< Loses give us trading education >
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    jis k pas taleem ni h usko loss k elwa hum kbhi forex pe kam ni ker skte jab hum forex pe kam ker lite han to hamre pas taleem bhi ager hamre pas taleem na ho to hum kbhi bhi forex pe kam ni ker skti or hamre lye mushkil ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      loss jab b hota hai to us main aap koi na koi mistake kartay ho jis ki waja say aap ko loss ho jata hai is liay is main theek say earning karnay k liay aap ko is main apni mistakes ko control karna ho ga
      • #78 Collapse

        Yes....bro...i agree with you... forex may loss ak common bath he.. and loss hamlogoko profit karna sikata he..
        keae profit hoga oww loss janate he..
        • #79 Collapse

          ji han loss ham ko trading ki knowledge he deta hai lekin loss se bhi jo na seekhe woh is business me kabhi bhi kamyabi nhi pa sakta hai is lye loss he ko hame apni guideline bana lena chahiye wohi hamare lye zada faida mand hota hai .
          • #80 Collapse

            jitni dafa ham market me ak trade lete hen usme ya hamko loss hota he ya phr hamko profit hota he is lie forex me hamko achi kamyaabi ke lie acha knowledge milna chahie or jab loss hota he toh woh hamko ak lesson de kar jata he or ham phr next loss se bachne ke lie tyaari kar lete hen or earn karte hen
            • #81 Collapse

              forex trading main br bar aik hi mistake ko repeat nai krna chaye bilkay her bar jo mistake ho is ko search karna chaye and is ki achi tarah say practice karna chaye takay next time safe treqy say trade kar kay achi amount earn kar sakain
              • #82 Collapse

                forex trading mein jis cheez se sb se zyada or bohat jaldi seekha ja skta ha wo loss ha kyu k jb b koi trader loss wali mistake ko hal krny ki koshish krta ha to wo us learning ko 1 hi wqt mein seekh leta ha jisy wo ho skta ha k 1 saal mein b seekh na paye.
                • #83 Collapse

                  g bilkul theek kaha ap ne agar kisi ko loss ho jata hai tu usse himat nhi harni chahiye balke dobara himat k sath psting karni chahiye take ap ka bonus recover hosake aur ap dobara new experience k sath trading kar k profit earn kar saken.
                  • #84 Collapse

                    It is the loses of the give to the pakistan froex forum trading agar ap paksitan forex forum trading my agar ap work
                    • #85 Collapse

                      forex ma jab loss hota ha tu koshish karne chayhe ...is bat ko zaida ehmiyat de jae k loss kyu hue tu trading ma boht help ful hogi,,next time ap ek achi planning k sath trading karenge aur phr sucess b mil sakti ha ....
                      • #86 Collapse

                        yakeena bhai forex trading b aik aisa he busienss hai jis per ap loss say he learn karte hai is mai jab tak humay loss ka samna nhe hota hai humay na tw forex trading mai apne experience ki base per profit hoga or na he hum kabi is say success kar sakte hai issiw aja say humay shuru shuru mai loss hota he hai trading mai
                        • #87 Collapse

                          G haan loss ap ko education deta hai no doubt lekin is education se ap ko bene fit lena hota hai kiyun ke hamari mistake hi ap ko kafi kuch seekhati hai or jo is ko seekh jaya wo achcha trader hai
                          • #88 Collapse

                            g bhaig ap ny bill sahi akha hy ye jo loss hota hy yehmen ye sikhat ahy k hm jo loss kr rahe hn forex tradin g mn ainda na ho hmari galti ki nishan dahee jho jati hy or phir wae galti hm again nahe kran chahte hjn isliye mn loss ko apne liye aik ahm chez samjhta ho k chalo mujhe or rasta mil gay nuqsan sy bachne ka
                            Spend Each Day Trying To Be A Little Wiser Than You Were When You Woke Up.
                            :) MR. TRADER :)
                            • #89 Collapse

                              assalamu alakum dear koee bhi business ho os ke basics jane bager ham os business ko samaj nahi saktee agar ham business ke basics ko imortant nahi de ge to ham os business me loss hi karee ge ham ko apne galteyo par kaqu pana ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                hum jab trade karty hain to hard work kar kay achy say ana ho ga humain demo ko use karna ho ga jis ki help say market main kam karna best rhta hay humsin ziad aknowleedge ho gi to trade main loss km say km ho ga
                                "The mind is everything, What you think you become"

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X