Is Forex "Hard work" or "Smart Work"?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2596 Collapse

    Brothers forex trading aik mushkil buisness hy iss say earn krna assan ni hy q k yai bht riskey work hy dusrii bat yai k agr issay seka jai aur experience hasil hojai tu phr issay smart work bnaya ja sakta hy lakin issmain insan ko lalch ni krni chai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2597 Collapse

      Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai jis main ham trading kr ka profit kamata han mera khyal main tu forex hardwork hai ap jitni ziada mahnat krta ho us ko seekhna main utna ziada fiada hota hai ham ko chaya ka forex ko ziada sa ziada time dan us sa ham bahut kuch sekh lata han forex hardwork ka sa he seekha jata hai
      • #2598 Collapse

        Forex trading combination hey hard work aor smart work ka. Forex trading ko seekhny key liey hard work kerna perta hey aor forex trading ki real trading marlket main profit kamany key liey smart work kerna perta hey. Jitna ziada hum ney seekhny key liey hard work kia ho ga utna smart work main faida ho ga.
        • #2599 Collapse

          salam friends umeed karta hun ky ap sub kharyat sy hon gy forex trading ak smart wark ha es mein ap ko sirf apny knowledge or confidence ki base par he kamyabi milti hai jes mein ap achy sy trade krky kam time mein he acha khasa profit kama sakty hein esky liye apko kesi kisam ki Greed sy bi bachna hoga
          • #2600 Collapse

            Bhai jo log forex ko learen krty ha sikhany ky lye or khosish krty ha an ky lye to smart work ha q ky an ky pas as kam ki acha khasa knoweldge hota ha lkun jin ko ya kam sakhny ma muskil hoti ha an ky lye hard work hota ha
             
            • #2601 Collapse

              hard work kar k hi hum achi trade kar k hi hum achy say run kar sakty hain aur har koi is forex main achy say perform kar sakty hain so hamain is main enter ho k hi trade karni ho gi tab hi hum achy say profit hasil kar k hi hum kamyab ho sakty hain aur is say faida ho saky ga
              • #2602 Collapse

                market main hard work kar k hi hum achi trade lga sakty hain aur har ko is main achy say trade kar sakty hain but hamain is k bary main experience acha ho ga tab hi hum achy say market main kamyab ho sakty hain aur hamain market main emotion ko kabo main rakhna ho ga
                • #2603 Collapse

                  market main hard work karein gay tab hi hum cahy say perform karein gay aur hamain is forex main analyse kar k hi hum achi trade lga sakty hain aur hamain is forex main analsye karein gay tab hamain is forex main earning kar sakty hain aur faida ho saky ga
                  • #2604 Collapse

                    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha or hum ko professional work karna ha to per hum ko chaheya ka hum forex ko as a smart work karna start karda to best rahaa ga laken ager hum hard work or smart work both ak sath karaa to best rahaa ga ................
                    • #2605 Collapse

                      g haan bhai jaan ap ne acha sawl kay hai kee forex forum aik hared warking businss hai jis main ham log kam karahe hain ye hi hard working hi hai aor ham ko as main mihnat kana chahiy hai
                      • #2606 Collapse

                        market main hard work kar k hi hum achi trade kar sakty hain so hamain market main up aur down ko dekh k hi hum achy say run kar sakty hain aur hamain is forex main short term main bi achi trade lga sakty hain ta k achi trade kar k hi hum achy say run karein gay
                        • #2607 Collapse

                          dear forex ek smart work ha ye hard work nahi ha kiyon kay ye aysa work nahi ha k jis mein ap ko koi wazan uthana hota ha or apko mehnat kash kam krna hota ha ye mind work ha jab ap k pass forex kay bary mein acha experience or knoweldge hoga tabhi tabhi ap forex mein market mein acha work kar sakty hein or achi earning kar sakty hein is liye forex ek bohat he acha or kamyab work ha jis mein kamyab earning ki ja sakti ha or ye bohat he easy work ha agar is mein samjha ja saky to or is mein hard work krna ha to experience hasil karny mein hona chaheye
                          • #2608 Collapse

                            hamain market main hard work kar k hi trade karni ho gi tab hamain faida ho saky gi aur hamain kam karny say pahly is k bary main anlayse karein gay tab hamain kamyabi hasil ho saky gi aur hamain market main emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k loss kam ho
                            • #2609 Collapse

                              Han g hard bhii haii and smart to hai he hard es wja see ky risky hai bghair learng k ek step naii lena chaiye phly us topic ko parrh lein than us konfollow krein and smart ese hai ky har ameer gareeb job less afrad k lia rizk ka zariya hai es mn kaam kar kay hum kamyabhi hasil krr skty hein bht hi km wkt mn apni mhnt r qabliat kay balboty pay acha earn kr skty hein...
                              Mehnat Me Azmat hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2610 Collapse

                                Forex hard work hay ya smart work. meray mutabiq forex hard work bhi hay aur smart work bhi. hard work is lehaz say kay is main study aur demo trading per boht mehnat kerni parti hay. aur smart work is kay bad start hota hay kay ap nay jo study ki aur practical kia us ko kaisy utilize kerna hay aur kon c cheeze pick kerni hain jo ap ko aik kamyab trader bana den.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X