< Loses give us trading education >

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Yes of course that most of traders are loss there money. There I'd the main reason that lack of knowledge and experience. We are first learn it then we are face the low loss and regular earning.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      bhai jan ap ka sawla bohete acha hey muje ap ka sawal bohete acha lga hey forex ek bohet e acha busnes hey as me lose to hota hey as me kam krna hota hey ager ap ko trading nai ati to ap ko chiye ky demo acount sy trading kry
      • #63 Collapse

        jee han yeh ek common factor hain k jab kisi trader ko forex mein loss hota hai to uska automatically dheyan learning or education ki taraf mudd jata hai tab trader ko aqal aati hai k usny kya galtiyan pichli trade mein ki theen
        • #64 Collapse

          g han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me loss se hmen kafi acha faida hasil hota ha isi liye hmen chahye k hm is business me loss k waqt hmeshah sbr se kam lyn or loss ka experince har jagah se hasil kareen ta k is business me earning kar sakyn
          • #65 Collapse

            Forex trading main har hony wala lose aap ko aap ke mistake ke information deta ha ye aap ke choice ha es mistake ko door Kareen nahi to lose to ho raha ha
            • #66 Collapse

              g ha bhai jaan loss se bhe hamain forx trading k bare main bohat kuch pata chalta hai and agar hum chahy to hum loss se he success trader ban sakty hain so always do not ignore the loss..
              • #67 Collapse

                g han app ki bat sahe hai lose give us education hum lose say bohat kuch sektay hain hamay is say apni gulti k baray mai pata chalta hai.
                • #68 Collapse

                  G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn loss se hmen is bsuiness ki kafi acha lesson hasil hota ha or loss se hm is business ki achi learning b asani se kar sakty hain isi liye loss k waqt hmen dil chohta nahi karna chahye
                  • #69 Collapse

                    yes dear loss hamein lesson deta but agar ham is leson ko samj sakein to ap ki mistakes ap ki best teacher b sabit ho sakti hain agar ap in ko samj k dobara aisi mistakes na kro jin se ap ko phir loss ho
                    • #70 Collapse

                      jee bilkul theek kaha k losses wakai aik education hotay hain. is sy hum learn krtay hain k less risky trades kesay open krtay hain. is sy market ko study krna b aa jata hy. loss kodekh kr depress naa ho balkay apni mistakes sy seekhna chaiyay
                      • #71 Collapse

                        dear bro ager ap apne galti se skho tu ap es main kamayab hoskte ho aur ap ko es main success hasil hoge so forex main app ko sochna hoga tu app es amin successful hoskte hn ap ko akfi mahnat ki zrorat bi hoti hia
                        • #72 Collapse

                          is main to koi shaq naahi hai kay insaan dosroo kay nuqsaan or galtiyoun say itna nahi seekhta hai jitna wo apni galtiyoun say seekhta hai or apnay nuqsaan say sekhta hai or acha trader bhi wohi hota hai jo kay apni galtiyoun say seekhta hai or phir apni un galtiyoun ko find karta hai un pay mehnat karta hai un ko eliminate karta hai or aik hi galti ko bar bar nahi dohrata hai
                          • #73 Collapse

                            gee nhi forex main tradin gkarnay kay liye edication ki lazmi zarorta ha aor loses say education nhi sbq milta ha jo kah trading main trader ko khayla say prna hota ha to experince lain loses na hon gy
                            • #74 Collapse

                              no doubt we should not worry or afraid form loss . loss are not for the purpose to stop trading forex but it is just for purpose to find some more mistake and try to cover them for regular income in that case we can say that loss is the base for profit
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                yes dear ap na bilkul thk kaha ha forex mein hame jitna loss ho ga ham otna he kuch seekhen ga ku ka ham sa jitni mistakes hon ge kuch arsa bad wohi hamara experience kehlati hen or forex mein experience important ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X