Dear members pak forex forum pay senior members aksar junior members aur new tarders ko aik baat samjhatay hain kay jab bhi trade loss mai jaa rahi ho tou uss kay opposite trade open ker laini chaiye kiyu kay iss tarah aik trade ka loss dusray mai profit ko ziada kerta rehta hai jiss say account wash nahi hota hai. Iss sarey tareeka kaar ya trading strategy ko hedging kaha jata hai. hedging ki strategy sirf junior ya small tarders kay liye he work nahi kerti bulkay iss ko bohat barey barey aur expert traders bhi apnay losses ko bachanay kay liye use kertay rehtay hain.
Hedging ka asal tareeka kaar kuch aisay hota hai kay jab aik tarde mai loss hoto dusri trade uss kay ulat mai open ker li jaey. ab ye tarde kiss pair mai open ki jaey. Agar misaal say samjhain tou achi tarah aur asaani say samajh ajey gi. Agar aik tarder nay eur/usd mai sell ki trade open ki aur wo loss mai jani shuru hogai hai. to kabhi bhi usi pair mai buy ki trade nahi lagaey bulkay usd kay kisi bhi aur pair ko select karain jaisay kay usd/chf hai aur uss pair mai achay lot size kay saath buy ki trade open ker lain kiyu kay jab eur/usd mai usd ki sell loss day gi tou uss waqt usd/chf usd ki buy ki tarde lot size ziada honay say loss bhi recover kerwa day gi aur profit bhi hoga

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим