ap kise currncey pair k oper analysis kar rhy ho to ap k lia zarori hai k ap os country ki news ko parh ley or os k bad koi faisla ley .or analysis karty waqt apni pori tawjoo apny kam kar dey .
      information for Beginners
      Complete Forex Knowledge
      • #18 Collapse

        Re: why analysis fail??

        Assalam walekum doston kaise hain aap sab ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge.
        ji han doston Yahan per bahut hi acchi baat ki Ja Rahi Hai Doston Ham Sab Jante Hain Ki is platform per mehnat hi se kam ho sakta hai bina mehnat ke Ham is platform per Kamyab bilkul bhi nahin ho sakte doston Hamen chahie ki mehnat Karen aur jo old member se Unki post ko acchi Tarah read Karen is platform ke rules ko read Karen doston Ham is platform per failta bhi Hote Hain Jab hamare pass koi experience Nahin Hota aur na hi Ham Iske bare mein Jante hain aur post karna Shuru kar dete Hain doston Ham Bina mehnat ke kabhi bhi Jindagi Mein Kisi kam Mein Kamyab Nahin ho sakte hain yah to bahut bada online business hai Hamen is per Dhyan se aur mehnat se kam karna chahie aur mehnat se kam karne se Ham kabhi bhi fail Nahin ho sakte hain doston Ham yah bhi Yad Rakhna chahie ki Ham Agar vah post Karenge Jiski Koi buniyad Nahin Hai To Hamen loss bhi ho sakta hai.THANKX
        • #19 Collapse

          Re: why analysis fail??

          janab jahan tak analysis kai fail honay ki baat hai tu yeh koi hairan kun baat nai hai is market main becasue yeh market is kadar volatile aur high risky market hai jis main cheezon ko change hotay aik minute nai lagta aur saray experts kai tajziyay aur analysis kharab chalay jatay hain. Forex market kai is behaviour ki waja say issay duniya main sub say zaida high risky business honay ka aizaz hasil hai lakin sath sath is baat ka bhi khiyal hona chahiyy kai jiss tarhan yeh high risky business hai tu is main profit kai chances bhi high ho jaty hain because high risk high profit low risk low profit yeh tu dunia ka asool hai chahay phir wo koi bhi business kiyon na ho tu hamray hamesha expectation rakhni chahiyay market kai ajeeb behaviour ki aur issi silsalay main tu is kai platforums per stop loss aur take profit ka option diya gaya hota hai kai agar market nay ajeeb behave kar kai ap ki trade ko positve say negative main kar bhi diya hai tu ap ko stop loss ki waja say zaida nuksaan na ho sakay tu tu main tu sub freinds say yehi kahon ga kai is market main jab bhi kam karna hai tu hamesha stop loss aur take profit ka istamal zaroor karna hai takay hum is market say maximum benifit hasil kar sakain.
          • #20 Collapse

            Re: why analysis fail??

            dear forex market main main har aik traders ka success hona bhi namumkin hota hay jo traders is markeet main kamyaab hotay hain unk pass acha experience hota hay jiski wajha say wo makreet main kamyaab hotay hain,kuch traders apni soch samjh say markeet main kaam kartay hain unk hisaab say markeet ko unk hisaab say moove karna chaye magar aisa hona bhi na mukin hay aur aisi soch bhi na mumkin hay jisk liye ya to overclever traders fail hotay hain ya phir aisay traders jo markeet ko apni soch k mutabik moove karnay par samjhtay huvay fail ho jatay hain,jin traders k pass fake knowledge hota hay aisay traders bhi faik ho jatay hain,jin k pass koi knowledge nai hota hay wo khud k analsys kartay hain aisay traders bhi makreet main fail ho jatay hain agar ham market main khud ka knolwedge use kartay hain to tab bhi hamara analsys fail hay.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: why analysis fail??

              Assalam o alikum!forex trading mai analysis fail honay ki sub say bari waja ya reasons traders ko knowledge ya learning ko update na kerna hota hai forex trading kertay huay ab tak experince kay mutabiq sirf learning aur knowledge ka hona aur market kay trends ko he daikh kay analysis kerna bhi theek nahi rehta kiyu kay aisy bhi bohat say awaami hotay hain jo kay market pay external effects rakhtay hain.forex ma kam kr na kay lay hum ko bhot zada learning kr ne hote ha aur sa k sath sath hum ko as k bara ma bhot zada knowledge bhe hona bhot zarure hota ha

              اب آن لائن

              Working...
              X