< Confidence of success >
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    agar kisi bhe trader me confidence nahi he toh usko chaie ke woh khud ke analysis ko focus kare or jo bhe trade kare apne mind ke use karne se kare is se woh samaj skate hen ke kab enter hoona he or kab close karni he trade chahe mistakes se loss hota rahe lakin confidnce acha ho ga or win karne ke chances be
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      success ka confidence hona chayie because forex aik relax business hai aur is business mein mera acha experince hai is ka reason yeh hai ky mein old trader hon aur mujay is business ki samaj a gai hai ky kahan sy hum mistakes kartay hain studnets ky liye yeh business aik heaven ki tarah hai.
      • #48 Collapse

        forex main success honay ka confidence hay.to ap is main zaror kamiyab ho jain gay.kue kay ager insan main kuch karnay ka confidence ho.to wo apnay maksad main zaror pora hota hay.ho sakta hay..kay us ko success milnay main time lag jay lakin aik din ap zaror kamyab hongay.
        • #49 Collapse

          success us wqt milta ha jb trader market main sahih kam krny ki koshsh krta ha aor trading main apna bhtr income hasil krny kay liye experinece lata ha aor bhtr income us ko hasil ho jati ha jb woh shaih trah sy work krta ha aor trade lagata ha
          • #50 Collapse

            jab aap ne success hasil karni ho to aap ko khud pe confidence hona chahiay k aap ye success hasil kar sakty hain to agar aap ne apna mind bana lia hai to aap ko success zaroor mily gi
            • #51 Collapse

              app ne akk thek baat ki he or me app ki baat ko agree kerny ke sath sath like bi kerta ho kiun ke pakuistan forex forum epr app ko confidence hona zarorei he is liye app pakistan forex forum per akk ashi or best post de sakty he or app apkistna forex forum per mehnet ker ke app pakistan forex forum per winner ho sekty he..
              • #52 Collapse

                Confidence play very important role in traders life and trading in live account, every traders must need to enter in live account trading with full of confidence and full of experties, but traders always to be confident not to be over confident because over confidence invite to greed.
                • #53 Collapse

                  jee bhai jan hamy forex me trading full confidence se karni chahiye ye ak bth hi rpfoitable our risky b ha agr ham is se bht achy se mehant kary gay tu hamy is se bht acha profit milta hai
                   
                  • #54 Collapse

                    jab tak ap ko apny ooper hi trust nhi hoga to ap kaisay successful hun gay. but hd se b zyada confidence insaan ko khraab kr deta ha. confidence utna hi hona chahiye jitna app forex pr hardworking krte ho. phir aap zarror kamyab ho jao gy.
                    • #55 Collapse

                      natural bat hai khud per yakeen rakhna chaie hai , success be tab he milti hai ky jab ap confident ho gay ky success ap ke hai aur ap forex trading business main achi khaci earning kero gay apni aur bohat sari wishes pouri kerny ky liay .
                      • #56 Collapse

                        forex doing more need successful and expert traders but forex more earning for so forex our best important and good profit every day.i think forex business hard and difficult and confidence people quickly success for forex trading business.
                        • #57 Collapse

                          Ji han AGR apko apni trading main confidence ho ga toa apki kamyabi bht ziada zaroori ho jati hai lakin AGR hm confident hi NAE hain toa hm kabhi BH is qabil NAE hon gay k right decisions lay sakain
                          • #58 Collapse

                            Jab bhi trading karain hamesha relax mind aur confidence key sath karain. Demo account main hamain kam loss hota hy, is ki waja yeh hy keh aap relax hotey hain is leye hamaray decisions bhi correct hotey hain. Lekan real account main hum apna confidence loos kar detay hain. Traders ko chaheye keh forex ko achi tarah learn karain aur is ki practice karain. Jab aap ko forex ki strategies key baray main elam ho jaye ga to aap ka confidence barh jaye ga aur aap key decisions wrong nahi hon gey.
                            • #59 Collapse

                              dear forex main success honay ka confidence hay.to ap is main zaror kamiyab ho jain gay.kue kay ager insan main kuch karnay ka confidence ho.to wo apnay maksad main zaror pora hota hay.ho sakta hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                dear brother.........forex trading business may forex trader ko zrore confidence hona chahiye...........over conficence na ho aur na kam ho bs normal ho .......kyo k yeh b must hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X