Is Forex "Hard work" or "Smart Work"?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2446 Collapse

    Hard plus smart dono tarah ka work hai hard working kar k bhi ap achi earning kar skty hain aur agr knowledge ho apke pass aur ap sahi waqt k market up k sath trading krain tu Bohat profit bhi ho jata hai is liye smart work bhi hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2447 Collapse

      I think both when u are learning then its all about hard work and when you start trade then how you apply that knowlede at right time this is smartness
      • #2448 Collapse

        hardworking karne ke baad insan ke lye market ko predict karna or samajh kar agay barhna asaan hona lagta hai mehnat ke sath sath agar insan practice me apne aap ko rakhe to smartly is business se kamata rehta hai or is se account bhi grow karta rehta hai or earnings bhi barhti rehti hain .
        • #2449 Collapse

          forex start man buhut hard work ha baad man ic ku smart kaha ja sakta ha jub ic ki smart earning start hu jai forex man learning pay kafi time lgta ha laikin baad man sub recover hu jatta ha
          • #2450 Collapse

            forex trading aik bohat acha business hay so agar hum es business main ziada mehnat karen gay to esmain smart work karen gay tabhi esmain earning achi kar sakty hy aur humay lalach bhi nahi karna chahiey
            • #2451 Collapse

              hamain hard work kar k hi trade karni ho gi aur pahr hi hum kamyab ho saky gay aur experience gain kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k run karein gay aur is sya hamain kafi fiada ho saky ga
              • #2452 Collapse

                Forex me humy zyada se zyada hard work karna chahye because agar hum is business me shortcuts find kary gye to humy loss bhi ho sakta han humy chahye k hum is business ka acha knowledge and experience gain kary and apni trading skills ko bhi zyada se zyada improve kary isi trha hum aik successful trader ban sakty han.
                • #2453 Collapse

                  Mujhy lagta hai k pehly humy hard work kar k forex ko sahi sy seekhna chahiye or jab hum ko trading kafi had tak ajaye to us k baad smart thinking sy trade karni chahiye ta k hum mistake na kary or smart work karna chahiye.
                  • #2454 Collapse

                    dear bro agar bazahir to dekha jaye to market mai kam karna asan hai ais mai body ko koi hard work ni karna parta magar ap aik bat ye dekhy k ais mai kam karny k liay ap ko dimagh lagana parta hai jis se ap ko ye sari game khelni hai agar ap aus ka hisab lagye to kafi mehnat hoti hai.
                    • #2455 Collapse

                      Assalam O Alaikum respected bhai jan forex is not a smart work at first pehly chand saal to forex aik bht tough job hy apko bht hardworking karni parti hai jb k 5,6saal k lagatar experience k bad jb ap market ka sarsary jaiza ly k apy sl aur tp laga dety aur be fikr rehty hain tb ye ye kam smart work bn jata hy.
                      • #2456 Collapse

                        hard work kar k hi hum achi trade karein gay aur hard work kar k hi hum sucess ho sakty hain aur knowldge k begair hum acha earn karein gay aur trend ko use kar k hi hum profit hasil karein gay
                        • #2457 Collapse

                          Assalam o Alaikum wa rehma tullahi wa bara katuh bhai mery khayal sy to forex trading hard work bhi hy or smart workbi hy is liye to bohat sy log forex trading ki taraf a rahy hein thank you very much.
                          • #2458 Collapse

                            Bahi Jan forex trading mein only ap smart work krein because is ki bahot ahmiyat hai humein smart work se bahot zaida madad multi hainaur trading mein smart work baho t hi easy hai
                            • #2459 Collapse

                              mere nazar main to forex hard work aur smart work dono hai kyun k jab tak ap is main mehnat se kam ni karo gay bus bojh samj k karo gay to ap is main fail ho aur jab tak ap smart thinking se planning se kam ni karo gay tab bhe ap is main kamyab ni ho mere khayal main
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2460 Collapse

                                mairy khyaal menn Forex smaertwork ha, aur ess menn mehnat zehan ke ha, aany times active rehnaa markit say mutalika honaa up down signals dekhnaa sub mahnet ha, lykin mindwaork kah sakty hein aur mahnat hi her kam ko ooper lejatee ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X