Failure is the foundation of success

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    forex trading main agr ap aik do dafa fail ho jaty hen to dill chota nahi karna chahye kun ky fail hony ky peechy hi sucess hoti hai .forex trading main agr koi trader regular hard work karta rahy to zroor kamyab ho jay ga .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      yuppp ap thek kahy rahy hain lakeen ak failure us time banta hai jab wo kuch learn kia bina ata hai ager us k pass knowledge ho ga or practice ki ho gi tu failure nahi rahy ga or success bhi mily gi
      • #168 Collapse

        hng g bilkul hi hota hai kiun ky ye to zingdi ki bi haqeqat hai ky jab tk kisi insan ko zindgi main aik bar thokar n lgy is ko aram ni at is lia mn amjta hun ky ye kli buri bat ni hai ky ap ko koi nuksan ho jat hai ,,,,,,
        • #169 Collapse

          dear g haan app ne bilkul thek kaha hai ager hamen forex k business mein kisi b soorat mein nakami ho jaye to phir humen preshan nai hona chahiye balkay humen himmat k sath kam karna chahiye to phir ham zaror kamyab ho jayen gay
          • #170 Collapse
            hassan99 سے یہ جواب حذف کر دیا گیا ہے Unknown

            Assalam.o.Alikum main ap ki bay sy agree karta ho0o Q k agr ap k0o ek chiz sy loss hota ha to0o ap learn kar lyty ho0o k next time galti ko0o again nai karna ha ...
          • #171 Collapse

            nhi aisa nh kaha jata ha blkeh trade main trader ko succes ki trf ana chahae aor fail na hony ki koshish ki jae agr trader fail ho jata ha to phir is ko learning mazeed kr kay apni trade sy loss ko cover krna chahe
            • #172 Collapse

              well hum ko aasa kuch khul bhi nahi karna chaya per apni mistake say sekana chaya or per wo mistake nahi karni chaya ishi tarah say ap a kachay trader band saktay han
              • #173 Collapse

                jee jee janaab aap ki baat bilkul theek hai janaab hamari nakaaami hee hamari kaamyaabi ka zarriya hai kaamyaabi ka raasta hai hamain apni ghalation say seekhna chahiye taa kay hum kaamyaab ho sakain
                • #174 Collapse

                  Assalam o alikum agger apko kabhi failure hogya hy tu isme bura feel kerna ya phir hope lose kerna ki bilkul bhi arorat na hy tu apko chaye k app apni himat ko zaeed barha dein aur zyada se zyada seekhenein ki taraf ayein jo k apkliye bohot he profitable hai.,.,
                  • #175 Collapse

                    yes dear me ap ki bat se agree hon forex failure hi bhot kuch sekh skte hain aur bhot kuch earn bhi kr skte hain failure apne kye se bhot kuch sekhte hain aur sucessfull ho jate hain
                    • #176 Collapse

                      asalam u alikum dear friend ... je han bilkul mn ap ke baat sa itefaq rakhta hun bhut sa log sirf is lia forex chor data han ka unko lose aya hota ha magar haman koshish karta rahna chaiya or ak din hum bhe profit earn karan ga
                      • #177 Collapse

                        I am totally agree with you. If we stop trading after losing some trade we will be loser. To be a suitable bargainer we tally to learn from our mistake and soul to study our consciousness for the incoming change. By trading a lot we can be tough. Which channelize success to us.
                        • #178 Collapse

                          failure succes ki taraf path hia aur forex is part time business and full time business bhi hay aap is say ziyada say ziyada earning kar sakty hay but aap kay pass knowledge hona chayie otherwise without knowledge profit made karna difficult hota hay yeh aik lifetime business hay .
                          • #179 Collapse

                            agar ap logo ko loss hota hay to ap logo ko hosana nahey harna chaheayi yahe hey aysa hota hay pahle loss hey loss hota hay bad may banda khud samaj jata hay aur success pa jata hay...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #180 Collapse

                              failure sy success milti hai aur forex mein ap ko experience hona chayie yeh aik risky business hey is ko har koi join kar sakta hay because yeh aik legit business hey aur mein is ko full time trade karta hon aur lifetime trading karna chata hon aur mery bachay bhi trade kar rahay hay .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X