why analysis fail??
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    why analysis fail??
    Assalamu Alaikum Forex trading business bahut technical business Hai Magar dear seniors traders trade Lagane ke liye Ham market ka analyses Karte Hain Magar Hamare analysis fail ho Jaate Hain Unki Sabse Badi reason kya hai aap please Hamen guide Karen Shukriya??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: why analysis fail??

    Dear jab ap ais market mai analysis karty hai to ap ko ais market mai kisi trade par profit hota hai aor kisi trade par loss hota hai aus k sath market agar aik pattern bana rahe hai to aus mai ye zarori ni hai k market her dafa ais ko follow kary gi agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais mai apny analysis k baad ais market mai stop loss lagana chaye aus se ap ko ye faida hota hai k agar market ap k opposite jati hai to ap ko kam loss hota hai aor ais market mai apko 100% confirm to kuch bhi ni hota ap ais mai anadaza hi lagaty hai agar ap ka andaza sahe ho jaye to ap ko ais mai profit ho jata hai other wise ap ko ais mai loss ho jata hai ais liay ap ko ais market mai ye tension ni honi chaye k ap k analysis fail ho gay hain.
    • #3 Collapse

      Re: why analysis fail??

      Market ko analysis karny ka experience be hona chaye agar market analysis karny me small mistake be ho jati hay to traders esi waja se fail ho sakta hay, market ko analysis karny me traders ko double mind nahi hona chaye agar double mind se traders khud ko nahi bacha paty hey to traders ka har decision hi ghalat ho sakta hay, market ko analysis karny ka experience kam se kam be 2 years ka hona chaye, other learning key sath market ka jaiza leny ki be learning karni chaye koi be trader market ko analysis karny key bawajod be esy traders fail ho sakty hey jo double minded ho jaty hey ya jes ka confidence kam ho.
      • #4 Collapse

        Re: why analysis fail??

        Analysis ke fail hone ki bari wajah Ham khud hote Hain kyun ki market mein analyse karne ke liye different angles hote Hain Jab Ham in angles ko miss karte hain to hamare analysis fail hote Hain. Secondly trading aik esi market hai jo ke unpredictable hai yani ke us mein kuch bhi hona namumkin nahin Hai isliye achanak kisi news ki vajah se market movment karna shuru kar deti hai jo ker tamam analysis ke reverce mein hota Hai. Technical analysis fail ho sakte hain lekin agar aap fundamental analysis ko follow karen ge to bahut zyada chances hain ki aap apni tamam trade mein kamyab honge. Professional traders hamesha fundamental analysis ko pahle follow karte hain phir us ke bad technical judgement lete Hain to koshish karen aap bhi yahi rotine bana lain.
        • #5 Collapse

          Re: why analysis fail??

          Analysis Fail ki Wajha:

          Apne bohot achi bat ki hey Actually jab hum market mein analysis kartey hein to hamarey jo analysis hotey hein un mein kahin na kahin koi na koi Kami zaroor reh jati hey For Example agar hum kisi bhi pair par analysis kar rahey hein to us mein ham agar uske economic news ko achi trha se read nahin kartey hein ya hum kisi bhi senior se mashwara nahin kartey hein to is wjha se bhi kahin na kahin hamare analysis fail ho jatey hein.
          Mera jo tarika hey woh yeh he keh jab hum khud se achi trha se anlysis kar len to hamen woh analysis apne jo seniors hein unko share karne chahiye aur unko dikha dene chahiye is trha se jab aap apne Analysis apne seniors se share kartey hein to us mein jo thori bohot mistakes hoti hein jo aap se reh jati hein aur apko pata nahin chalti hein to woh apke seniors ke through improve ho jati hein jiske bad aap asani ke sath Confirm trade laga saktey hein.
          Baqi Analysis fail hona koi buri bat nahin hey barey barey traders ke bhi analysis fail hotey hein lekin ham agar aik limit mein reh kar trade kartey hein to hamen is se koi nuqsan nahin hota hey.
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: why analysis fail??

            Asslam o alaikum .dear members mn apko btata hon k analysis ap k fail qn hoty hain. Sab sy pehli bat to ye hy k apko sikhna chahye k analysis krny kis trha hoty hain. Us k basics kiya kiya ben. Ye to ho mi sakta k apni marzi sy ap analysis start kren gy to wo thk hon gy. To sab sy pehly bat ap analysis krna sikhen k analysis mn kon kon c chz ko dekha jata kon kon sa Factor hota jisko mad e nazar rkha jata. Agr ap achy analyst hen to phir hi kamyabi hogi. Second trade krtu waqt hamen just ik trha k analysis py trade ni krni cahye balky baqi bhi analysis kren. Jesa k ap ye ni k just technical base py trade lga den balky apko fundamental analysis bhi mrny chahye news ko bhi sunna chahye us k bad hi ap k analysis kamyab hon gy. To ham sy boht sary angle miss ho jaty jiski wja sy fail hoty. Or ik or chz bhi hy k is market ki movement ka bhi pta ni chalta some time ye sab ko dokha dy k kisi or side py nikle jati to wo ik bad luck hoti.
            • #7 Collapse

              Re: why analysis fail??

              Ager daikha jiye tu forex trading mai kam karny waly tamam he log forex market ka anlaysis karty hain , aur kisi na kisi reason kay sath he trade b open karty hain. new traders b analysis karty hain aur apny knowledge aur experience kay hisab say market ka analysis karty hain lakin yeh alag baat hai ke new traders ka analysis iss trah ka nai hota hai jis say ziada profit milny ke umeed ho .
              Analysis ke fail hony ke main reason yahi hoti hai ke ziada tar analysis ke peechnay traders kay pass intna experience aur knowledge majood nai hota hai jo acha analysis karny ke liye zaroori hota hai , iss waja say he ziada tar analysis fail ho jatay hain. lakin kafi dafa achay analysis per b loss ho jata ha kion ke forex bari unpredictable nature ke market ha.
              • #8 Collapse

                Re: why analysis fail??

                analysis fail ho jana koi big issue nahi hai har expert trader ky analysis 100 percent nahi hoty hain kyon ky yeh market itni big market hai es main kuch bhi mumkin ho sakta hai aur ap ko es ba ki zara bhi tention nahi lani chaheay agr ap ka stop loss hit ho jay ya ap ko loss ho jay kyon ky ager ap nay business karna hai tu yeh aik business ka hissa hai ju hona he ha analysis aksar tab bhi fail hoty hain jab koi big news ani ho kyon ky news main technical ka fail hona koi mani nahi rehta hai market chalti he news base pay hai jis din news na ani ho ap nay dekha ho ga ky market main movement he bohut slow hoti hai es lea apny technical ko news ky sath attach kar ky chalain phir he ap ko zida faida ho sakta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: why analysis fail??

                  Market analysis fail hony ki bht sari wajohat hn.
                  Experience ki kami
                  Experience ki kami ki waja ca hmara analysis fail ho skta. Fake sources of collecting data
                  Market analyst jb Ham karte Hain to hamen en sources ke bare mein taken hona chahie ke jb information se milegi wo bilkul durust hogi Taki hamare liye fayda mand sabat ho.
                  Experts k sath rabta na rakhna
                  Hamen exports ke sath rabta rakhna chahea aur unke experience se faida uthana chahea ta k kamyabi k sth trading kr skeyn . experts k sath rabta na rakhna b hmary analysis k fail hony ki wja bn sakta ha
                  History pr nazar
                  History pr b proper nazar rakhni chahea his ca hmy market trend ka ilm rehta ha history pr nzr na rkhny ki waja ca b akser hmary analysis fail ho jati hn.
                  Kyunki market trend hamesha matlab hota hai aur future ke bare mein koi bhi nahin jaanta hai isliye analysis fail hone ke chance ko kam se kam Kiya ja sakta hai magar mukammal taur per analysis failure se bacha nahin ja sakta
                  الحمد لله رب العالمين

                  • #10 Collapse

                    Re: why analysis fail??

                    Forex trading mai analysis fail honay ki sub say bari wajah ya reasons traders ko knowledge ya learning ko update na kerna hota hai. Forex trading kertay huay ab tak kay experience kay mutabiq sirf learning aur knowledge ka hona aur market kay trends ko he daikh kay analysis kerna bhi theek nahi rehta kiyu kay aisay bhi bohat say awaamil hotay hain jo kay market pay external effects rakhtay hain. Jaisay aaj Kal sirf Corona virus ki wajah say he pooray world mai her country mai business taqrebun khatam ho chukay hain. Agar yeh soorat e haal mazeed kharab hoti hai tou international aur local markets crash ker sakti hain kiyu kay her currency ki demand he khatam ho jaey gi, crude oil ki demand bhi khatam ho jaey gi sirf gold aik aisa metal hoga jo kay her country buybker kay apnay aap ko mehfooz kernay ki koshish Karay ga. Iss tarah sirf gold ki he value barh janay say baaqi her cheez ki value decrease ho jaey gi. Traders ko analysis kertay huay in baato ka bhi khayaal rakhna chaiye
                    • #11 Collapse

                      Re: why analysis fail??

                      Ji Bhai aapane bahut Achcha Sawal Kiya agar aapas mein trade kar rahe hain aur aapke analyse fail ho rahe hain to aapko ismein chahie ki Jyada Se Jyada share Karen Kyunki experience ki bhej Rahe aap isko analyse kar sakte hain Uske penalized nahin kar sakte Bharat mein sabse best hai ki aap Iske bare mein Uske bare mein Itni Jyada aapko experience Hoga Jitna knowledge Hoga Iske bare mein knowledge Karen Karen Kabhi aapas Mein Kamyab ho sakte hain isiliye aapko analyse Bade hote hain kya market ko analyse Nahin Karte daily basis per market to check Karen Uske chart banae Meri Chahat ko Roj Roj kahlata hai ya office mein aur Market ko analyse Karte Waqt Waqt To time Yad Rakhe daily basis per Usi time check Karen aur FIR aap Yad Rakhenge ki Sar Android set karni hai aur apni tradeplus karte waqt market ko sabse pahle analyse kar le aur FIR Apne Desh Ke Sath tradeplace current abhi aap ismein successful Honge
                      • #12 Collapse

                        Re: why analysis fail??

                        Forex trading main humary analysis bazdafa fail ho jaty han is main fundamental analysis bi waja ho sakty han or bazdafa koi halaat asy ho jaty han jis crush kar jati ha ya phr raise kar jati ha is key humy chae hum log behtar planning or strategy bana k trading karny agr humary analysis fail bi ho jany to humy ziada loss na ho humara account safe ho or hum behtar learning or practice sy ache earning kar saken jtni mehnat karny gy to hum utny he kamyab ho saken gy is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge jab hum log behtar trading karny gy or behtar planning or strategy bana k trading karny to hum kamyab ho saken gy is k ley humy ziada sy ziada behtar trading karny gy to hum ache earning kar saken gy stop loss lazmi istamal karny ta k Analysis fail hon to humy ziada loss na ho
                        • #13 Collapse

                          Re: why analysis fail??

                          Actually jab hum market mein analysis kartey hein to hamarey jo analysis hotey hein un mein kahin na kahin koi na koi Kamizaroor reh jati hey For Example agar hum kisi bhi pair par analysis kar rahey hein to us mein ham agar uske economic news ko achi trha se read nahin kartey hein ya hum kisi bhi senior se mashwara nahin kartey hein to is wjha se bhi kahin na kahin hamare analysis fail ho jatey hein.
                          Mera jo tarika hey woh yeh he keh jab hum khud se achi trha se anlysis kar len to hamen woh analysis apne jo seniors hein unko share karne chahiye aur unko dikha dene chahiye is trha se jab aap apne Analysis apne seniors se share kartey hein to us mein jo thori bohot mistakes hoti hein jo aap se reh jati hein aur apko pata nahin chalti hein to woh apke seniors ke through improve ho jati hein jiske bad aap asani ke sath Confirm trade laga saktey hein.
                          Baqi Analysis fail hona koi buri bat nahin hey barey barey traders ke bhi analysis fail hotey hein lekin hum agar aik limit mein reh kar trade kartey hein to hamen is se koi nuqsan nahin limitation Rahte hue kam karne chahie ta k nuqsan say bacha ja saky
                          • #14 Collapse

                            Re: why analysis fail??

                            Forex trading Mein analysis file hone Ki Sabse Badi vajah yah reasons Trident college ja learning ko update Na Karna Hota Hai Forex trading karte hue Ab Tak ke experience ke mutabik sirf learning aur knowledge Ka Hona aur Market Katrina trendz ko Hi dekh kar analyses karna bhi theek Nahin rahata Kyon Ke Aise Bhi bahut se ab Amir hote hain joki market per external effects rakhte hain jaise aajkal sirf karo na Barish Ki vajah se hi pure water Mein Har country Mein business takriban khatm Ho chuke hain Agar yah Surat hi HAL Masjid kharab Hoti Hai Tu International aur local markets crash kar sakti hai Kyunki Kyunki Har currency ki demand hi khatm ho jayegi crowd oil demand bhi khatm ho jayegi sirf gold Ek Aisa mental hoga Joker her country boy back Karke Apne aapko Mehfooz karne ki koshish Karega Is Tarah sirf gold ki hi value direction ho jayegi treatise ko analysis karte hue ine Baton ka Bhi Kya Rakhna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: why analysis fail??

                              Forex trading Mein analysis fail hone Ki Sabse Badi vajah yah recent trailers cornology yah learning ko update Na Karna hota hai Forex trading karte hue Ab Tak ke experience ke mutabik sirf learning aur knowledge Ka Hona aur Market ke trans kohi Dekhkar Anil karna bhi theek Nahin rahata Kyunki Aise Bhi bahut se Shamil Hote Hain Jo ki market per expert effect rakhte hain jaise aajkal sirf Corona Virus ki vajah Se Hi pure world mein Hi Har country Mein business takriban khatm ho chuka hai agar yah Surat al-masjid kharab hoti hai to International aur local markets crash kar sakti hai Kyunki Har currency ki demand hi khatm ho jayegi Krodh oil ki demand bhi khatm ho jayegi aur sirf gold Ek Aisa mental hoga joki Har country boy Paka ke apne aapko Mehfooz karne ki koshish Karega Is Tarah sirf gold ki hi value badh Jayegi Baki Har chij ki value techracers ho jayegi score Nexus karte hue ine Baton ka bhi Khyal Rakhna chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X