kia forex trading acount k leye degree hona lazmi hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia forex trading acount k leye degree hona lazmi hai
    logon k zehan ma hai forex trading k leye koi na koi degree hona lazmi hai kia yea baat drust hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gf nhi brioo is am aisa koi b problem nhi ha jab apis k account ko open karo ge to apko kud hi experince ho jay ga k ap ko kya kaya chaiye thansk
    • #3 Collapse

      aesi koi bat nahi hai hume is k lye koi khas degree ka hona zrori nahi hum asani say he yaha pay apnay kam ko kar sakty hain aur is ko samjhnay say he humara kam ho jata hai jiss k ahume fiada ho ga.
      • #4 Collapse

        nahi asa abi tak tu kisi say nahi suna hay kay forex trading ki bi kisi say degree mil jati hay or uskay bad may aap trading kar saktay ho agar asa hota bi tu bi koie greanty nai thi kay aap loss na karain.
        • #5 Collapse

          forex trading account k liye ap ko chaey k pa experience hasil karn k forex par kase kam hota ah ap k liye experience zarori ha koi dagree ki koi zaroirt ni ha forex par kama krny k liye learning ki zaroirt hiti ha forex par kase trade ki jati ha
          • #6 Collapse

            my der this si nto tue to any oen that if a person hve no any degree thatn can not do this job any oen cna do this job without any problem ther is no any issue of the dgree to any one so try to do this work ys you can.
            • #7 Collapse

              g nahi bhai jan is main kisi trah ki b degree ki zroorat nahi hoti is main humain bs trade krni hoti he us k liye is main khud learning krni parrti he is main education ki koi limit nahi he is main humain time ki b koi tension nahi hoti is main hum kisi b waqat trade kr skty hain is main 9th class ka student b trade kr skta he 16th class ka b :)
              • #8 Collapse

                nahi bhai forex account ke lie koi degree ki lazmi nahi hai balke ap logon ko forex ki learning karni hoti hai or forex main zyada se zyada experience hasil kar ke hi forex main kam karna hota hai
                • #9 Collapse

                  forex aik risky business hay aur is mein ap ko loss ho sakta hy isi liye ager ap loss say bachna chatya hayn tu ap ko chayie hoga kay demo practice karay kiyon kay is say ap ka knowledge and experience acha hoga aur then ap achi earning kar sakay gayn .
                  • #10 Collapse

                    nhe bhai jaan mai neh samjta hu is mai himay ye necesary hota hai kiu k ye aik best part time busines hai and is mai humay risk b hota hai per ye best way hai
                    • #11 Collapse

                      G nahiii ye zaroori to nahi lekin aapko english aani chaie because aapko orex mai trading ko smjhna bhi hai to usk lie english zaroori ha
                      • #12 Collapse

                        nahi bhai account ke lie ap k pass koi degree nahi honi chahie balke just simply ap ko inatforex ki website min ja kar account ko create karna hai or form fill kar k ap ka account create ho jae ga
                        • #13 Collapse

                          Kisi degree ki zaroorat nahi hai is main market main sirf aur sirf hamary pass acha knowledge ho bus aur thora bohat literate hona lazmi hai to banda trading kar sakta hai easily. Lehaza hamesha market main achi trading kay through hum successful ho sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Forex trading ke lie ap ke pas knowledge or experience ka hona zarori he kisi degree ki zarorat nahi he ye bhut easy business he.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trading kay laye kisi extra qualification ya kisi extra ability required nai hoti hay bilkay simple and basic knowledge hona chaye forex trading ka aur phir thori sai menhat kar kay is business ko learn karna chaye aur phir demo main practice ki jaye to you can earn some decent amount here

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X