salam all members
agar eur/usd up ja raha hai isay buy karnay ki koi wajah na ho phir b usay buy nai karna chayie aam tor par zaida tar new trader sirf 10 to 40point par hi trading karte hai sirf or sirf risky profit k liay yeh ek galt trading hai yeh trading technical indicator par hoty hai jo k 100% trust b nai hote aaj kal market technical indicator par nai fundamental analysis par chalty hai 2nd bari baat yeh hai zaida tar trader par profit ki jaldi hoty hai wo long trading par profit k liay itna zaida wait nai kar sakte jaldi bor ho jate hai or wo daily target profit banana chahte hai jis ki wajah se wo risk trading karte hai jo k kisi time b boht zaida loss or account wash kar sakty hai jo k long trading k muqblay main risk profit mehnga parta hai agar aap jis logo k sath b yeh issue hai phir wo trading na kare q k yeh sirf qismat hai is se 2 result hi niklay gai aap profit win karte raho ya phir loss

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим