bored trading and galt wajuhaat par trading karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    bored trading and galt wajuhaat par trading karna
    salam all members
    agar eur/usd up ja raha hai isay buy karnay ki koi wajah na ho phir b usay buy nai karna chayie aam tor par zaida tar new trader sirf 10 to 40point par hi trading karte hai sirf or sirf risky profit k liay yeh ek galt trading hai yeh trading technical indicator par hoty hai jo k 100% trust b nai hote aaj kal market technical indicator par nai fundamental analysis par chalty hai 2nd bari baat yeh hai zaida tar trader par profit ki jaldi hoty hai wo long trading par profit k liay itna zaida wait nai kar sakte jaldi bor ho jate hai or wo daily target profit banana chahte hai jis ki wajah se wo risk trading karte hai jo k kisi time b boht zaida loss or account wash kar sakty hai jo k long trading k muqblay main risk profit mehnga parta hai agar aap jis logo k sath b yeh issue hai phir wo trading na kare q k yeh sirf qismat hai is se 2 result hi niklay gai aap profit win karte raho ya phir loss
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: bored trading and galt wajuhaat par trading karna

    Ji Haaaan Aaap Ki Baat BiLkul sahi Hai hum SiRf Teachnical Analysis PaR hi DeHaan Detay Hain Jab k MaRket main zyaada Bari moVes Fundamental Hoti Hain To HumEn iS Baat Kaaa ZaRoor Khyaal RaKhnaa Chaahiye oR humEshaa teChnical K Sath Sath FuNdamEntal Analysis Bhi KaRnay Chaahiyen Taakay Loss K ChanCes naa hoNy k Baaraabar Hoon...
    • #3 Collapse

      Re: bored trading and galt wajuhaat par trading karna

      Agar buy ya sell karny ki app key pass koi reason na ho to es andazy ki trading se app ki money be loss hoti hay aur app ka time be zaya hota hay, hamesha strong reason key base par buy ya sell orders place karny chaye, kesi waja key baghir trading karny ka nuksan hota hay money aur time zaya karny se bachny key ley mehnat kar key reasonable trading karny ki zarorat hoti hay.
      • #4 Collapse

        Re: bored trading and galt wajuhaat par trading karna

        Brother ap ne bht he important information share ke Hain new members ke lye AGR new members in sb baton ko apne mind men save kr Len to unko trading krne me asani hoge.ksi bhi trader ko hameshan us waqt pair pe trading set krni chahye jb keh woh us ke bare men fully tasali kr Le keh yeh profit he dega .
        • #5 Collapse

          Re: bored trading and galt wajuhaat par trading karna

          Trade kerty huey ham agar fully conscious rehty hain tou ham forex market main trade kerty huey bilkul bhi bore nehi hoty aur na hi ham sy koi aesi mistake hoti hai jis sy hamain open trade main bara loss ho jaey aesi trading ham sirf usi waqat kerty hain jab ham baghair sochy samjhy trade open ker lety hain aur baghair planning ky continue rakhty hain
          • #6 Collapse

            Re: bored trading and galt wajuhaat par trading karna

            dear friend market ko time de Apne analysis complete Karen Achcha trend Milta Hai to trade open Karen Varna Sabar karne Sabar kar lena loss se behtar hai...
            • #7 Collapse

              Re: bored trading and galt wajuhaat par trading karna

              Aagr hamain is forex main kamyab trader bananna hai tou hamain is forex main planing kar k is main kam karna ho ga tab hi hum kamyb ho sakty hain aur hamain si k bary main acha knowldge ga tab hi hum real main bi trade kar k market main run kar skaty hain so hamain is say faida hasil karny k liye is k bary main planing karna ho ga tab hi hum kam kar k boht hi acha profit hasil kar skaty hain
              • #8 Collapse

                Re: bored trading and galt wajuhaat par trading karna

                is forex main apni har zarorat ko pora kra ksaty hain aur ye ak boht hi best business hai is main apni mistakes ko avoid karna hog a ta k hamain kam karny main bi koi prblm na ho saky gi is forum main enter hony say pahly is k bary main knwoldge k begair hum kuch hasil nai kar sakty hain aur trader bannay say pahly is k bary main learning karni ho gi ta k loss km ho skaty hain tab hi hum loss say bachs akty hain it si best job
                • #9 Collapse

                  Re: bored trading and galt wajuhaat par trading karna

                  forex aik acha business hain hum is mai mahnet sy or lagan sy kam kary gy to he hum pasia kama saky gy forex aik acha busines hain hum agar is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hita forex aik big business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain jis mai hamara koi be bos nahi hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: bored trading and galt wajuhaat par trading karna

                    hamy mayre kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy gaar mayre kam ka hamy koi faidaq nahi hain forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kari sakty hain yai aik asa busines shaoin jo hamy learning e deta hain or hamy earning be deta hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X