< Confidence of success >

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    forex trading key lie confidence usi soorat mein a sakta hai jab ap key pas is ka bahut acha knowledge aur experience ho,is key baghair confidence nahein ata
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      The situation where the trader has the confidence of success is the time whence the trader are having some recent success and therefore he has an esteem in decisions. Therefore, his decisions are more positive and expected to be more fruitful. There is a need to avoid the overconfidence situation which might harm.
      • #78 Collapse

        gr hamre pass iss mai confince ho to ham is mai kam akr sakty hain or earning kar sakty hain ye hamr elye best busienss hai earning k liye
        • #79 Collapse

          mai iss bare mai yeh kahun ga kay humain confident hina chahiyr acha bat hay lekin over confidnt na forex kay mamlay mai hona chahiyr na kaaaisi our our mai confidnt mai hi apki kamiyabi hay .
          • #80 Collapse

            the confidence for success in the forex trades and i know that currently i may not be at the position i ought to be now, but with each passing time i can ensure to make good profits from the system by fine tuning my strategies the more for more sustainable profits and i can gain good confidence in the business for good trades. Confidence for success in the forex business
            • #81 Collapse

              Bhae jaan trading maen humeri success humeray confidence k oper bhe depend kerti hai par ye confidence app ko tab ata hai Jeb app choti trade oir knowledge k sath thora thora earn kerty ho
              • #82 Collapse

                Assalam-O-Alaikum han jii janab hum ko hamesha forex trading me confident rehna chahye aur hum jab analysis kar key trade karen to humara ye confidence itna zyada hona chahye key hum ko kabhi be is me loss na ho.
                • #83 Collapse

                  gg han b ap ko apny pa par pura confidance hona chaheya kay ap forex may zaror kamyab hon gayn is tarha say ap may ka aik naya janon aaya gay ur ap mahnat kar kay buth hi acha profit gain kar sakyn gayn froex say ur apni life ko enjoy kar sakyn gayn bina kisi problam kay laykin over confidance nahi hona chaheya.
                  • #84 Collapse

                    Bhai jan wo log kise be kam ma nakam ni hota ha jine kud per bhorasa ho hamri apne hamit hama kamyab banite ha forex treading business ma jam krna k lia ya Lazmi ha ya kamyab logo ke nashine ha Jmn ma salfconfedan hota ha
                    • #85 Collapse

                      g ha bhai jaan main ap ke baat se agree karta hoin and is business main success hasil karny k liye hamary andar confidence ka hona bohat zaruri hota hai and hum ek best trader ban sakty hain.
                      • #86 Collapse

                        hum is main confidencec say kam karty hain to achi earning hasil ho sakti hay humain agr success hasil karna hay to low risk main kam karna ho ga ta kay market main loss km say km ho skay profit hasil ho sakay
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • #87 Collapse

                          forex mein humein trading mein confidence boht zruri hai or humein apna confidence k sath sath temper bhi loss nahi karna chahiye or humein chahiye k hum forex mein zida learning k sath sath earning karein or confidence hi zaida sucessful rakh sakta hai.
                          • #88 Collapse

                            Mujhe forex main successful honay ka pora confidence hai q k mujhe jb loss hota hai to main us ka pain laita hon or seekhny ki koshish krta hon ta k mujh sy woi mistake phr sy na hi
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • #89 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
                              Mujhe forex main successful honay ka pora confidence hai q k mujhe jb loss hota hai to main us ka pain laita hon or seekhny ki koshish krta hon ta k mujh sy woi mistake phr sy na hi
                              ge han bhai hmein apne trading mein pore confidence ke sath km krna he aur hm apne forex trading mein loss na krein aur apne tradnig mein ache learning ke koshish krein aur hm apne forex trading mein mistakes na krein to hmein apne trading mein fiada hota he aur hm apne trading mein pore itemad se kam krein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                forex men confidence ki zroort hoti hai sir confidence bhi us waqt hota hia jab ap forex men profit ko gian ker paty hin ager apko loss ho gaaya tu apko pher forex men confidence nhi ho ga is liy forex men apny confidence ko bootsup kerny k ly apko profit ko gain kerna ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X