mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

    Mehnat ka koi nemulbadal nh sirf hard work aur experience humin forex forum me aur forex trading me kamyabi dila skty hn. Forex me lazy bndy ki kahin gunjaish nh
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

      Assalamu Alaikum dear friends how are you good evening. I hope you all will be fine. Main yah kahana chahta hun ki ek achcha trader mehnat se banta hai. koi bhi aisa trader nahin hai jitni mehnat ki ho. Kisi Na kisi tarah hamen is mein involve rahana padta hai aur waqt Dena padta hai waqt ki qurbani hamen bonus khariwad deti hai so hamen chahie ki Ham forex trading mein Dil laga ke kam Karen Taki Ham apne future ko behtar banaen achcha Paisa kamaen aur apne aap ko behtar Karen kyunki forex per har Banda yah sikhane ke liye kam karta hai jiska ultimately purpose earning hota hai
       
      • #18 Collapse

        Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

        W salam, g han ap sahi keh rahy hain forex main kam krna bhot taugh ha aor kamyab trader hamesha es ko serious leta ha wo bhot mehnat krta ha, planning aor management k sath kam krta ha yahi us k kamyab trader hony ki pehchan hoti ha aor wo kamyabi k sath trading krta ha q k forex bhot hi taugh aor technical business ha.
        • #19 Collapse

          Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

          Forex pay kam karnay waly apni pahchan hamesha apni mehnat say bnatay han kiu Kay mehnat karnay Waly achi earning kartay han or kamyabi hasil kartay han jis ki waja say unhy forex man acha maqam hasil hota hay or Jo log mehnat kar Kay achy trader bantay han forex man un ki trading say hi pahchan hoti hay is kiya ager kamyab bana chatay han or achi pahchan bnanan chaty Han to mehnat karna zaroori hay
          • #20 Collapse

            Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

            Dear members ye bat bilkul durust ha k trading main mehnat se hi kamyabi mumkin ha jitna zeada HM mehnat aur Achi planing k sath Kam kren Gy utna hi hm Forex main seekhen Gy isliy kbhi BHI lalch nai krna cahye aur trading main apna knowledge aur learning kO Improve krna cahye jis se HM behtr aur Achi trading krskty hn
            • #21 Collapse

              Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

              Asalamu Alaikum friends
              Bilkul kamiyab mehnat karny waly hee hoty hain senior or expert members sy hum easily inspired hojaty hain laken un ki mehnat ko nahi dehkti hain we should struggle hard to become a expert trader.
              • #22 Collapse

                Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: HiraAli پيغام ديکھيے
                Assalam O Allaikum Forex member, kiya trader ki asaal pehchan mehnat hi hoti hai ? mehnat k bina asaal mein trader kuch nae hota kiya mehnati trader hi kamyab ho sakta hai aur apni pehchan bana sakta hai kiya mehnat itni zaroori hai trading k liye ???
                Ji bilkul mehnat Se Hi tractor ki pahchan hoti hai Forex trading business jis mein acche traders ki bahut acchi rapitation hai agar aap Yahan per Achcha kam karte hain to aapka naam bhi acche traders Mein Aata Hai
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #23 Collapse

                  Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

                  Assalamu Alaikum dear members good evening. Koi shak nahin ki mehnat se Hi ek insan ki pahchan hoti hai jab Ham baat pakki karte Hain to ismein accha naam uska hota hai jo senior member hota hai jiski haar nahi hoti hai jiska kam achcha hota hai jiski post in jyada hoti hai jiska likes jyada hote hain lihaja hamen chahie ki agar Ham bhi ek kamyab member ya trader banna chahte Hain to iske maximum time nahin.
                   
                  • #24 Collapse

                    Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

                    G bilkul sahi kaha mehnat se hi trader ki pahchan hoti hai.agr koi apni field me expert ho ga definitely log usy jantay hon gay k wo bohat mehnti hai is liye is muqam me pohncha ese hi forex me b mehnat krna parti hai jn expert banta hai trading mein tb log khud usk pas atay hain
                    • #25 Collapse

                      Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

                      Aslam o alikom dosto kya hal chal hy or Ap bat theq hy jo log mhnat krty hain on ko experience bhi hota hy os ky bad trading ka kam shoro krni sy ye hota hy wo los sy bach jaty hain or trading sy acha kma lty hain bhtr sy bhtr
                      • #26 Collapse

                        Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

                        Good work sy hi pakistan Forex trading men aik achy trader ki shanakht hotti hy aor forex men kam karny wala member always knowledge s hi good profit hasil karta hy pakistan Forex trading business dunia ka sab sy brra Buisness hey many people like him very much...iss lye forex aik aisa business hy jo yahan aik mah achi posting karta hy aor unhen un posting ki waja sy acha bonuss milta hy aor iss trah acha Profite hasil hota hy
                        • #27 Collapse

                          Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

                          walaikum salaam dear forex trading ma aik achay trader ki pehchan oski mehnat say huti hay aor earning bhi osi ko huti hay is liye ager hum nay bhi professional trader ban'na hay tu humay bhi dil laga ker mehnat kerni hugi aor apna experience bhi barhana huna ta kay hum market analysis achi tarha ker sakay aor maximum profit earn ker sakay.
                          • #28 Collapse

                            Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

                            Walaikum salam dear yah Baat To Har Koi Jaanta hai agar ismein mehnat Nahin Hogi Chahe Yahan Koi dusra karobaar bhi Kyon Na kar lena Agar mehnat Nahin Karenge To Kabhi Kamyab Nahin Milegi Hamen mehnat Karne aur Hamen tab profit Milta Hai Jab Hamen ismein Kamyab ho Jate Hain kamyabi ke bagair profit Kabhi Nahin Milta
                            • #29 Collapse

                              Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

                              G bilkul ek traders ki oehchan he mhnt se hote h ahar ek traders rat den mhnt kre r apne exprrience r knowledge se wo aona work kre to jo osy bobus me ga wo os ki mhnt ka silah ho ga mhnt mae barket h to ak avhe traders ko pehchan he mhnt se hote h thanks
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

                                YeS MeHnaT Se Hi TraDe Ka PeHchAn HoTa HaIn MeHnaT KaR Ke KamYaB Ho SakTe HaIn Aur Is MaIn TradE Ka PeChaN HoNa ChahYe forex TRadinG Main MehNat Se Hi Kamyabi Mil SakTa Hain AuR HaM Jab Achi Mehnat Karte Hain AUr Is MAin Ziada MEhnat KArte Hain To Ham Is Main Zaroor KamYab Hote Hain Isi Liye MehnAt KarNa Chahye
                                Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                                :1f4af:

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X