mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.
    Assalam O Allaikum Forex member, kiya trader ki asaal pehchan mehnat hi hoti hai ? mehnat k bina asaal mein trader kuch nae hota kiya mehnati trader hi kamyab ho sakta hai aur apni pehchan bana sakta hai kiya mehnat itni zaroori hai trading k liye ???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

    g han good trader ke pehchan mehnat se ki jati yha khte han log ye kamyab hwa hy tu mehnat ke hoge hamin bhe forex trading me mehnT ko madenazr rakh kr work krna hoga tb ham bhe kamyabi hasil kr ske ge apni pehchan bnna chete han tu us kilye khud ko mehnati bnye tb ap bhe ache trader ban peyn ge
    • #3 Collapse

      Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

      G han mhnt se hm acha knowledge or experience hasil kerty hain Jo member is business mein mhnt kerty hain. WO hamshan kamyab hoty hain q ke mhnt he wahid chez hy jis se hm kamyabi hasol ker sakty hain hmean chye ke hm is business mein din or night kam kerna chye
      • #4 Collapse

        Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

        Bhai jaan aapko Baat bilkul theek hai agar Ham hardworking se kam Karenge to hi Ham Ek acche aur successful trader Chala Sakenge kamyabi sirf aur sirf Se Hi milati Hai
        • #5 Collapse

          Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

          G haa bilkull mere aziz dosto agar ap ne mehnat ke saath kaam kia hai to ap ki mehnat zuroor nazar aye gi aor dear ap jitnaa achaa work kre ge utnaa hi forum apko facilitate kre gaa aor yeah hamaare liey bht bara moqa hai keh ham is me kaam kre....
          PRACTICE MAKES MAN PERFECT
          • #6 Collapse

            Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

            han g bhut hi achi baat ki hy aony jo trader aj sucess full ban chuka hy usney phely bhut zeeada mehnat ki hy ager ap maazi mein ksi ki bhi history phrain to sab wahan sintest hardwoejer nazer aiyn gy megnat hi hamri pechna hy bimna mehnat k koi bhi kamyab nahee hota mehnat mein azmat hy or azmat mein kamyabi hy kamyabi mein boubs hy or bouns mein kamyabi hy to ao bhi mehnat krein mehnat sey sanb khuch posuble hy ........
            • #7 Collapse

              Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

              ji ha aap ny bilkul theek kha hy forex mein traders ki phchan mehnat hi sy hoti hy forex mein sirf wahi kamyab hoty hain jo mehnat krty hain aur forex mein zyada sy zyada time spend krty hain is leiy humy chaiy k forex mein mehnat krein ta k hum kamyab ho sake
              • #8 Collapse

                Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

                Ji bilkul hamesha Jo kamyab insan Hain Unki pehchan unk kam se hoti hai Jo acha Kam krta hai uski pehchan bi hamesha achy name se ki jati hai aur hamesha kamyab bhi wahi hoty Hain Jo mehnat nhi krty na to unki pehchan achay name se hoti hai aur na hi wo kabhi kamyab hota hai is Lia agr ap bhi agr kamyab hona chahty Hain aur apna name acha banana chahty hain to apko mehnat krni ho gi aur apna name bnana ho
                • #9 Collapse

                  Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

                  Mahnat say hi trader ki pahcane ho ti hai g han yah baat sahi hai kh mahnat sy trader ki pahcane ho ti hai agr mahnat karo gy to aik achy trader ban sakty hai or jo mahnat karty hai wo achy trader ban ja ty hai aik acha trader sy pata chlta hai kh wo kat na mahnati hai
                  • #10 Collapse

                    Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

                    g friend apny theek swal ki ahy k mehnat se hi trader ki pehchan hoti ha agr hum forex main mehnat kr ky trade kriny gy too hauminy profit hoga issi trha humainy forex py mehnat krni chaiey
                    • #11 Collapse

                      Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

                      jab aik trader kamyab ho jata hy to usy acha profit gain hona start ho jata hy jab aik trader ko forex ki trading mein acha profit aa raha ho to wo aik experiance trader kehlata hy aur har kamyab aur experiance trader forex mein bhut mehnat kar ki he banta hy ess liye humy bhi forex mein bhut mehnat karne chahiye takhe hum bhi kamyab ho saky ...
                      • #12 Collapse

                        Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

                        Ek successful trader mehnat krtaa hai aur mehnat se kamyaab trader bntaa hai kisi pe depend reh ker ap kabhi bhi kamyaab trader nehi ban skty apko long term main trading k lye kuch achaa learn krny aur apny andr skills develop krny ki zroorat hoti hai kamyaab trader mehnat se he kamyaab hota hai shortcut se nehi
                        • #13 Collapse

                          Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

                          Assalamu Alaikum dear Forex member apnay sahee kaha hay kay mehnat Se Hi acche trailer Ki Nishani Lagayi Jati Hai Jitna Ham ismein mehnat Karenge utna Ham ismein kamyabi Hasil kar Payenge isliye Hamen chahie ki Ham ismein bahut zyada mehnat Karen aur bahut Jada kamyabi Hasil Karen...
                          Visit My Profile
                          • #14 Collapse

                            Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

                            G bahi trading tu kya hr kam mehnat sy kro tu kamyabi milti hy.keun k mehnat ka phal meetha hota hy.mehnat kamyabi ki kunji hy.trading k barayein seekhein.demo account pe mehnat krrein practic krrein phr ap trading shoro krrein .inshallah ap ki mehnat rang laey gi.thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: mehnat se hi trader ki pehchan hoti hai.

                              W.salam g ha acha trader bany ky ly .mehnat zarori hn.jitne mehnat kry gy otnay achy trader bany gy.mehnat sy ap ko knowledge be milta hn or Experiences be or kamyab hn ky ly ya sb zarori hn.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X