Set your profit according to your experience.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Experience matter more and es ke base pe he hum chalty hy and decisions lety hy. lakin eska har gez yeh matbla nahi k hum must ziada pips ley daily base pe. Q k market ke situation k mutabiq bhe hum km ya ziada pips le skty hy..
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      brother agar profit depend karta hai balance par our ap k pass kitna balance hai our kesay profit kiya ja ga so our kitna loss ho tu bardasht kar sakta ho so sub kuch dek kar hi hisb karna parta hai dear
      • #138 Collapse

        yes dear i agree u ke hm apna trading tab he set kar skakte hain jab hmre pass experience ho ga other wise hm is mein loss he kar skte hain is ke alwa emotion be bohat effected hote hain jin ki waja se loss hota ha
         
        • #139 Collapse

          g bilkul sahi farmaya ap ny humein apna profit uthna he set krna chahye jitna hamara exprience hai ziada ki lalach nai krni chahye nai tu hum ziada profit k chakroo main lose he utha lyty hain es liye soch smjh k qadam uthana chahye
          • #140 Collapse

            App ko nafa lene ka aur app ko apna loss pura karne ka tajarba app ko apne demo per kam karne se mil sakte hay aur app ko jo bhi nafa ho ga aur app ko itna nafa lena chahye jitna app ko app ka account ijazat de aur app ko kisi bhi emotion hune se safe ho kar trade kare ge tu app ko nafa ho ga .
             
            • #141 Collapse

              bilkul theek bat ki hay ap nay rizwan bhai.ham aksar trading karty huay kam waqat main ziada kamana chahtay hen lakin hamaray pas itna experience hota nahi.or ziada kamanay kay liay ham lot size bhi bara hi choose karty hen or finally result loss ki sorat main hi niklata hay.so hamain experience per tawaja deni chahiay.
              • #142 Collapse

                ap na bilkul sahi kaha k ziada nafa wo log hi hasil kerna chahtay hane jin k pass experience kam ha lakin maray khayal mane kam nafa achha ha ziada nuqsan sa , so please easy
                • #143 Collapse

                  g han mai ap ki bat se sehmat hu k humain profit ko apny experience k mutabiq rakhna chahye jitna humain is k bary mai knoledge ho ga utna hy hum is bussiness mai kmyabi hasil ker sakty hy
                   
                  • #144 Collapse

                    yes dear em agree with you or humee apne exprencess or knowledge ke mutabek he trading set karni chaye ta ke hum as se sekh b pae or hamara loss b kam ho or ager hum zeyda profit ke tarf jae ge tu hum kuch learn nhe kar pae ge
                    • #145 Collapse

                      Yes hum alwasy apne profit ki limit ko apne knoweldge aur experience key mutabiq hi set karen to acha hota hey aur is trha se hum forex main kabhi bhi loss naihin kar saktey hain
                       
                      • #146 Collapse

                        offcourse you are right every one should set their profit according to their ablities ;trading skills and knowledge if we havn't much trading experience we should not to be a greedy for huge profit in this way we cannot be a good trader
                        • #147 Collapse

                          g bikul set yur profit according to yur expernce aur expernce ka mutabiq he invest krn toa p ko faida ho ga agr greed krn ga to nuksan he ho ga
                           
                          • #148 Collapse

                            Jee bilkul forex trading main apko take profit level kahan put krna hai yeh pata hona chaiyeh sath hi yeh bhi pata hona chaiyeh k stop loss kahan put kiya jae. Kuch log take profit us level par jake put krte hai jis par price ne ana hi nahi hota or price apne higher levels se hoker reverse bhi hojati hai.
                            • #149 Collapse

                              kisi B business ya kam main Experience bht matter karta ha, Agr to apka Ziada Experience ha to profit ka target ziada set kar ka usko achieve karny ki kosis karin, Experience thora b hai to target ziada set karin aur usko achieve karny ki kosis karin, is tarha Trader ko ziada target set kar k motivation ati ha aur Bil akhir woh kamyab b ho jata ha...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                for ex trading ma traders ko apni experience aur skills k according apna profit set kerna chahye...agar ap aik achy trader ho aur expert ho trading ma tab ap aik acha level set ker sekty ho magar aik new trader ko chahaye k wo apna profit level kam rekhy...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X